They said, "Are you amazed at the decree of Allah ? May the mercy of Allah and His blessings be upon you, people of the house. Indeed, He is Praiseworthy and Honorable."
Farishton ney kaha kiya tu Allah ki qudrat say tajjub ker rahi hai? Tum per aey iss ghar kay logo Allah ki rehmat aur uss ki barkat nazil hon be-shak Allah hamd-o-sana ka saza waar aur bari shaan wala hai.
फ़रिश्तों ने कहाः क्या तुम अल्लाह के हुक्म पर तअज्जुब करती हो, इब्राहीम के घर वालो! तुम पर अल्लाह की रहमतें और बरकतें हैं, बेशक अल्लाह निहायत क़ाबिले-तारीफ़, बड़ी शान वाला है।
Alif, Lam, Ra. [This is] a Book which We have revealed to you, [O Muhammad], that you might bring mankind out of darknesses into the light by permission of their Lord - to the path of the Exalted in Might, the Praiseworthy -
Alif-laam-raa! Yeh aali shaan kitab hum ney aap ki taraf utari hai kay aap logon ko andheron say ujalay ki taraf layen inn kay perwerdigar kay hukum say zabardast aur tareefon walay Allah ki taraf.
अलिफ़-लाम-रा, यह किताब है जिसको हमने आपकी तरफ़ नाज़िल किया है; ताकि आप लोगों को अंधेरों से निकाल कर उजाले की तरफ़ लाएं, उनके रब के हुक्म से ख़ुदा-ए-अज़ीज़ व हमीद के रास्ते की तरफ़।
To Allah belongs whatever is in the heavens and earth. Indeed, Allah is the Free of need, the Praiseworthy.
Aasmano mein aur zamin mein jo kuch hai woh sab Allah hi ka hai yaqeenan Allah Taalaa boht bara bey niyaz aur saza waar hamd-o-sana hai.
आकाशों और धरती में जो कुछ है अल्लाह ही का है। निस्संदेह अल्लाह ही निस्पृह, स्वतः प्रशंसित है
And those who have been given knowledge see that what is revealed to you from your Lord is the truth, and it guides to the path of the Exalted in Might, the Praiseworthy.
Aur jinhen ilm hai woh dekh len gay jo kuch aap ki janib aap kay rab ki taraf say nazil hua hai woh ( sarasir ) haq hai aur Allah ghalib khoobiyon walay ki raah ki rehbari kerta hai.
जिन लोगों को ज्ञान प्राप्त हुआ है वे स्वयं देखते हैं कि जो कुछ तुम्हारे रब की ओर से तुम्हारी ओर अवतरित हुआ है वही सत्य है, और वह उस का मार्ग दिखाता है जो प्रभुत्वशाली, प्रशंसा का अधिकारी है
Falsehood cannot approach it from before it or from behind it; [it is] a revelation from a [Lord who is] Wise and Praiseworthy.
Jiss kay pass baatil phatak bhi nahi sakta na uss kay aagay say na uss kay peechay say yeh hai nazil kerdah hikmaton walay khoobiyon walay ( Allah ) ki taraf say.
असत्य उस तक न उस के आगे से आ सकता है और न उस के पीछे से; अवतरण है उस की ओर से जो अत्यन्त तत्वदर्शी, प्रशंसा के योग्य है
And it is He who sends down the rain after they had despaired and spreads His mercy. And He is the Protector, the Praiseworthy.
Aur wohi hai jo logon kay na-umeed hojaney kay bad barish barsata hai aur apni rehmat phela deta hai. Wohi hai kaar saaz aur qabil-e-hamd-o-sana.
वही है जो इस के पश्चात कि लोग निराश हो चुके होते हैं, मेंह बरसाता है और अपनी दयालुता को फैला देता है। और वही है संरक्षक मित्र, प्रशंसनीय!
And they resented them not except because they believed in Allah , the Exalted in Might, the Praiseworthy,
Yeh log in musalmano ( kay kisi aur gunha ka ) badla nahi lay rahy thy siway iskay wo Allah galib laeeq e hamd ki zat per iman laey thy
उन्होंने उन (ईमान वालों) से केवल इस कारण बदला लिया और शत्रुता की कि वे उस अल्लाह पर ईमान रखते थे जो अत्यन्त प्रभुत्वशाली, प्रशंसनीय है,