And they will approach one another, inquiring of each other.
( jannati ) aik doosray ki taraf rukh kerkay poochen gay.
फिर वे एक-दूसरे की ओर रुख़ करके आपस में पूछेंगे
A speaker among them will say, "Indeed, I had a companion [on earth]
Unn mein say aik kehney wala kahe ga mera aik sathi tha.
उन में से एक कहने वाला कहेगा, "मेरा एक साथी था;
Who would say, 'Are you indeed of those who believe
Jo ( mujh say ) kaha kerta tha kay kiya tu ( qayamat kay aaney ka ) yaqeen kerney walon mein say hai?
जो कहा करता था क्या तुम भी पुष्टि करने वालों में से हो?
That when we have died and become dust and bones, we will indeed be recompensed?'"
Kiya jab kay hum mar ker mitti aur haddi hojayen gay kiya uss waqt hum jaza diyey janey walay hain?
क्या जब हम मर चुके होंगे और मिट्टी और हड्डियाँ होकर रह जाएँगे, तो क्या हम वास्तव में बदला पाएँगे?"
He will say, "Would you [care to] look?"
Kahey ga tum chahtay ho kay jhaank ker dekh lo?
वह कहेगा, "क्या तुम झाँककर देखोगे?"
And he will look and see him in the midst of the Hellfire.
Jhaanktay hi ussay beechon beech jahannum mein ( jalta hua ) dekhay ga.
फिर वह झाँकेगा तो उसे भड़कती हुई आग के बीच में देखेगा
He will say, "By Allah , you almost ruined me.
Kahey ga Wallah! Qareeb tha kay tu mujhay ( bhi ) barbaad ker day.
कहेगा, "अल्लाह की क़सम! तुम तो मुझे तबाह ही करने को थे
If not for the favor of my Lord, I would have been of those brought in [to Hell].
Agar meray rab ka ehsan na hota to mein bhi dizakh mein hazir kiyey janey walon mein hota.
यदि मेरे रब की अनुकम्पा न होती तो अवश्य ही मैं भी पकड़कर हाज़िर किए गए लोगों में से होता
Then, are we not to die
Kiya ( yeh sahih hai ) kay hum marney walay hi nahi?
है ना अब ऐसा कि हम मरने के नहीं।
Except for our first death, and we will not be punished?"
Ba-juz pehli aik mot kay aur na hum azab kiyey janey walay hain.
हमें जो मृत्यु आनी थी वह बस पहले आ चुकी। और हमें कोई यातना ही दी जाएगी!"
Indeed, this is the great attainment.
Phir to ( zahir baat hai kay ) yeh bari kaamyabi hai.
निश्चय ही यही बड़ी सफलता है