Hajj is [during] well-known months, so whoever has made Hajj obligatory upon himself therein [by entering the state of ihram], there is [to be for him] no sexual relations and no disobedience and no disputing during Hajj. And whatever good you do - Allah knows it. And take provisions, but indeed, the best provision is fear of Allah . And fear Me, O you of understanding.
Hajj kay maheenay muqarrar hain iss liye jo shaks inn mein hajj lazim ker ley woh apni biwi say milaap kerney gunah kerney aur laraee kerney say bachta rahey tum jo neki kero gay uss say Allah Taalaa ba khabar hai aur apney sath safar kharach ley liya kero sab say behtar tosha Allah Taalaa ka darr hai aur aey aqal mando! Mujh say dartay raha kero.
हज के मुतअय्यन महीने हैं, पस जिसने उन महीनों में हज का इरादा कर लिया तो फिर उसको हज के दौरान न कोई गंदी बात करनी है और न गुनाह की, और न लड़ाई-झगड़े की, और जो नेक काम तुम करोगे अल्लाह उसको जान लेगा, और (हाँ) रास्ते का तोशा ले लिया करो, बेहतरीन तोशा तक़वा है, और ऐ अक़्ल वालो! मुझ से डरो।
O children of Adam, We have bestowed upon you clothing to conceal your private parts and as adornment. But the clothing of righteousness - that is best. That is from the signs of Allah that perhaps they will remember.
Aey aadam ( alh-e-salam ) ki aulad hum ney tumharay liye libas peda kiya jo tumhari sharamgahon ko bhi chupata hai aur mojib-e-zeenat bhi hai aur taqway ka libas yeh iss say barh ker hai. Yeh Allah Taalaa ki nishaniyon mein say hai takay yeh log yaad rakhen.
ऐ आदम की औलाद! हमने तुम पर लिबास उतारा जो तुम्हारी शर्मगाहों को ढाँके और ज़ीनत भी, और तक़वे का लिबास उससे भी बेहतर है, यह अल्लाह की निशानियों में से है ताकि लोग ग़ौर करें।
Do not stand [for prayer] within it - ever. A mosque founded on righteousness from the first day is more worthy for you to stand in. Within it are men who love to purify themselves; and Allah loves those who purify themselves.
Aap iss mein kabhi kharay na hon. Albatta jiss masjid ki bunyaad awwal din say taqwa per rakhi gaee hai woh iss laeeq hai kay aap iss mein kharay hon iss mein aisay aadmi hain kay woh khoob pak honey ko pasand kertay hain aur Allah Taalaa khoob pak honey walon ko pasand kerta hai.
आप उस इमारत में कभी खड़े न होना, अलबत्ता जिस मस्जिद की बुनियाद पहले दिन से तक़वे पर पड़ी है वह इस लायक़ है कि आप उसमें खड़े हों, उसमें ऐसे लोग हैं जो ख़ूब पाक रहने को पसंद करते हैं और अल्लाह ख़ूब पाक रहने वालों को पसंद करता है।
When those who disbelieved had put into their hearts chauvinism - the chauvinism of the time of ignorance. But Allah sent down His tranquillity upon His Messenger and upon the believers and imposed upon them the word of righteousness, and they were more deserving of it and worthy of it. And ever is Allah , of all things, Knowing.
Jabkay inn kafiron ney apnay dilon mein hamiyat ko jagah di aur hamiyat bhi jaheeliyat ki so Allah Taalaa ney apnay rasool per aur momineen per apni taraf say taskeen nazil farmaee aur Allah Taalaa ney musalmano ko takway ki baat per jamaye rakha aur woh iss kay ehal aur ziyadah mustahiq thay aur Allah Taalaa her cheez ko khoob jaanta hai.
याद करो जब इनकार करने वाले लोगों ने अपने दिलों में हठ को जगह दी, अज्ञानपूर्ण हठ को; तो अल्लाह ने अपने रसूल पर और ईमान वालो पर सकीना (प्रशान्ति) उतारी और उन्हें परहेज़गारी (धर्मपरायणता) की बात का पाबन्द रखा। वे इस के ज़्यादा हक़दार और इस के योग्य भी थे। अल्लाह तो हर चीज़ जानता है
And they will not remember except that Allah wills. He is worthy of fear and adequate for [granting] forgiveness.
Aur wo us waqat nasehat hasil kerein gay jab Allah Talah chahein wo issi laiq hein kay issy darein aur iss laiq bhi kay wo bakhshy
और वे नसीहत हासिल नहीं करेंगे। यह और बात है कि अल्लाह ही ऐसा चाहे। वही इस योग्य है कि उस का डर रखा जाए और इस योग्य भी कि क्षमा करे