That is because your Lord would not destroy the cities for wrongdoing while their people were unaware.
Yeh iss waja say hai kay aap ka rab kissi basti walon ko kufur kay sabab aisi halat mein halak nahi kerta kay uss basti kay rehney walay bey khabar hon.
यह इस वजह से आपका रब बस्तियों को उनके ज़ुल्म की वजह से इस हाल में हलाक करने वाला नहीं कि वहाँ के लोग बेख़बर हों।
Indeed, those who do not expect the meeting with Us and are satisfied with the life of this world and feel secure therein and those who are heedless of Our signs
Jin logon ko humaray pass aaney ka yaqeen nahi hai aur woh dunyawi zindagi per razi hogaye hain aur iss mein ji laga bethay hain aur jo log humari aayaton say ghafil hain.
बेशक जो लोग हमारी मुलाक़ात की उम्मीद नहीं रखते और दुनिया की ज़िंदगी पर राज़ी और मुतमइन हैं और जो हमारी निशानियों से बे-परवा हैं।
[Jacob] said, "Indeed, it saddens me that you should take him, and I fear that a wolf would eat him while you are of him unaware."
( yaqoob alh-e-salam ney ) kay issay tumhara ley jana mujhay to sakht sadma dey ga aur mujhay yeh bhi khutka laga rahey ga kay tumhari ghaflat mein issay bheyriya kha jaye.
वालिद ने कहाः मैं इससे ग़मगीन होता हूँ कि तुम उसको ले जाओ और मुझको अंदेशा है कि उसको कोई भेड़िया खा जाए जबकि तुम उससे ग़ाफ़िल हो।
They know what is apparent of the worldly life, but they, of the Hereafter, are unaware.
Woh to ( sirf ) duniyawi zindagi kay zahir ko ( hi ) jantay hain aur aakhirat say to bilkul hi bay khabar hain.
वे सांसारिक जीवन के केवल वाह्य रूप को जानते हैं। किन्तु आख़िरत की ओर से वे बिलकुल असावधान है
That you may warn a people whose forefathers were not warned, so they are unaware.
Takay aap aisay logon ko darayen jin kay baap daday nahi daraye gaye thay so ( issi waja say ) yeh ghafil hain.
ताकि तुम ऐसे लोगों को सावधान करो, जिन के बाप-दादा को सावधान नहीं किया गया; इस कारण वे गफ़लत में पड़े हुए हैं
And who is more astray than he who invokes besides Allah those who will not respond to him until the Day of Resurrection, and they, of their invocation, are unaware.
Aur iss say barh ker gumrah aur kon hoga? Jo Allah kay siwa aison ko pukarta hai jo qayamat tak uss ki dua qabool na ker saken bulkay unn kay pukarney say mehaz baykhabar hon.
आख़़िर उस व्यक्ति से बढ़कर पथभ्रष्ट और कौन होगा, जो अल्लाह से हटकर उन्हें पुकारता हो जो क़ियामत के दिन तक उस की पुकार को स्वीकार नहीं कर सकते, बल्कि वे तो उन की पुकार से भी बेख़बर हैं;