Do they await but that Allah should come to them in covers of clouds and the angels [as well] and the matter is [then] decided? And to Allah [all] matters are returned.
Kiya logon ko iss baat ka intizar hai kay unn kay pass khud Allah Taalaa abar kay sayebanon mein aajaye aur farishtay bhi aur kaam inteha tak phoncha diya jaye Allah hi ki taraf tamam kaam lotaye jatay hain.
क्या लोग इस इन्तिज़ार में हैं कि अल्लाह उनके पास बादल के सायबानों में आए और फ़रिश्ते भी आ जाएं और सब मामले निमटा दिए जाएं, और सारे मामलात अल्लाह ही की तरफ़ फेरे जाते हैं।
To Allah belongs whatever is in the heavens and whatever is on the earth. And to Allah will [all] matters be returned.
Allah Taalaa hi kay liye hai jo kuch aasmanon aur zamin mein hai aur Allah Taalaa hi ki taraf tamam kaam lotaye jatay hain.
और जो कुछ आसमानों में है और जो कुछ ज़मीन में है सब अल्लाह ही के लिए है, और सारे मामलात अल्लाह ही की तरफ़ लौटाए जाएंगे।
And [remember] when He showed them to you, when you met, as few in your eyes, and He made you [appear] as few in their eyes so that Allah might accomplish a matter already destined. And to Allah are [all] matters returned.
Jabkay uss ney ba-waqt-e-mulaqat unhen tumhari nighaon mein boht kum dikhaye aur tumhen unn ki nighaon mein kum dikhaye takay Allah Taalaa iss kaam ko anajm tak phoncha dey jo kerna hi tha aur sab kaam Allah hi ki taraf pheray jatay hain.
और वह वक़्त याद करो जब तुम एक-दूसरे के मद्दे-मुक़ाबिल आए थे तो अल्लाह तुम्हारी निगाहों में उनकी तादाद कम दिखा रहा था और उनकी निगाहों में तुम्हें कम करके दिखा रहा था; ताकि जो काम होकर रहना था अल्लाह उसे पूरा कर दिखाए, और तमाम मामलात अल्लाह ही की तरफ़ लौटाए जाते हैं।
He knows what is [presently] before them and what will be after them. And to Allah will be returned [all] matters.
Woh ba-khoobi janta hai jo kuch inn kay aagay hai aur jo kuch inn kay peechay hai aur Allah hi ki taraf sab kaam lotaye jatay hain.
वह जानता है जो कुछ उन के आगे है और जो कुछ उन के पीछे है। और सारे मामले अल्लाह ही की ओर पलटते हैं
And if they deny you, [O Muhammad] - already were messengers denied before you. And to Allah are returned [all] matters.
Aur gar yeh aap ko jhutlayen to aap say pehlay kay tamam rasool bhi jhutlaye ja chukay hain. Tamam kaam Allah hi ki taraf lotaye jatay hain.
और यदि वे तुम्हें झुठलाते तो तुम से पहले भी कितने ही रसूल झुठलाए जा चुके हैं। सारे मामले अल्लाह ही की ओर पलटते हैं
His is the dominion of the heavens and earth. And to Allah are returned [all] matters.
Aasmanoon ki aur zamin ki baadshahi ussi ki hai aur tamam kaam ussi ki taraf lotaye jatay hain.
आकाशों और धरती की बादशाही उसी की है और अल्लाह ही की है ओर सारे मामले पलटते हैं