They conceal [their evil intentions and deeds] from the people, but they cannot conceal [them] from Allah , and He is with them [in His knowledge] when they spend the night in such as He does not accept of speech. And ever is Allah , of what they do, encompassing.
Woh logon say to chup jatay hain ( lekin ) Allah Taalaa say nahi chup saktay woh raaton kay waqt jabkay Allah ki na pasndeedah baaton kay khufia mashwaray kertay hain uss waqt bhi Allah unn kay pass hota hai unn kay tamam aemaal ko woh gheray huye hai.
वे इंसानों से तो शरमाते हैं और अल्लाह से नहीं शरमाते; हालाँकि वह उनके साथ होता है जबकि वे सरगोशियाँ करते हैं उस बात की जिससे अल्लाह राज़ी नहीं, और जो कुछ वे करते हैं अल्लाह उसका इहाता किए हुए है।
Allah does not like the public mention of evil except by one who has been wronged. And ever is Allah Hearing and Knowing.
Buraee kay sath aawaz buland kerney ko Allah Taalaa pasand nahi farmata magar mazloom ko ijazat hai aur Allah Taalaa khoob sunta janta hai.
अल्लाह खुल्लम-खुल्ला बुरी बात कहने को पसंद नहीं करता मगर यह कि किसी पर ज़ुल्म हुआ हो, और अल्लाह सुनने वाला, जानने वाला है।
And thus We have made for every prophet an enemy - devils from mankind and jinn, inspiring to one another decorative speech in delusion. But if your Lord had willed, they would not have done it, so leave them and that which they invent.
Aur issi tarah say hum ney her nabi kay dushman boht say shetan peda kiya thay kuch aadmi aur kuch jinn, jin mein say baaz baazon ko chikni chupri baaton ka waswasa daaltay rehtay thay takay unn ko dhokay mein daal den aur agar Allah Taalaa chahata to yeh aisay kaam na ker saktay so inn logon ko aur jo kuch yeh iftra perdaazi ker rahey hain uss ko aap rehney dijiye.
और इसी तरह हमने शरीर इंसानों और शरीर जिन्नात को हर नबी का दुश्मन बना दिया, वे एक-दूसरे को पुर-फ़रेब बातें सिखाते हैं धोका देने के लिए, और अगर आपका रब चाहता तो वे ऐसा न कर सकते, पस आप उन्हें छोड़ दें कि वे झूठ बाँधते हैं।
And remember your Lord within yourself in humility and in fear without being apparent in speech - in the mornings and the evenings. And do not be among the heedless.
Aur aey shaks! Apney rab ki yaad kiya ker apney dil mein aajzi kay sath aur khof kay sath aur zor ki aawaz ki nisbat kum aawaz kay sath subha aur shaam aur ehal-e-ghaflat mein say mat hona.
और अपने रब को सुबह व शाम याद करें अपने दिल में आजिज़ी और ख़ौफ़ के साथ और पस्त-आवाज़ से, और ग़ाफ़िलों में से न बनें।
Then is He who is a maintainer of every soul, [knowing] what it has earned, [like any other]? But to Allah they have attributed partners. Say, "Name them. Or do you inform Him of that which He knows not upon the earth or of what is apparent of speech?" Rather, their [own] plan has been made attractive to those who disbelieve, and they have been averted from the way. And whomever Allah leaves astray - there will be for him no guide.
Aaya woh Allah jo nigehbani kerney wala hai her shaks ki uss kay kiye huye aemaal per inn logon ney Allah kay shareek thehraye hain keh dijiye zara unn kay naam to lo kiya tum Allah ko woh baten batatay ho jo woh zamin mein janta hi nahi ya sirf oopri oopri baaten bata rahey ho baat asal yeh hai kay kufur kerney walon kay liye unn kay makar saja diye gaye hain aur woh sahih raah say rok diye gaye hain aur jiss ko Allah gumrah ker dey uss ko raha dikhaney wala koi nahi.
फिर क्या जो हर शख़्स से उसके अमल का हिसाब करने वाला है, और लोगों ने अल्लाह के शरीक बना लिए हैं, कह दीजिए कि उनका नाम लो, क्या तुम अल्लाह को ऐसी चीज़ की ख़बर दे रहे हो जिसको वह ज़मीन में नहीं जानता या तुम ऊपर ही ऊपर बातें कर रहे हो; बल्कि इनकार करने वालों के लिए उनके धोखे ख़ूबसूरत बना दिए गए हैं और वे (सीधे) रास्ते से रोक दिए गए हैं, और अल्लाह जिसको गुमराह कर दे उसको कोई राह बताने वाला नहीं।
Indeed, He knows what is declared of speech, and He knows what you conceal.
Albatta Allah Taalaa to khulli aur zahir baat ko bhi janta hai aur jo tum chupatay ho ussay bhi janta hai.
निश्चय ही वह ऊँची आवाज़ में कही हुई बात को जानता है और उसे भी जानता है जो तुम छिपाते हो
And they had been guided [in worldly life] to good speech, and they were guided to the path of the Praiseworthy.
Unn ko pakeeza baat ki rehnumaee kerdi gaee aur qabil-e-sadd tareef raah ki rehnumee kerdi gaee.
निर्देशित किया गया उन्हें अच्छे पाक बोल की ओर और उन को प्रशंसित अल्लाह का मार्ग दिखाया गया
Those who pronounce thihar among you [to separate] from their wives - they are not [consequently] their mothers. Their mothers are none but those who gave birth to them. And indeed, they are saying an objectionable statement and a falsehood. But indeed, Allah is Pardoning and Forgiving.
Tum mein say jo log apni biwiyon say zahaar kertay hain ( yani unhen maa keh bethtay hain ) woh dar asal unn ki maayen nahi bann jatin unn ki maayen to wohi hain jin kay batan say woh peda huye yaqeenan yeh log aik na maqool aur jhooti baat kehtay hain be-shak Allah Taalaa moaf kerney wala aur bakshney wala hai.
तुम में से जो लोग अपनी स्त्रियों से ज़िहार करते हैं, उन की माएँ वे नहीं हैं, उन की माएँ तो वही हैं जिन्होंने उन को जन्म दिया है। यह अवश्य है कि वे लोग एक अनुचित बात और झूठ कहते हैं। और निश्चय ही अल्लाह टाल जाने वाला अत्यन्त क्षमाशील है