And if you punish [an enemy, O believers], punish with an equivalent of that with which you were harmed. But if you are patient - it is better for those who are patient.
Aur agar badla lo bhi to bilkul utna hi jitna sadma tumhen phonchaya gaya ho aur agar sabar kerlo to be-shak sabiron kay liye yehi behtar hai.
और अगर तुम बदला लो तो उतना ही बदला लो जितना तुम्हारे साथ किया गया है, और अगर तुम सब्र करो तो वह सब्र करने वालों के लिए बहुत बेहतर है।
And those who emigrated for the cause of Allah and then were killed or died - Allah will surely provide for them a good provision. And indeed, it is Allah who is the best of providers.
Aur jin logon ney raah-e-khuda mein tarq-e-watan kiya phir woh shaheed ker diye gaye ya apni maut marr gaye Allah Taalaa unhen behtareen rizq ata farmaye ga. Aur be-shak Allah Taalaa rozi denay walon mein sab say behtar hai.
और जिन लोगों ने अल्लाह के मार्ग में घरबार छोड़ा, फिर मारे गए या मर गए, अल्लाह अवश्य उन्हें अच्छी आजीविका प्रदान करेगा। और निस्संदेह अल्लाह ही उत्तम आजीविका प्रदान करने वाला है
To Him belongs what is in the heavens and what is on the earth. And indeed, Allah is the Free of need, the Praiseworthy.
Aasman aur zamin mein jo kuch hai ussi ka hai aur yaqeenan Allah wohi hai bey niaz tareefon wala.
उसी का है जो कुछ आकाशों में और जो कुछ धरती में है। निस्संदेह अल्लाह ही निस्पृह प्रशंसनीय है
And indeed, your Lord - He is the Exalted in Might, the Merciful.
Aur tera rab yaqeenan wohi ghalib aur meharbaan hai.
और निश्चय ही तुम्हारा रब ही है जो बड़ा प्रभुत्वशाली, अत्यन्त दयावान है
And indeed, your Lord - He is the Exalted in Might, the Merciful.
Aur be-shak aap ka rab bara hi ghalib aur meharbaan hai.
और निश्चय ही तुम्हारा रब ही है जो बड़ा प्रभुत्वशाली, अत्यन्त दयावान है
And indeed, your Lord - He is the Exalted in Might, the Merciful.
Yaqeenan aap ka perwerdigar hi ghalib meharbaan hai.
और निस्संदेह तुम्हारा रब ही है जो बड़ा प्रभुत्वशाली, अत्यन्त दयावान है
And indeed, your Lord - He is the Exalted in Might, the Merciful.
Aur be-shak aap ka perwerdigar albatta wohi hai zabardast reham kerney wala.
और निस्संदेह तुम्हारा रब ही है जो बड़ा प्रभुत्वशाली, अत्यन्त दयावान है
And indeed, your Lord - He is the Exalted in Might, the Merciful.
Be-shak aap ka rab wohi hai ghalib meharbaan.
और बेशक तुम्हारा रब ही है, जो बड़ा प्रभुत्वशाली, अत्यन्त दयावान है
And indeed, your Lord - He is the Exalted in Might, the Merciful.
Aur be-shak aap ka rab bara zabardast aur meharbaan hai.
और निस्संदेह तुम्हारा रब ही है जो बड़ा प्रभुत्वशाली, अत्यन्त दयाशील है
And indeed, your Lord - He is the Exalted in Might, the Merciful.
Be-shak tera perwerdigar wohi hai ghalbay wala meharbaani wala.
और निश्चय ही तुम्हारा रब बड़ा प्रभुत्वशाली, अत्यन्त दयावान है
And indeed, your Lord - He is the Exalted in Might, the Merciful.
Aur yaqeenan tera perwerdigar albatta wohi hai ghalbay wala merharbani wala.
और निश्चय ही तुम्हारा रब ही है, जो बड़ा प्रभुत्वशाली, अत्यन्त दयावान है
And Solomon inherited David. He said, "O people, we have been taught the language of birds, and we have been given from all things. Indeed, this is evident bounty."
Aur dawood kay waris suleman huye aur kehney lagay logo! Humen perindon ki boli sikhaee gaee hai aur hum sab kuch mein say diye gaye hain. Be-shak yeh bilkul khula hua fazal-e-elahee hai.
दाऊद का उत्तराधिकारी सुलैमान हुआ और उस ने कहा, "ऐ लोगों! हमें पक्षियों की बोली सिखाई गई है और हमें हर चीज़ दी गई है। निस्संदेह वह स्पष्ट बड़ाई है।"
Indeed, this is the great attainment.
Phir to ( zahir baat hai kay ) yeh bari kaamyabi hai.
निश्चय ही यही बड़ी सफलता है
Indeed, this was the clear trial.
Dar-haqeeqat yeh khulla imtehan tha.
निस्संदेह यह तो एक खुली हूई परीक्षा थी
Indeed, this is the true certainty,
Yeh khabar sirasir haq aur qaton yaqeeni hai.
निस्संदेह यही विश्वसनीय सत्य है