If you disclose your charitable expenditures, they are good; but if you conceal them and give them to the poor, it is better for you, and He will remove from you some of your misdeeds [thereby]. And Allah , with what you do, is [fully] Acquainted.
Agar tum sadqay kheyraat ko zahir kero to woh bhi acha hai aur agar tum issay posheeda posheeda miskeenon ko dey do to yeh tumharay haq mein behtar hai Allah Taalaa tumharay gunahon ko mita dey ga aur Allah Taalaa tumharay tamam aemaal ki khabar rakhney wala hai.
अगर तुम अपने सदक़ात ज़ाहिर करके दो तब भी अच्छा है, और अगर तुम उन्हें छुपा कर मोहताजों को दो तो यह तुम्हारे लिए ज़्यादा बेहतर है, और अल्लाह तुम्हारे गुनाहों को दूर कर देगा, और अल्लाह तुम्हारे कामों से वाक़िफ़ है।
Allah destroys interest and gives increase for charities. And Allah does not like every sinning disbeliever.
Allah Taalaa sood ko mitata aur sadqay ko barhata hai aur Allah Taalaa kissi na shukray aur gunehgar say mohabbat nahi kerta.
अल्लाह सूद को घटाता है और सदक़ात को बढ़ाता है, और अल्लाह पसंद नहीं करता नाशुक्रों को, गुनहगारों को।
And among them are some who criticize you concerning the [distribution of] charities. If they are given from them, they approve; but if they are not given from them, at once they become angry.
Inn mein woh bhi hain jo kheyraati maal ki taqseem kay baray mein aap per aib rakhtay hain agar enhen iss mein say mill jaye to khush hain aur agar iss mein say na mila to foran hi bigar kharen huye.
और उनमें ऐसे भी हैं जो आप पर सदक़ात के बारे में ऐब लगाते हैं, अगर उसमें से उन्हें दिया जाए तो राज़ी रहते हैं और अगर न दिया जाए तो नाराज़ हो जाते हैं।
Those who criticize the contributors among the believers concerning [their] charities and [criticize] the ones who find nothing [to spend] except their effort, so they ridicule them - Allah will ridicule them, and they will have a painful punishment.
Jo log inn musalmanon per taanaa zani kertay hain jo dil khol ker kheyraat kertay hain aur unn logon per jinhen siwaye apni mehnat mazdoori kay aur kuch mayyasar hi nahi pus yeh unn ka mazaq uratay hain Allah bhi inn say tamaskhur kerta hai enhi kay liye dard naak azab hai.
वे लोग जो तअन करते हैं उन मुसलमानों पर जो दिल खोलकर सदक़ात देते हैं और उन पर जो सिर्फ़ अपनी मेहनत मज़दूरी से ख़र्च करते हैं उनका मज़ाक़ उड़ाते हैं, अल्लाह उन (मज़ाक़ उड़ाने वालों) का मज़ाक़ उड़ाता है और उनके लिए दर्दनाक अज़ाब है।
Do they not know that it is Allah who accepts repentance from His servants and receives charities and that it is Allah who is the Accepting of repentance, the Merciful?
Kiya inn ko yeh khabar nahi kay Allah hi apney bandon ki toba qabool kerta hai aur wohi sadqaat ko qabool farmata hai aur yeh kay Allah hi toba qabool kerney mein aur rehmat kerney mein kaamil hai.
क्या वे नहीं जानते कि अल्लाह ही अपने बंदों की तौबा क़बूल करता है और वही सदक़ात को क़बूल करता है, और अल्लाह ही तौबा क़बूल करने वाला, मेहरबान है।