And she certainly determined [to seduce] him, and he would have inclined to her had he not seen the proof of his Lord. And thus [it was] that We should avert from him evil and immorality. Indeed, he was of Our chosen servants.
Uss aurat ney yousuf ki taraf qasad kiya aur yousuf uss ka qasad kertay agar woh apney perwerdigar ki daleel na dekhtay yun hi hua iss wastay kay hum uss say buraee aur bey hayaee door ker den. Be-shak woh humaray chunay huye bandon mein say tha.
और औरत ने उसका इरादा कर लिया और वह भी उसका इरादा करता अगर वह अपने रब की दलील न देख लेता, ऐसा हुआ ताकि हम उससे बुराई और बेहयाई को दूर कर दें, बेशक वह हमारे चुने हुए बंदों में से था।
That is Paradise, which We give as inheritance to those of Our servants who were fearing of Allah .
Yeh hai woh jannat jiss ka waris hum apney bandon mein say unhen banatay hain jo muttaqi hon.
यह है वह जन्नत जिस का वारिस हम अपने बन्दों में से हर उस व्यक्ति को बनाएँगे, जो डर रखने वाला हो
Then we caused to inherit the Book those We have chosen of Our servants; and among them is he who wrongs himself, and among them is he who is moderate, and among them is he who is foremost in good deeds by permission of Allah . That [inheritance] is what is the great bounty.
Phir hum ney unn logon ko ( iss ) kitab ka waris banaya jin ko hum ney apnay bandon mein say pasand farmaya. Phir baazay to inn mein apni jano per zulm kerney walay hain aur baazay inn mein mutawassit darjay kay hain aur baazay inn mein Allah ki tofiq say nekiyon mein taraqqi kiye chalay jatay hain. Yeh bara fazal hai.
फिर हम ने इस किताब का उत्तराधिकारी उन लोगों को बनाया, जिन्हें हम ने अपने बन्दो में से चुन लिया है। अब कोई तो उन में से अपने आप पर ज़ुल्म करता है और कोई उन में से मध्य श्रेणी का है और कोई उन में से अल्लाह के कृपायोग से भलाइयों में अग्रसर है। यही है बड़ी श्रेष्ठता। -
Indeed, he was of Our believing servants.
Woh humaray eman daar bandon mein say tha.
निश्चय ही वह हमारे ईमान वाले बन्दों में से था
Indeed, he was of Our believing servants.
Be-shak woh humaray eman daar bandon mein say tha.
निश्चय ही वह हमारे ईमान वाले बन्दों में से था
Indeed, they were of Our believing servants.
Yaqeenan yeh dono humaray momin bandon mein say thay.
निश्चय ही वे दोनों हमारे ईमान वाले बन्दों में से थे
Indeed, he was of Our believing servants.
Be-shak woh humaray eman daar bandon mein say tha.
निश्चय ही वह हमारे ईमान वाले बन्दों में से था
And thus We have revealed to you an inspiration of Our command. You did not know what is the Book or [what is] faith, but We have made it a light by which We guide whom We will of Our servants. And indeed, [O Muhammad], you guide to a straight path -
Aur iss tarah hum ney aap ki taraf apnay hukum say rooh ko utara hai aap iss say pehlay yeh bhi nahi jantay thay kay kitab aur eman kiya cheez hai? Lekin hum nay issay noor banaya iss kay zariyey say apnay bandon mein say jissay chahatay hain hidayat detay hain be-shak aap raah-e-raast ki rehnumaee ker rahey hain.
और इसी प्रकार हम ने अपने आदेश से एक रूह (क़ुरआन) की प्रकाशना तुम्हारी ओर की है। तुम नहीं जानते थे कि किताब क्या होती है और न ईमान को (जानते थे), किन्तु हम ने इस (प्रकाशना) को एक प्रकाश बनाया, जिस के द्वारा हम अपने बन्दों में से जिसे चाहते हैं मार्ग दिखाते हैं। निश्चय ही तुम एक सीधे मार्ग की ओर पथप्रदर्शन कर रहे हो-
Allah presents an example of those who disbelieved: the wife of Noah and the wife of Lot. They were under two of Our righteous servants but betrayed them, so those prophets did not avail them from Allah at all, and it was said, "Enter the Fire with those who enter."
Allah Taalaa ney kafiron kay liye nooh ki aur loot ki biwi ki misal biyan farmaee yeh dono humaray bandon mein say do ( shaista aur ) nek bandon kay ghar mein thin phir unn ki enhon ney khayanat ki pus woh dono ( nek banday ) inn say Allah kay ( kissi azab ko ) na rok sakay aur hukum dey diya gaya ( aey aurton ) dozakh mein janey walon kay sath tum dono bhi chali jao.
अल्लाह ने इनकार करने वालों के लिए नूह की स्त्री और लूत की स्त्री की मिसाल पेश की है। वे हमारे बन्दों में से दो नेक बन्दों के अधीन थीं। किन्तु उन दोनों स्त्रियों ने उन से विश्वासघात किया तो अल्लाह के मुक़ाबले में उन के कुछ काम न आ सके और कह दिया गया, "प्रवेश करने वालों के साथ दोनों आग में प्रविष्ट हो जाओ।"