So do not obey the disbelievers, and strive against them with the Qur'an a great striving.
Pus aap kafiron ka kehna na manen aur quran kay zariye inn say poori taqat say bara jihad keren.
अतः इनकार करने वालों की बात न मानता और इस (क़ुरआन) के द्वारा उन से जिहाद करो, बड़ा जिहाद! (जी तोड़ कोशिश)
Or do you think that you will enter Paradise while Allah has not yet made evident those of you who fight in His cause and made evident those who are steadfast?
Kiya tum yeh samajh bethay ho kay tum jannat mein chalay jao gay halankay abb tak Allah Taalaa ney yeh zahir nahi kiya kay tum mein say jihad kerney walay kaun hain aur sabar kerney walay kaun hain?
क्या तुम यह ख़्याल करते हो कि तुम जन्नत में दाख़िल हो जाओगे; हालाँकि अभी अल्लाह ने तुम में से उन लोगों को जाना नहीं जिन्होंने जिहाद किया और न उनको जो साबित-क़दम रहने वाले हैं।
Not equal are those believers remaining [at home] - other than the disabled - and the mujahideen, [who strive and fight] in the cause of Allah with their wealth and their lives. Allah has preferred the mujahideen through their wealth and their lives over those who remain [behind], by degrees. And to both Allah has promised the best [reward]. But Allah has preferred the mujahideen over those who remain [behind] with a great reward -
Apni janon aur maalon say Allah ki raah mein jihad kerney walay momin aur baghair uzur kay beth rehney walay momin barabar nahi apney maalon aur apni janon say jihad kerney walon ko beth rehney walon per Allah Taalaa ney darjon mein boht fazeelat dey rakhi ahi aur yun to Allah Taalaa ney her aik ko khoobi aur achai kay wada diya hai lekin mujahideen ko beth rehney walon per boht baray ajar ki fazeelat dey rakhi hai.
बराबर नहीं हो सकते बैठे रहने वाले मुसलमान जिनको कोई उज़्र नहीं है और वह मुसलमान जो अल्लाह की राह में लड़ने वाले हैं अपने माल और अपनी जान से, माल व जान से जिहाद करने वालों का दर्जा अल्लाह ने बैठे रहने वालों की निस्बत बड़ा रखा है, और हर एक से अल्लाह ने भलाई का वादा किया है, और अल्लाह ने जिहाद करने वालों को बैठे रहने वालों पर अज्रे अज़ीम के ज़रिए बरतरी दी है।
[It is that] you believe in Allah and His Messenger and strive in the cause of Allah with your wealth and your lives. That is best for you, if you should know.
Allah Taalaa per aur uss kay rasool per eman lao aur Allah ki raah mein apney maal aur apni jaanon say jihad kero. Yeh tumharay liye behtar hai agar tum mein ilm ho.
तुम्हें ईमान लाना है अल्लाह और उस के रसूल पर, और जिहाद करना है अल्लाह के मार्ग में अपने मालों और अपनी जानों से। यही तुम्हारे लिए उत्तम है, यदि तुम जानो
Indeed, those who have believed and emigrated and fought with their wealth and lives in the cause of Allah and those who gave shelter and aided - they are allies of one another. But those who believed and did not emigrate - for you there is no guardianship of them until they emigrate. And if they seek help of you for the religion, then you must help, except against a people between yourselves and whom is a treaty. And Allah is Seeing of what you do.
Jo log eman laye aur hijrat ki aur apney maalon aur janon say Allah ki raah mein jihad kiya aur jin logon ney inn ko panah di aur madad ki yeh sab aapas mein aik doosray kay rafiq hain aur jo eman to layen hain lekin hijrat nahi ki tumharay liye inn ki kuch bhi rafaqat nahi jabtak kay woh hijrat na keren. Haan agar woh tum say deen kay baray mein madad talab keren to tum per madad kerna zaroori hai siwaye inn logon kay kay tum mein aur inn mein ehad-o-payman hai tum jo kuch ker rahey ho Allah khoob dekhta hai.
जो लोग ईमान लाए और जिन्होंने हिजरत की और अल्लाह की राह में अपने माल व जान से जिहाद किया और वे लोग जिन्होंने पनाह दी और मदद की, वे लोग आपस में एक-दूसरे के दोस्त हैं, और जो लोग ईमान लाए मगर उन्होंने हिजरत नहीं की तो उनसे तुम्हारा दोस्ती का कोई तअल्लुक़ नहीं जब तक कि वे हिजरत करके न आ जाएं, और वे तुमसे दीन के मामले में मदद माँगें तो तुम पर उनकी मदद करना वाजिब है सिवाए उसके कि यह मदद ऐसी क़ौम के ख़िलाफ़ हो जिसके साथ तुम्हारा मुआहिदा है, और जो कुछ तुम करते हो अल्लाह उसको देख रहा है।
Those who believe in Allah and the Last Day would not ask permission of you to be excused from striving with their wealth and their lives. And Allah is Knowing of those who fear Him.
Allah kay din per aur qayamat kay din per eman-o-yaqeen rakhney walay to maali aur jaani jihad say ruk rehney ki kabhi bhi tujh say ijazat talab nahi keren gay aur Allah Taalaa perhezgaron ko khoob janta hai.
जो लोग अल्लाह और आख़िरत के दिन पर ईमान रखते हैं वे अपने माल और जान से जिहाद न करने के लिए आपसे इजाज़त नहीं माँगते, और अल्लाह परहेज़गारों को ख़ूब जानता है।