They [think to] deceive Allah and those who believe, but they deceive not except themselves and perceive [it] not.
Woh Allah Taalaa ko aur eman walon ko dhoka detay hain lekin dar-asal woh khud apney aap ko dhoka dey rahey hain magar samajhtay nahi.
वे अल्लाह को और मोमिनीन को धोखा देना चाहते हैं मगर वे सिर्फ़ अपने आपको धोखा दे रहे हैं और वे इसका एहसास नहीं रखते।
That is because they say, "Never will the Fire touch us except for [a few] numbered days," and [because] they were deluded in their religion by what they were inventing.
Iss ki waja inn ka yeh kehna hai kay humen to ginay chuney chand din hi aag jalaye gi inn ki ghari gharaee baaton ney enhen inn kay deen kay baray mein dhokay mein daal rakha hai.
ये इसलिए है कि उनका कहना है कि हमको हरगिज़ आग न छुएगी मगर गिनती के चंद दिन, और उनकी बनाई हुई बातों ने उनको उनके दीन के बारे में धोके में डाल रखा है।
Indeed, the hypocrites [think to] deceive Allah , but He is deceiving them. And when they stand for prayer, they stand lazily, showing [themselves to] the people and not remembering Allah except a little,
Be-shak munafiq Allah say chaal baziyan ker rahey hain aur woh enhen iss chaal bazi ka badla denay wala hai aur jab namaz ko kharay hotay hain to bari kaahili ki halat mein kharay hotay hain sirf logon ko dikhatay hain aur yaad-e-elahee to yun hi si baraye naam kertay hain.
बेशक मुनाफ़िक़ीन अल्लाह के साथ धोखेबाज़ी कर रहे हैं; हालाँकि अल्लाह ही ने उनको धोके में डाल रखा है, और जब वे नमाज़ के लिए खड़े होते हैं तो सुस्ती के साथ खड़े होते हैं महज़ लोगों को दिखाने के लिए, और वे अल्लाह को कम ही याद करते हैं।
And thus We have made for every prophet an enemy - devils from mankind and jinn, inspiring to one another decorative speech in delusion. But if your Lord had willed, they would not have done it, so leave them and that which they invent.
Aur issi tarah say hum ney her nabi kay dushman boht say shetan peda kiya thay kuch aadmi aur kuch jinn, jin mein say baaz baazon ko chikni chupri baaton ka waswasa daaltay rehtay thay takay unn ko dhokay mein daal den aur agar Allah Taalaa chahata to yeh aisay kaam na ker saktay so inn logon ko aur jo kuch yeh iftra perdaazi ker rahey hain uss ko aap rehney dijiye.
और इसी तरह हमने शरीर इंसानों और शरीर जिन्नात को हर नबी का दुश्मन बना दिया, वे एक-दूसरे को पुर-फ़रेब बातें सिखाते हैं धोका देने के लिए, और अगर आपका रब चाहता तो वे ऐसा न कर सकते, पस आप उन्हें छोड़ दें कि वे झूठ बाँधते हैं।
They have taken their oaths as a cover, so they averted [people] from the way of Allah . Indeed, it was evil that they were doing.
Enhon ney apni qasmon ko dhaal bana rakha hai pus Allah ki raah say ruk gaye be-shak bura hai woh kaam jo yeh ker rahey hain.
उन्होंने अपनी क़समों को ढाल बना रखा है, इस प्रकार वे अल्लाह के मार्ग से रोकते हैं। निश्चय ही बुरा है जो वे कर रहे हैं
But if they intend to deceive you - then sufficient for you is Allah . It is He who supported you with His help and with the believers
Agar woh tujh say dagha baazi kerna chahayen gay to Allah tujhay kafi hai ussi ney apni madad say aur mominon say teri taaeed ki hai.
और अगर वे आपको धोखा देना चाहेंगे तो अल्लाह आपके लिए काफ़ी है, वही है जिसने अपनी मदद से और मोमिनीन के ज़रिए आपको क़ुव्वत दी।