Those will have a share of what they have earned, and Allah is swift in account.
Yeh woh log hain jin kay liye unn kay aemaal ka hissa hai aur Allah Taalaa jalad hisab lenay wala hai.
उन्हीं लोगों के लिए हिस्सा है उनके किये का, और अल्लाह जल्द हिसाब लेने वाला है।
For men is a share of what the parents and close relatives leave, and for women is a share of what the parents and close relatives leave, be it little or much - an obligatory share.
Maa baap aur khawesh-o-aqarib kay tarkay mein mardon ka hissa bhi hai aur aurton ka bhi. ( jo maal maa baap aur khawesh-o-aqarib chor maren ) khuwa woh maal kum ho ya ziyada ( uss mein ) hissa muqarrar kiya hua hai.
मर्दों का भी हिस्सा है माँ-बाप और रिश्तेदारों के तर्के में से, और औरतों का भी माँ-बाप और रिश्तेदारों के तर्के में से हिस्सा है, थोड़ा हो या ज़्यादा हो, एक मुक़र्रर किया हुआ हिस्सा।

And do not wish for that by which Allah has made some of you exceed others. For men is a share of what they have earned, and for women is a share of what they have earned. And ask Allah of his bounty. Indeed Allah is ever, of all things, Knowing.
Aur uss cheez ki aarzoo na kero jiss kay baees Allah Taalaa ney tum mein say baaz ko baaz per buzrugi di hai. Mardon kay uss mein say hissa hai jo unhon ney kamaya aur aurton kay liye uss mein say hain jo unhon ney kamaya aur Allah Taalaa say uss ka fazal maango yaqeenan Allah her cheez ka janney wala hai.
और तुम उस चीज़ की तमन्ना न करो जिसमें अल्लाह ने तुम में से एक को दूसरे पर बड़ाई दी है, मर्दों के लिए एक हिस्सा है अपनी कमाई का और औरतों के लिए एक हिस्सा है अपनी कमाई का, और अल्लाह से उसका फ़ज़्ल माँगो, बेशक अल्लाह हर चीज़ का इल्म रखने वाला है।

Or have they a share of dominion? Then [if that were so], they would not give the people [even as much as] the speck on a date seed.
Kiya inn ka koi hissa saltanat mein hai? Agar aisa ho to phir yeh kissi ko aik khujoor ki guthli kay shigaaf kay barabar bhi kuch na den gay.
क्या अल्लाह की हुकूमत में उनका भी कुछ हिस्सा है? फिर (अगर ऐसा होता) तो ये लोगों को एक तिल के दाने के बराबर भी न दें।
Whoever intercedes for a good cause will have a reward therefrom; and whoever intercedes for an evil cause will have a burden therefrom. And ever is Allah , over all things, a Keeper.
Jo shaks kissi neki ya bhalay kaam ki sifarish keray ussay bhi uss ka kuch hissa milay ga aur jo buraee aur badi ki sifarish keray uss kay liye uss mein say aik hissa hai aur Allah Taalaa her cheez per qudrat rakhney wala hai.
जो शख़्स (किसी के हक़ में) अच्छी सिफ़ारिश करेगा उसके लिए उस में से हिस्सा है, और जो शख़्स बुरी सिफ़ारिश करेगा उसके लिए उसमें से हिस्सा है, और अल्लाह हर चीज़ पर क़ुदरत रखने वाला है।
Those who wait [and watch] you. Then if you gain a victory from Allah , they say, "Were we not with you?" But if the disbelievers have a success, they say [to them], "Did we not gain the advantage over you, but we protected you from the believers?" Allah will judge between [all of] you on the Day of Resurrection, and never will Allah give the disbelievers over the believers a way [to overcome them].
Yeh log tumharay anjam kaar ka intizar kertay rehtay hain phir agar tumhen Allah fatah dey to yeh kehtay hain kay kiya hum tumharay sathi nahi aur kafiron ko thora sa ghlba mill jaye to ( unn say ) kehtay hain kay hum tum per ghalib na aaney lagay thay aur kiya hum ney tumhen musalmanon kay haathon say na bachaya tha? Pus qayamat mein khud Allah Taalaa tumharay darmiyan faisla keray ga aur Allah Taalaa kafiron ko eman walon per hergiz raah na dey ga.
वे मुनाफ़िक़ तुम्हारे बारे में इन्तिज़ार में रहते हैं, अगर तुमको अल्लाह की तरफ़ से कोई फ़तह हासिल होती है तो कहते हैं कि क्या हम तुम्हारे साथ न थे, और अगर काफ़िरों को कोई हिस्सा मिल जाए तो उनसे कहेंगे कि क्या हम तुम्हारे ख़िलाफ़ लड़ने पर क़ादिर न थे और फिर भी हमने तुमको मुसलमानों से बचाया, तो अल्लाह ही तुम लोगों के दरमियान क़यामत के दिन फ़ैसला करेगा, और अल्लाह हरगिज़ काफ़िरों को मोमिनों पर कोई राह न देगा।