Invite to the way of your Lord with wisdom and good instruction, and argue with them in a way that is best. Indeed, your Lord is most knowing of who has strayed from His way, and He is most knowing of who is [rightly] guided.
Apney rab ki raah ki taraf logon ko hikmat aur behtareen naseehat kay sath bulaiye aur unn say behtareen teriqay say guftugoo kijiye yaqeenan aap ka rab apni raah say behakney walon ko bhi bakhoobi janta hai aur woh raah yafta logon say bhi poora waqif hai.
अपने रब के रास्ते की तरफ़ हिकमत और अच्छी नसीहत के साथ बुलाइए और उनसे अच्छे तरीक़े से बहस कीजिए, बेशक आपका रब ख़ूब जानता है कि कौन उसकी राह से भटका हुआ है और वह उनको भी ख़ूब जानता है जो राह पर चलने वाले हैं।
And your Lord is most knowing of whoever is in the heavens and the earth. And We have made some of the prophets exceed others [in various ways], and to David We gave the book [of Psalms].
Aasamno-o-zamin mein jo bhi hai aap ka rab sab ko bakhoobi janta hai. Hum ney baaz payghumbaron ko baaz per behtari aur bartari di hai aur dawood ko zaboor hum ney ata farmaee hai.
और आपका रब ख़ूब जानता है उनको जो आसमानों और ज़मीन में हैं, और हमने बअज़ नबियों को बअज़ पर फ़ज़ीलत दी और हमने दाऊद (अलै॰) को ज़बूर दी।
Say, "Each works according to his manner, but your Lord is most knowing of who is best guided in way."
Keh dijiye! Kay her shaks apney tareeqay per aamil hai jo poori hidayat kay raastay per hain unhen tumhara rab hi bakhoobi jannay wala hai.
कह दो, "हर एक अपने ढब पर काम कर रहा है, तो अब तुम्हारा रब ही भली-भाँति जानता है कि कौन अधिक सीधे मार्ग पर है।"
And Moses said, "My Lord is more knowing [than we or you] of who has come with guidance from Him and to whom will be succession in the home. Indeed, wrongdoers do not succeed."
Hazrat musa ( alh-e-salam ) kehnay lagay mera rab taalaa issay khoob janta hai jo uss kay pass ki hidayat ley ker aata hai aur jiss kay liye aakhirat ka ( acha ) anjam hota hai yaqeenan bey insafon ka bhala na hoga.
मूसा ने कहा, "मेरा रब उस व्यक्ति को भली-भाँति जानता है जो उस के यहाँ से मार्गदर्शन लेकर आया है, और उसको भी जिस के लिए अंतिम घर है। निश्चय ही ज़ालिम सफल नहीं होते।"
[Abraham] said, "Indeed, within it is Lot." They said, "We are more knowing of who is within it. We will surely save him and his family, except his wife. She is to be of those who remain behind."
( hazrat ibrahim alh-e-salam ney ) kaha iss mein to loot ( alh-e-salam ) hain farishton ney kaha yahan jo hain hum unhen ba-khoobi jantay hain. Loot ( alh-e-salam ) ko aur uss kay khandan ko siwaye uss ki biwi kay hum bacha len gay albatta woh aurat peechay reh janey walon mein say hai.
उस ने कहाँ, "वहाँ तो लूत मौजूद है।" वे बोले, "जो कोई भी वहाँ है, हम भली-भाँति जानते हैं। हम उसको और उस के घर वालों को बचा लेंगे, सिवाय उस की स्त्री के। वह पीछे रह जाने वालों में से है।"
That is their sum of knowledge. Indeed, your Lord is most knowing of who strays from His way, and He is most knowing of who is guided.
Yehi inn kay ilm ki inteha hai aap ka rab iss say khoob waqif hai jo iss ki raah say bhatak gaya hai aur wohi khoob waqif hai iss say bhi jo raah yafta hai.
ऐसे लोगों के ज्ञान की पहुँच बस यहीं तक है। निश्चय ही तुम्हारा रब ही उसे भली-भाँति जानता है जो उस के मार्ग से भटक गया और वही उसे भी भली-भाँति जानता है जिस ने सीधा मार्ग अपनाया
Indeed, your Lord is most knowing of who has gone astray from His way, and He is most knowing of the [rightly] guided.
Be-shak tera rab apni raah say behaknay walon ko khoob jaanta hai aur wohraah yafta logon ko tu bakhoobi jaanta hai.
निस्संदेह तुम्हारा रब उसे भली-भाँति जानता है जो उस के मार्ग से भटक गया है, और वही उन लोगों को भी जानता है जो सीधे मार्ग पर हैं
And we do not know [therefore] whether evil is intended for those on earth or whether their Lord intends for them a right course.
Hum nahi jantay kay zameen walon kay sath kisi burai ka irada kiya gaya hay ya in kay rab ka irada in kay sath bhalai ka hay
"और यह कि हम नहीं जानते कि उन लोगों के साथ जो धरती में है बुराई का इरादा किया गया है या उन के रब ने उन के लिए भलाई और मार्गदर्शन का इरादा किय है