He said, "Then do you worship instead of Allah that which does not benefit you at all or harm you?
Allah kay khalil ney ussi waqt farmaya afsos! Kiya tum Allah kay ilawa unn ki ibadat kertay ho jo na tumhen kuch bhi nafa phoncha saken na nuksan.
उस ने कहा, "फिर क्या तुम अल्लाह से इतर उसे पूजते हो, जो न तुम्हें कुछ लाभ पहुँचा सके और न तुम्हें कोई हानि पहुँचा सके?
So today no soul will be wronged at all, and you will not be recompensed except for what you used to do.
Pus aaj kissi shaks per kuch bhi zulm na kiya jayega aur tumhen nahi badla diya jayega magar sirf unhi kamon ka jo tum kiya kertay thay.
अब आज किसी जीव पर कुछ भी ज़ुल्म न होगा और तुम्हें बदले में वही मिलेगा जो कुछ तुम करते रहे हो
The Day when no relation will avail a relation at all, nor will they be helped -
Uss din koi dost kissi dost kay kuch bhi kaam na aayega aur na unki imdad ki jayegi.
जिस दिन कोई अपना किसी अपने के कुछ काम न आएगा और न कोई सहायता पहुँचेगी,
Indeed, those who disbelieved and averted [people] from the path of Allah and opposed the Messenger after guidance had become clear to them - never will they harm Allah at all, and He will render worthless their deeds.
Yaqeenan jinn logon ney kufur kiya aur Allah ki raah say logon ko roka aur rasool ki mukhalifat ki iss kay baad kay unn kay liye hidayat zahir ho chuki yeh hergiz hergiz Allah ka kuch nuksan na keren gay. Unqareeb inn kay aemaal woh ghaarat ker dey ga.
जिन लोगों ने इस के पश्चात कि मार्ग उन पर स्पष्ट हो चुका था, इनकार किया और अल्लाह के मार्ग से रोका और रसूल का विरोध किया, वे अल्लाह को कदापि कोई हानि नहीं पहुँचा सकेंगे, बल्कि वही उन का सब किया-कराया उन की जान को लागू कर देगा
And how many angels there are in the heavens whose intercession will not avail at all except [only] after Allah has permitted [it] to whom He wills and approves.
Aur boht say farishtay aasmanon mein hain jinki sifarish kuch bhi nafa nahi dey sakti magar yeh aur baat hai kay Allah taalaa apni khushi aur apni chahat say jioss kay liye chahye ijazat dey dey.
आकाशों में कितने ही फ़रिश्ते हैं, उन की सिफ़ारिश कुछ काम नहीं आएगी; यदि काम आ सकती है तो इस के पश्चात ही कि अल्लाह अनुमति दे, जिसे चाहे और पसन्द करे।
And they have thereof no knowledge. They follow not except assumption, and indeed, assumption avails not against the truth at all.
Halankay unhen iss ka koi ilm nahi woh sirf apney gumaan kay peechay paray huye hain aur be-shak weham ( o-guman ) haq kay muqablay mein kuch kaam nahi deta.
हालाँकि इस विषय में उन्हें कोई ज्ञान नहीं। वे केवल अटकल के पीछे चलते हैं, हालाँकि सत्य से जो लाभ पहुँचता है वह अटकल से कदापि नहीं पहुँच सकता।
It is the Day when a soul will not possess for another soul [power to do] a thing; and the command, that Day, is [entirely] with Allah .
Wo hay jis din koi shaks kisi shaks kay liye kissi cheez ka mukhtar na hoga aur ( tamam ter ) ehkaam us roz Allah kay hi hongay
जिस दिन कोई व्यक्ति किसी व्यक्ति के लिए किसी चीज़ का अधिकारी न होगा, मामला उस दिन अल्लाह ही के हाथ में होगा