And mention in the Book, Moses. Indeed, he was chosen, and he was a messenger and a prophet.
Iss quran mein musa ( alh-e-salam ) ka zikar bhi ker jo chuna hua rasool aur nabi tha.
और इस किताब में मूसा की चर्चा करो। निस्संदेह वह चुना हुआ था और एक रसूल, नबी था
And We called him from the side of the mount at [his] right and brought him near, confiding [to him].
Hum ney ussay toor kay dayen janib say nida ki aur raaz goee kertay huye ussay qareeb ker liya.
हम ने उसे 'तूर' के मुबारक छोर से पुकारा और रहस्य की बातें करने के लिए हम ने उसे समीप किया
And We gave him out of Our mercy his brother Aaron as a prophet.
Aur apni khas meharbani say uss kay bhai ko nabi bana ker ata farmaya.
और अपनी दयालुता से अपने भाई हारून को नबी बनाकर उसे दिया
And mention in the Book, Ishmael. Indeed, he was true to his promise, and he was a messenger and a prophet.
Iss kitab mein ismail ( alh-e-salam ) ka waqiya bhi biyan ker woh bara hi waday ka sacha tha aur tha bhi rasool aur nabi.
और इस किताब में इसमाईल की चर्चा करो। निस्संदेह वह वादे का सच्च, नबी था
And he used to enjoin on his people prayer and zakah and was to his Lord pleasing.
Woh apney ghar walon ko barabar namaz aur zakat ka hukum deta tha aur tha bhi apney perwerdigar ki baargaah mein pasandeedah aur maqbool.
और अपने लोगों को नमाज़ और ज़कात का हुक्म देता था। और वह अपने रब के यहाँ प्रीतिकर व्यक्ति था
And mention in the Book, Idrees. Indeed, he was a man of truth and a prophet.
Aur iss kitab mein idris ( alh-e-salam ) ka bhi zikar ker woh bhi nek kirdaar payghumber tha.
और इस किताब में इदरीस की भी चर्चा करो। वह अत्यन्त सत्यवान, एक नबी था
And We raised him to a high station.
Hum ney ussay buland muqam per utha liya.
हम ने उसे उच्च स्थान पर उठाया था
Those were the ones upon whom Allah bestowed favor from among the prophets of the descendants of Adam and of those We carried [in the ship] with Noah, and of the descendants of Abraham and Israel, and of those whom We guided and chose. When the verses of the Most Merciful were recited to them, they fell in prostration and weeping.
Yehi woh anbiya hain jin per Allah Taalaa ney fazal-o-karam kiya jo aulad-e-adam mein say hain aur unn logon ki nasal say hain jinhen hum ney nooh ( alh-e-salam ) kay sath kashti mein charha liya tha aur aulad ibrahim-o-yaqoob say aur humari taraf say raaha yafta aur humaray pasandeedah logon mein say. Inn kay samney jab Allah rehman ki aayaton ki tilawat ki jati thi yeh sajda kertay aur rotay girgiratay gir partay thay.
ये वे पैग़म्बर हैं जो अल्लाह के कृपापात्र हुए, आदम की सन्तान में से और उन लोगों के वंशज में से जिन को हम ने नूह के साथ सवार किया, और इबराहीम और इसराईल के वंशज में से और उन में से जिन को हम ने सीधा मार्ग दिखाया और चुन लिया। जब उन्हें रहमान की आयतें सुनाई जातीं तो वे सजदा करते और रोते हुए गिर पड़ते थे