And We gave to Abraham, Isaac and Jacob - all [of them] We guided. And Noah, We guided before; and among his descendants, David and Solomon and Job and Joseph and Moses and Aaron. Thus do We reward the doers of good.
6.84. Aur hum ney unn ko ishaq diya aur yaqoob her aik ko hum ney hidayat ki aur pehlay zamney mein hum ney nooh ko hidayat ki aur unn ki aulad mein say dawood ko aur suleman ko aur ayub ko aur yousuf ko aur musa ko aur haroon ko aur issi tarah hum nek kaam kerney walon ko jaza diya kertay hain.
और हमने इब्राहीम (अलै॰) को इसहाक़ और याक़ूब (अलैहिमस्सलाम) अता किए, हर एक को हमने हिदायत दी और नूह (अलै॰) को भी हमने हिदायत दी उससे पहले, और उसकी नस्ल में से दाऊद और सुलेमान और अय्यूब और यूसुफ़ और मूसा और हारून (अलैहिमुस्सलाम) को भी, और हम नेकूकारों को इसी तरह बदला देते हैं।
And We gave them of Our mercy, and we made for them a reputation of high honor.
Aur inn sab ko hum ney apni boht si rehmaten ata farmaeen aur hum ney inn kay zikar-e-jamil ko buland darjay ka ker diya.
और उन्हें अपनी दयालुता से हिस्सा दिया। और उन्हें एक सच्ची उच्च ख्याति प्रदान की
And We gave him out of Our mercy his brother Aaron as a prophet.
Aur apni khas meharbani say uss kay bhai ko nabi bana ker ata farmaya.
और अपनी दयालुता से अपने भाई हारून को नबी बनाकर उसे दिया
And We gave him Isaac and Jacob in addition, and all [of them] We made righteous.
Aur hum ney ussay ishaq ata farmaya aur yaqoob iss per mazeed. Aur her aik ko hum ney saleh banaya.
और हम ने उसे इसहाक़ प्रदान किया और तदधिक याक़ूब भी। और प्रत्येक को हम ने नेक बनाया
So We responded to him, and We gave to him John, and amended for him his wife. Indeed, they used to hasten to good deeds and supplicate Us in hope and fear, and they were to Us humbly submissive.
Hum ney uss ki dua ko qabool farma ker ussay yahya ( alh-e-salam ) ata farmaya aur unn ki biwi ko unn kay liye durust ker diya. Yeh buzrug log nek kaamon ki taraf jaldi kiya kertay thay aur humen lalach tama aur darr khof say pukartay thay. Aur humaray samney aajzi kerney walay thay.
अतः हम ने उस की प्रार्थना स्वीकार कर ली और उसे याह्या् प्रदान किया और उस के लिए उस की पत्नी को स्वस्थ कर दिया। निश्चय ही वे नेकी के कामों में एक-दूसरे के मुक़ाबले में जल्दी करते थे। और हमें ईप्सा (चाह) और भय के साथ पुकारते थे और हमारे आगे दबे रहते थे
And We gave to Him Isaac and Jacob and placed in his descendants prophethood and scripture. And We gave him his reward in this world, and indeed, he is in the Hereafter among the righteous.
Aur hum ney unhen ( ibrahim ko ) ishaq-o-yaqoob ( alheem-us-salam ) ata kiye aur hum ney naboowat aur kitab unn ki aulad mein hi kerdi aur hum ney duniya mein bhi ussay sawab diya aur aakhirat mein to woh saleh logon mein say hai.
और हम ने उसे इसहाक़ और याक़ूब प्रदान किए और उस की संतति में नुबूवत (पैग़म्बरी) और किताब का सिलसिला जारी किया और हम ने उसे संसार में भी उस का अच्छा प्रतिदान प्रदान किया। और निश्चय ही वह आख़िरत में अच्छे लोगों में से होगा
And to David We gave Solomon. An excellent servant, indeed he was one repeatedly turning back [to Allah ].
Aur hum ney dawwod ko suleman ( naami farzand ) ata farmaya jo bara acha bandah tha aur beyhad rujoo kerney wala tha.
और हम ने दाऊद को सुलैमान प्रदान किया। वह कितना अच्छा बन्दा था! निश्चय ही वह बहुत ही रुजू रहने वाला था।
And We granted him his family and a like [number] with them as mercy from Us and a reminder for those of understanding.
Aur hum ney ussay uss ka poora kunba ata farmaya bulkay utna hi aur bhi issi kay sath apni ( khaas ) rehmat say aur aqalmandon ki naseehat kay liye.
और हम ने उसे उस के परिजन दिए और उन के साथ वैसे ही और भी; अपनी ओर से दयालुता के रूप में और बुद्धि और समझ रखने वालों के लिए शिक्षा के रूप में।