[All] praise is [due] to Allah , who created the heavens and the earth and made the darkness and the light. Then those who disbelieve equate [others] with their Lord.
Tamam tareefen Allah hi kay laeeq hain jiss ney aasamanon aur zamin ko peda kiya aur tareekiyon aur noor ko banaya phir bhi kafir log ( ghair Allah ko ) apney rab kay barabar qarar detay hain.
तमाम तारीफें अल्लाह के लिए हैं जिसने आसमानों और ज़मीन को पैदा किया और अंधेरों और रौशनी को बनाया, फिर भी मुनकिर लोग दूसरों को अपने रब का हमसर ठहराते हैं।
Say, [O Muhammad], "Bring forward your witnesses who will testify that Allah has prohibited this." And if they testify, do not testify with them. And do not follow the desires of those who deny Our verses and those who do not believe in the Hereafter, while they equate [others] with their Lord.
Aap kahiye kay apney gawahon ko lao jo iss baat per shahadat den kay Allah ney inn cheezon ko haram ker diya hai phir agar woh gawahi dey den to aap iss ki shahadat na dijiye aur aisay logon kay baatil khayalaat ka ittabaa mat kijiye! Jo humari aayaton ki takzeeb kertay hain aur woh jo aakhirat per eman nahi rakhtay aur woh apney rab kay barabar doosron ko thehratay hain.
कह दीजिए कि अपने गवाहों को लाओ जो इस पर गवाही दें कि अल्लाह ने उन चीज़ों को हराम ठहराया है, अगर वे झूठी गवाही दे भी दें तो आप उनके साथ गवाही न देना, और आप उन लोगों की ख़्वाहिशों की पैरवी न करें जिन्होंने हमारी निशानियों को झुठलाया और जो आख़िरत पर ईमान नहीं रखते और दूसरों को अपने रब का हमसर ठहराते हैं।
And if you are astonished, [O Muhammad] - then astonishing is their saying, "When we are dust, will we indeed be [brought] into a new creation?" Those are the ones who have disbelieved in their Lord, and those will have shackles upon their necks, and those are the companions of the Fire; they will abide therein eternally.
Agar tujhay tajjub ho to waqaee unn ka yeh kehna ajeeb hai kay kiya jab hum mitti hojayen gay to kiya hum naee pedaeesh mein hongay? Yehi woh log hain jnhon ney apney perwerdigar say kufur kiya. Yehi hain jin ki gardano mein toq hongay. Aur yehi hain jo jahannum kay rehney walay hain jo iss mein hamesha hamesh rahen gay.
और अगर आप तअज्जुब करो तो तअज्जुब के क़ाबिल उनकी यह बात है कि जब हम मिट्टी हो जाएंगे तो क्या हम नए सिरे से पैदा किए जाएंगे, ये वह लोग हैं जिन्होंने अपने रब का इनकार किया और ये वे लोग हैं जिनकी गर्दनों में तौक़ पड़े हुए हैं, वे आग वाले लोग हैं, वे उसमें हमेशा रहेंगे।
The example of those who disbelieve in their Lord is [that] their deeds are like ashes which the wind blows forcefully on a stormy day; they are unable [to keep] from what they earned a [single] thing. That is what is extreme error.
Unn logon ki misal jihon ney apney paalney walay say kufur kiya unn kay aemaal misil uss raakh kay hain jiss per tez hawa aandhi walay din chalay. Jo bhi unhon ney kiya uss mein say kissi cheez per qadir na hongay yehi door ki gumrahi hai.
जिन लोगों ने अपने रब का इनकार किया उनके आमाल उस राख की तरह हैं जिसको एक तूफ़ानी दिन की आँधी ने उड़ा दिया हो, वह अपने किए में से कुछ भी न पा सकेंगे, यही दूर की गुमराही है।
Then when He removes the adversity from you, at once a party of you associates others with their Lord
Aur jahan uss ney woh museebat tum say dafa ker di tum mein say kuch log apney rab kay sath shirk kerney lag jatay hain.
फिर जब वह तुमसे तकलीफ़ दूर कर देता है तो तुम में से एक गिरोह अपने रब का शरीक ठहराने लगता है।
It is We who relate to you, [O Muhammad], their story in truth. Indeed, they were youths who believed in their Lord, and We increased them in guidance.
Hum unn ka sahih waqiya teray samney biyan farma rahey hain. Yeh chand no-jawan apney rab per eman laye thay aur hum ney unn ki hodayat mein taraqqi di thi.
हम तुन्हें ठीक-ठीक उन का वृत्तान्त सुनाते हैं। वे कुछ नवयुवक थे जो अपने रब पर ईमान लाए थे, और हम ने उन्हें मार्गदर्शन में बढ़ोत्तरी प्रदान की
And they who do not associate anything with their Lord
Aur jo apnay rab kay sath kissi ko shareek nahi kertay.
और जो लोग अपने रब के साथ किसी को साझी नहीं ठहराते;
And when adversity touches the people, they call upon their Lord, turning in repentance to Him. Then when He lets them taste mercy from Him, at once a party of them associate others with their Lord,
Logon ko jab kabhi koi museebat phonchti hai to apnay rab ki taraf ( poori tarah ) rujoo ho ker duyayen kertay hain phir jab woh apni taraf say rehmat ka maza chakhata hai to unn mein say aik jamat apnay rab kay sath shirk kerney lagti hai.
और जब लोगों को कोई तकलीफ़ पहुँचती है तो वे अपने रब को, उस की ओर रुजू (प्रवृत) होकर पुकारते हैं। फिर जब वह उन्हें अपनी दयालुता का रसास्वादन करा देता है, तो क्या देखते हैं कि उन में से कुछ लोग अपने रब का साझी ठहराने लगे;
And for those who disbelieved in their Lord is the punishment of Hell, and wretched is the destination.
Aur apnay rab kay sath kafur kernay walon kay liye jahannum ka azab hai aur woh kiya hi buri jagah hai.
जिन लोगों ने अपने रब के साथ कुफ़्र किया उन के लिए जहन्नम की यातना है और वह बहुत ही बुरा ठिकाना है