Would you not fight a people who broke their oaths and determined to expel the Messenger, and they had begun [the attack upon] you the first time? Do you fear them? But Allah has more right that you should fear Him, if you are [truly] believers.
Tum inn logon ki sirkoobi kay liye kiyon tayyar nahi hotay jinhon ney apni qasmon ko tor diya aur payghumbar ko jila watan kerney ki fikar mein hain aur khud hi awwal baat unhon ney tum say cher ki hai. Kiya tum inn say dartay ho? Allah hi ziyada mustahiq hai kay tum uss ka darr rakho ba-shart-e-kay tum eman walay ho.
क्या तुम न लड़ोगे ऐसे लोगों से जिन्होंने अपने अहद तोड़ दिए और रसूल को निकालने की जसारत की और वही हैं जिन्होंने तुम से जंग में पहल की, क्या तुम उनसे डरोगे जबकि अल्लाह ज़्यादा मुस्तहिक़ है कि तुम उससे डरो अगर तुम मोमिन हो।
Allah warns you against returning to the likes of this [conduct], ever, if you should be believers.
Allah Taalaa tumhen naseehat kerta hai kay phir kabhi bhi aisa kaam na kerna agar tum sachay momin ho.
अल्लाह तुम्हें नसीहत करता है कि फिर कभी ऐसा न करना, यदि तुम मोमिन हो
Indeed in that is a sign, but most of them were not to be believers.
Be-shak iss mein yaqeenan nishani hai aur inn mein kay aksar log momin nahi hain.
निश्चय ही इसमें एक बड़ी निशानी है, इस पर भी उन में से अधिकतर मानने वाले नहीं
Indeed in that is a sign, but most of them were not to be believers.
Yaqeenan iss mein bari ibrat hai aur inn mein kay aksar log eman walay nahi.
निस्संदेह इसमें एक बड़ी निशानी है। इस पर भी उन में से अधिकतर मानने वाले नहीं
Indeed in that is a sign, but most of them were not to be believers.
Yeh majra yaqeena aik bari zabardast nishani hai inn mein say aksar log eman laney walay nahi.
निश्चय ही इसमें एक बड़ी निशानी है। इस पर भी उन में से अधिकरतर मानने वाले नहीं
Indeed in that is a sign, but most of them were not to be believers.
Yaqeenan iss mein boht bari ibrat hai. Unn mein say aksar log eman laney walay thay bhi nahi.
निश्चय ही इसमें एक बड़ी निशानी है। इस पर भी उन में से अधिकतर मानने वाले नहीं
And they denied him, so We destroyed them. Indeed in that is a sign, but most of them were not to be believers.
Chunkay aadiyon ney hazrat hood ko jhutlaya iss liye hum ney unhen tabah ker diya yaqeenan iss mein nishani hai aur inn mein say aksar bey eman thay.
अन्ततः उन्होंने उन्हें झुठला दिया तो हम ने उन को विनष्ट कर दिया। बेशक इसमें एक बड़ी निशानी है। इस पर भी उन में से अधिकतर मानने वाले नहीं
And the punishment seized them. Indeed in that is a sign, but most of them were not to be believers.
Aur azab ney unhen aa dabocha. Be-shak iss mein ibrat hai. Aur inn mein say aksar log momin na thay.
अन्ततः यातना ने उन्हें आ दबोचा। निश्चय ही इसमें एक बड़ी निशानी है। इस पर भी उन में से अधिकतर मानने वाले नहीं
Indeed in that is a sign, but most of them were not to be believers.
Yeh majra bhi sirasir ibrat hai. Inn mein say bhi aksar musalman na thay.
निश्चय ही इसमें एक बड़ी निशानी है। इस पर भी उन में से अधिकतर मानने वाले नहीं
Indeed in that is a sign, but most of them were not to be believers.
Yaqeena iss mein bari nishani hai aur inn mein kay aksar musalman na thay.
निस्संदेह इसमें एक बड़ी निशानी है। इस पर भी उन में से अधिकतर मानने वाले नहीं
And why do you not believe in Allah while the Messenger invites you to believe in your Lord and He has taken your covenant, if you should [truly] be believers?
Tum ALLAH per eman kiyon nahi latay ? Halankay khud rasool tumhen apney rab per eman lanay ki dawat dey raha hai agar tum momin ho to who to tum say mazboot ehad-o-paymaan bhi ley chukka hai.
तुम्हें क्या हो गया है कि तुम अल्लाह पर ईमान नहीं लाते; जबकि रसूल तुम्हें निमंत्रण दे रहा है कि तुम अपने रब पर ईमान लाओ और वह तुम से दृढ़ वचन भी ले चुका है, यदि तुम मोमिन हो