Then We sent after them Moses and Aaron to Pharaoh and his establishment with Our signs, but they behaved arrogantly and were a criminal people
Phir inn payghumbaron kay baad hum ney musa ( alh-e-salam ) aur haroon ( alh-e-salam ) ko firaon aur uss kay sardaron kay pass apni nishaniyan dey ker bheja. So unhon ney takabbur kiya aur woh log mujrim qom thay.
फिर हमने उनके बाद मूसा और हारून (अलैहिमस्सलाम) को फ़िरऔन और उसके सरदारों के पास अपनी निशानियाँ देकर भेजा मगर उन्होंने घमंड किया और वे मुजरिम लोग थे।
And We gave him out of Our mercy his brother Aaron as a prophet.
Aur apni khas meharbani say uss kay bhai ko nabi bana ker ata farmaya.
और अपनी दयालुता से अपने भाई हारून को नबी बनाकर उसे दिया
But only as a reminder for those who fear [ Allah ] -
Bulkay uss ki naseehat kay liye jo Allah say darta hai.
यह तो बस एक अनुस्मृति है, उस के लिए जो डरे,
And We had already given Moses and Aaron the criterion and a light and a reminder for the righteous
Yeh bilkul sach hai kay hum ney musa-o-haroon ko faislay kerney wali noorani aur perhezgaron kay liye waaz-o-naseehat wali kitab ata farmaee hai.
और हम मूसा और हारून को कसौटी और रौशनी और याददिहानी प्रदान कर चुके हैं, उन डर रखने वालों के लिए
Then We sent Moses and his brother Aaron with Our signs and a clear authority
Phir hum ney musa ( alh-e-salam ) ko aur uss kay bhai haroon ( alh-e-salam ) ko apni aayaton aur khulli daleel kay sath bheja.
फिर हम ने मूसा और उस के भाई हारून को अपनी निशानियों और खुले प्रमाण के साथ फ़िरऔन और उस के सरदारों की ओर भेजा।
And We had certainly given Moses the Scripture and appointed with him his brother Aaron as an assistant.
Aur bila shuba hum ney musa ko kitab di aur unn kay humrah unn kay bhai haroon ko unn ka wazir bana diya.
हम ने मूसा को किताब प्रदान की और उस के भाई हारून को सहायक के रूप में उस के साथ किया
And that my breast will tighten and my tongue will not be fluent, so send for Aaron.
Aur mera seena tang horaha hai meri zaban chal nahi rahi pus tu haroon ki taraf bhi ( wahee ) bhej.
और मेरा सीना घुटता है और मेरी ज़बान नहीं चलती। इसलिए हारून की ओर भी संदेश भेज दे
And my brother Aaron is more fluent than me in tongue, so send him with me as support, verifying me. Indeed, I fear that they will deny me."
Aur mer bhai haroon ( alh-e-salam ) mujh say boht ziyada faseeh zaban wala hai tu ussay bhi mera madadgar bana ker meray sath bhej kay woh mujhay sacha manay mujhay to khof hai kay woh sab mujhay jhutla den gay.
मेरे भाई हारून की ज़बान मुझ से बढ़कर धाराप्रवाह है। अतः उसे मेरे साथ सहायक के रूप में भेज कि वह मेरी पुष्टि करे। मुझे भय है कि वे मुझे झुठलाएँगे।"
And We did certainly confer favor upon Moses and Aaron.
Yaqeenan hum ney musa aur haroon ( al-e-heem-us-salam ) per bara ehsan kiya.
और हम मूसा और हारून पर भी उपकार कर चुके हैं
Indeed, We have revealed to you, [O Muhammad], as We revealed to Noah and the prophets after him. And we revealed to Abraham, Ishmael, Isaac, Jacob, the Descendants, Jesus, Job, Jonah, Aaron, and Solomon, and to David We gave the book [of Psalms].
Yaqeenan hum ney aap ki taraf issi tarah wahee ki hai jaisay kay nooh ( alh-e-salam ) aur inn kay baad walay nabiyon ki taraf ki aur hum ney wahee ki ibrahim aur isamail aur ishaq aur yaqoob aur unn ki aulad per aur essa aur ayub aur younus aur haroon aur suleman ki taraf. Aur hum ney dawood ( alh-e-salam ) ko zaboor ata farmaee.
हमने आप की तरफ़ वह्य भेजी है जिस तरह हमने नूह (अलै॰) और उनके बाद के नबियों की तरफ़ वह्य भेजी थी, और हमने वह्य भेजी थी इब्राहीम और इस्माईल और इसहाक़ और याक़ूब और औलादे-याक़ूब और ईसा और अय्यूब और यूनुस और हारून और सुलेमान (अलैहिमुस्सलाम) की तरफ़, और हमने दाऊद (अलै॰) को ज़बूर अता की।
And We gave to Abraham, Isaac and Jacob - all [of them] We guided. And Noah, We guided before; and among his descendants, David and Solomon and Job and Joseph and Moses and Aaron. Thus do We reward the doers of good.
6.84. Aur hum ney unn ko ishaq diya aur yaqoob her aik ko hum ney hidayat ki aur pehlay zamney mein hum ney nooh ko hidayat ki aur unn ki aulad mein say dawood ko aur suleman ko aur ayub ko aur yousuf ko aur musa ko aur haroon ko aur issi tarah hum nek kaam kerney walon ko jaza diya kertay hain.
और हमने इब्राहीम (अलै॰) को इसहाक़ और याक़ूब (अलैहिमस्सलाम) अता किए, हर एक को हमने हिदायत दी और नूह (अलै॰) को भी हमने हिदायत दी उससे पहले, और उसकी नस्ल में से दाऊद और सुलेमान और अय्यूब और यूसुफ़ और मूसा और हारून (अलैहिमुस्सलाम) को भी, और हम नेकूकारों को इसी तरह बदला देते हैं।
They said, "Postpone [the matter of] him and his brother and send among the cities gatherers
Unhon ney kaha aap inn ko aur inn kay bhai ko mohlat dijiye aur shehron mein harkaaron ko bhej dijiye.
उन्होंने कहाः मूसा को और उनके भाई को मोहलत दो और शहरों में जमा करने वाले भेज दो।