They impatiently urge you to bring about evil before good, while there has already occurred before them similar punishments [to what they demand]. And indeed, your Lord is full of forgiveness for the people despite their wrongdoing, and indeed, your Lord is severe in penalty.
Aur jo tujh say ( saza ki talbi mein ) jaldi ker rahey hain rahat say pehlay hi yaqeenan inn say pehlay sazayen ( bator misal ) guzar chuki hain aur be-shak tera rab albata bakhshney wala hai logon kay bey jaa zulm per bhi. Aur yeh bhi yaqeeni baat hai kay tera rab bari sakht saza deney wala bhi hai.
वे भलाई से पहले बुराई के लिए जल्दी कर रहे हैं; हालाँकि उनसे पहले मिसालें गुज़र चुकी हैं, और आपका रब लोगों के ज़ुल्म के बावजूद उनको माफ़ करने वाला है और बेशक आपका रब सख़्त सज़ा देने वाला है।
And you will surely find them the most greedy of people for life - [even] more than those who associate others with Allah . One of them wishes that he could be granted life a thousand years, but it would not remove him in the least from the [coming] punishment that he should be granted life. And Allah is Seeing of what they do.
Bulkay sab say ziyada duniya ki zindagi ka harees aey nabi! Aap enhin ko paayen gay. Yeh hirs-e-zindagi mein mushrikon say bhi ziyada hai inn mein say to her shaks aik aik hazar saal ki umar chahata hai go yeh umar diya jana bhi enhen azab say nahi chura sakta Allah Taalaa inn kay kaamon ko bakhoobi dekh raha hai.
और तुम उनको ज़िंदगी का सबसे ज़्यादा लालची पाओगे, उन लोगों से भी ज़्यादा जो मुशरिक हैं, उन में से हर एक चाहता है कि वह हज़ार बरस की उम्र पाए; हालाँकि उतना जीना भी उसको अज़ाब से बचा नहीं सकता, और अल्लाह देखता है जो कुछ वे कर रहे हैं।
[Moses] said, "Then go. And indeed, it is [decreed] for you in [this] life to say, 'No contact.' And indeed, you have an appointment [in the Hereafter] you will not fail to keep. And look at your 'god' to which you remained devoted. We will surely burn it and blow it into the sea with a blast.
Kaha acha jaa duniya ki zindagi mein teri saza yehi hai kay tu kehta rehey kay mujhay na choona aur aik aur bhi wada teray sath hai jo tujh say hergiz na talay ga aur abb tu apney iss mabood ko bhi dekh lena jiss kay aetikaaf kiye huye tha kay hum issay jala ker darya mein raiza raiza ura den gay.
कहा, "अच्छा, तू जा! अब इस जीवन में तेरे लिए यही है कि कहता रहे, कोई छुए नहीं! और तेरे लिए एक निश्चित वादा है, जो तुझ पर से कदापि न टलेगा। और देख अपने इष्ट-पूज्य को जिस पर तू रीझा-जमा बैठा था! हम उसे जला डालेंगे, फिर उसे चूर्ण-विचूर्ण करके दरिया में बिखेर देंगे।"
[Theirs is] like the custom of the people of Pharaoh and those before them. They denied Our signs, so Allah seized them for their sins. And Allah is severe in penalty.
Jaisa aal-e-firaon ka haal hua aur unn ka jo inn say pehlay thay unhon ney humari aayaton ko jhutlaya phir Allah Taalaa ney bhi unhen unn kay gunahon per pakar liya aur Allah Taalaa sakht azab wala hai.
उनका अंजाम वैसा ही होगा जैसा फ़िरऔन वालों का और उनसे पहले वालों का हुआ, उन्होंने हमारी निशानियों को झुठलाया, उस पर अल्लाह ने उनके गुनाहों के बाइस उनको पकड़ लिया, और अल्लाह सख़्त सज़ा देने वाला है।
The forgiver of sin, acceptor of repentance, severe in punishment, owner of abundance. There is no deity except Him; to Him is the destination.
Gunah ka bakhsney wala aur toba ka qabool farmaney wala sakht azab wala inam-o-qudrat wala jiss kay siwa koi mabood nahi. Ussi ki taraf wapis lotna hai.
जो गुनाह क्षमा करने वाला, तौबा क़बूल करने वाला, कठोर दंड देने वाला, शक्तिमान है। उस के अतिरिक्त कोई पूज्य-प्रभु नहीं। अन्ततः उसी की ओर जाना है
And [mention] when your Lord declared that He would surely [continue to] send upon them until the Day of Resurrection those who would afflict them with the worst torment. Indeed, your Lord is swift in penalty; but indeed, He is Forgiving and Merciful.
Aur woh waqt yaad kerna chahaiye kay aap kay rab ney yeh baat batla di kay woh inn yahud per qayamat tak aisay shaks ko zaroor musallat kerta rahey ga jo inn ko sazay-e-shadeed ki takleef phonchata rahey ga bila shuba aap ka rab jaldi hi saza dey deta hai aur bila shuba woh waqaee bari maghfirat aur bari rehmat wala hai.
और जब आपके रब ने ऐलान कर दिया कि वे उन (यहूद) पर क़यामत के दिन तक ज़रूर ऐसे लोग भेजता रहेगा जो उनको निहायत बुरा अज़ाब देंगे, बेशक आप का रब जल्द सज़ा देने वाला है और बेशक वह बख़्शने वाला, मेहरबान है।
And fear a trial which will not strike those who have wronged among you exclusively, and know that Allah is severe in penalty.
Aur tum aisay wabaal say bacho! Kay jo khaas ker sirf unhi logon per waqiya na hoga jo tum say inn gunhaon kay muratakib huye hain aur yeh jaan rakho kay Allah sakht saza denay wala hai.
और डरो उस फ़ित्ने से जो ख़ास उन्हीं लोगों पर वाक़े न होगा जिन्होंने तुम में से ज़ुल्म किया, और जान लो कि अल्लाह सख़्त सज़ा देने वाला है।