Then We made you successors in the land after them so that We may observe how you will do.
Phir unn kay baad hum ney duniya mein bajaye unn kay tum ko janasheen kiya takay hum dekh len kay tum kiss tarah kaam kertay ho.
फिर हमने उनके बाद तुमको मुल्क में जानशीन बनाया; ताकि हम देखें कि तुम कैसा अमल करते हो।
Who will inherit me and inherit from the family of Jacob. And make him, my Lord, pleasing [to You]."
Jo mera bhi waris ho aur yaqoob ( alh-e-salam ) kay khandan ka bhi ja-nasheen aur meray rab! Tu ussay maqbool banda bana ley.
जो मेरा भी उत्तराधिकारी हो और याक़ूब के वंशज का भी उत्तराधिकारी हो। और उसे मेरे रब! वांछनीय बना।"
Deaf, dumb and blind - so they will not return [to the right path].
Behray goongay andhay hain. Pus woh nahi lottay.
वे बहरे हैं, गूंगे हैं, अंधे हैं अब वे लौटने वाले नहीं हैं।
Is He [not best] who responds to the desperate one when he calls upon Him and removes evil and makes you inheritors of the earth? Is there a deity with Allah ? Little do you remember.
Bay kus ki pukar ko jab kay woh pukaray kaun qabool ker kay sakhti ko door ker deta hai? Aur tumhen zamin ka khalfa banata hai kiya Allah Taalaa kay sath koi aur mabood hai? Tum boht kum naseehat-o-ibrat hasil kertay ho.
या वह जो व्यग्र की पुकार सुनता है, जब वह उसे पुकारे और तकलीफ़ दूर कर देता है और तुम्हें धरती में अधिकारी बनाता है? क्या अल्लाह के साथ कोई और पूज्य-प्रभु है? तुम ध्यान थोड़े ही देते हो
And We wanted to confer favor upon those who were oppressed in the land and make them leaders and make them inheritors
Phir humari chahat hui kay hum unn per karam farmayen jinhen zamin mein bey hadd kamzor ker diya gaya tha aur hum unhin ko paishwa aur ( zamin ) ka waris banayen.
और हम यह चाहते थे कि उन लोगों पर उपकार करें, जो धरती में कमज़ोर पड़े थे और उन्हें नायक बनाएँ और उन्हीं को वारिस बनाएँ
And He caused you to inherit their land and their homes and their properties and a land which you have not trodden. And ever is Allah , over all things, competent.
Aur uss ney tumhen unn ki zamino ka aur unn kay gharbaar ka aur unn kay maal ka waris bana ker diya aur uss zamin ka bhi jiss ko tumharay qadmon ney ronda nahi Allah Taalaa her cheez per qadir hai.
और उस ने तुम्हें उन के भू-भाग और उन के घरों और उन के मालों का वारिस बना दिया और उस भू-भाग का भी जिसे तुम ने पददलित नहीं किया। वास्तव में अल्लाह को हर चीज़ की सामर्थ्य प्राप्त है
For men is a share of what the parents and close relatives leave, and for women is a share of what the parents and close relatives leave, be it little or much - an obligatory share.
Maa baap aur khawesh-o-aqarib kay tarkay mein mardon ka hissa bhi hai aur aurton ka bhi. ( jo maal maa baap aur khawesh-o-aqarib chor maren ) khuwa woh maal kum ho ya ziyada ( uss mein ) hissa muqarrar kiya hua hai.
मर्दों का भी हिस्सा है माँ-बाप और रिश्तेदारों के तर्के में से, और औरतों का भी माँ-बाप और रिश्तेदारों के तर्के में से हिस्सा है, थोड़ा हो या ज़्यादा हो, एक मुक़र्रर किया हुआ हिस्सा।
And We had certainly given Moses guidance, and We caused the Children of Israel to inherit the Scripture
Hum ney musa ( alh-e-salam ) ko hidayat nama ata farmaya aur bano israeel ko iss kitab ka waris banaya.
मूसा को भी हम मार्ग दिखा चुके हैं, और इसराईल की सन्तान को हम ने किताब का उत्ताराधिकारी बनाया,
And that is Paradise which you are made to inherit for what you used to do.
Yehi woh bahisht hai kay tum apnay aemaal kay badlay iss kay waris banaye gaye ho.
यह वह जन्नत है जिस के तुम वारिस उस के बदले में हुए जो कर्म तुम करते रहे।