Race toward forgiveness from your Lord and a Garden whose width is like the width of the heavens and earth, prepared for those who believed in Allah and His messengers. That is the bounty of Allah which He gives to whom He wills, and Allah is the possessor of great bounty.
( Aao ) doro apney rab ki maghfirat ki taraf our uss jannat ki taraf jiss ki wussat kay barabar hai yeh unkay liye banaee gaee hai jo Allah per aur uskay rasoolon per eman rakhtay hain yeh Allah ka fazal hai jissay chahye dey aur Allah bara fazl wala hai.
अपने रब की क्षमा और उस जन्नत की ओर अग्रसर होने में एक-दूसरे से बाज़ी ले जाओ, जिस का विस्तार आकाश और धरती के विस्तार जैसा है, जो उन लोगों के लिए तैयार की गई है जो अल्लाह और उस के रसूलों पर ईमान लाए हों। यह अल्लाह का उदार अनुग्रह है, जिसे चाहता है प्रदान करता है। अल्लाह बड़े उदार अनुग्रह का मालिक है
He is Allah , the Creator, the Inventor, the Fashioner; to Him belong the best names. Whatever is in the heavens and earth is exalting Him. And He is the Exalted in Might, the Wise.
Wohi Allah hai peda kerney wala wujood bakshney wala soorat bananey wala ussi kay liye ( nihayat ) achay naam hain her cheez khuwa woh aasman mein ho khuwa zamin mein ho uss ki paki biyan kerti hai aur wohi ghalib hikmat wala hai.
वही अल्लाह है जो संरचना का प्रारूपक है, अस्तित्व प्रदान करने वाला, रूप देने वाला है। उसी के लिए अच्छे नाम है। जो चीज़ भी आकाशों और धरती में है, उसी की तसबीह कर रही है। और वह प्रभुत्वशाली, तत्वदर्शी है
They are the ones who say, "Do not spend on those who are with the Messenger of Allah until they disband." And to Allah belongs the depositories of the heavens and the earth, but the hypocrites do not understand.
Yehi woh log hain jo kehtay hain kay jo log rasool-lullah kay pass hain unn per kuch kharach na kero yahan tak kay woh idhar udhar ho jayen aur aasman-o-zamin kay kul khazaney Allah Taalaa ki milkiyat hain lekin yeh munfiq bey samajh hain.
वे वहीं लोग हैं जो कहते हैं, "उन लोगों पर ख़र्च न करो जो अल्लाह के रसूल के पास रहने वाले हैं, ताकि वे तितर-बितर हो जाएँ।" हालाँकि आकाशों और धरती के ख़जाने अल्लाह ही के हैं, किन्तु वे मुनाफ़िक़ समझते नहीं
He knows what is within the heavens and earth and knows what you conceal and what you declare. And Allah is Knowing of that within the breasts.
Woh aasman-o-zamin ki her her cheez ka ilm rakhta hai aur jo kuch tum chupao aur jo zahir kero woh ( sab ko ) janta hai. Allah to seenon ki baaton tak ko jannay wala hai.
वह जानता है जो कुछ आकाशों और धरती में है और उसे भी जानता है जो कुछ तुम छिपाते हो और जो कुछ तुम प्रकट करते हो। अल्लाह तो सीनों में छिपी बात तक को जानता है
[From] the Lord of the heavens and the earth and whatever is between them, the Most Merciful. They possess not from Him [authority for] speech.
( Is rab ki taraf say milay ga jo kay ) asmano ka aur zameen ka aur jo kuch in kay dermiyan hay inka perwardigar hay aur bari bakhsish kernay wala hay kisi ko is say bat chet kerney ka ikhtyar nahi hoga
वह आकाशों और धरती का और जो कुछ उन के बीच है सबका रब है, अत्यन्त कृपाशील है, उस के सामने बात करना उन के बस में नहीं होगा
To whom belongs the dominion of the heavens and the earth. And Allah , over all things, is Witness.
jis kay liey asman o zameen ka mulk hay aur Allah Taalaa kay samney hy her chez
जिस के लिए आकाशों और धरती की बादशाही है। और अल्लाह हर चीज़ का साक्षी है
And [by] the earth which cracks open,
Aur pahtney wali zameen ki qasam!
और फट जाने वाली धरती
And [by] the earth and He who spread it
Qasam hai zamen ki or ussy hamwar kernay ki
और धरती और जैसा कुछ उसे बिछाया