And indeed, the Qur'an is the revelation of the Lord of the worlds.
Aur be-shak-o-shuba yeh ( quran ) rab-ul-aalameen ka nazil farmaya hua hai.
निश्चय ही यह (क़ुरआन) सारे संसार के रब की अवतरित की हुई चीज़ है
The Trustworthy Spirit has brought it down
Issay amanatdaar farishta ley ker aaya hai.
इसको लेकर तुम्हारे हृदय पर एक विश्वसनीय आत्मा उतरी है,
Upon your heart, [O Muhammad] - that you may be of the warners -
Aap kay dil per utra hai kay aap aagah ker denay walon mein say ho jayen.
ताकि तुम सावधान करने वाले हो
In a clear Arabic language.
Saaf arabi zaban mein.
स्पष्ट अरबी भाषा में
And indeed, it is [mentioned] in the scriptures of former peoples.
Aglay nabiyon ki kitabon mein bhi iss quran ka tazkarah hai.
और निस्संदेह यह पिछले लोगों की किताबों में भी मौजूद है
And has it not been a sign to them that it is recognized by the scholars of the Children of Israel?
Kiya enhen yeh nishani kafi nahi kay haqqaniyat quran ko to bani-israeel kay ulamaa bhi jantay hain.
क्या यह उन के लिए कोई निशानी नहीं है कि इसे बनी इसराईल के विद्वान जानते हैं?
And even if We had revealed it to one among the foreigners
Aur agar hum issay kissi ajami shaks per nazil farmatay.
यदि हम इसे ग़ैर-अरबी भाषी पर भी उतारते,
And he had recited it to them [perfectly], they would [still] not have been believers in it.
Pus woh inn kay samney iss ki tilawat kerta to yeh issay bawar kerney walay na hotay.
और वह इसे उन्हें पढ़कर सुनाता तब भी वे इसे मानने वाले न होते
Thus have We inserted disbelief into the hearts of the criminals.
Issi tarah hum ney gunehgaron kay dilon mein iss inkar ko dakhil ker diya hai.
इसी प्रकार हम ने इसे अपराधियों के दिलों में बैठाया है
They will not believe in it until they see the painful punishment.
Woh jab tak dard-naal azabon ko mulahiza na kerlen eman na layen gay.
वे इस पर ईमान लाने को नहीं, जब तक कि दुखद यातना न देख लें