The Jews say "The Christians have nothing [true] to stand on," and the Christians say, "The Jews have nothing to stand on," although they [both] recite the Scripture. Thus the polytheists speak the same as their words. But Allah will judge between them on the Day of Resurrection concerning that over which they used to differ.
Yahud kehtay hain kay nasrani haq per nahi aur nasrani kehtay hain kay yahudi haq per nahi halankay yeh sab log toraat parhtay hain issi tarah inn hi jaisi baat bey ilm bhi kehtay hain. Qayamat kay din Allah inn kay iss ikhtilaf ka faisla inn kay darmiyan ker dey ga.
और यहूद ने कहा कि नसारा किसी चीज़ पर नहीं, और नसारा ने कहा कि यहूद किसी चीज़ पर नहीं, हालाँकि वे सब आसमानी किताब पढ़ते हैं, इसी तरह उन लोगों ने कहा जिनके पास इल्म नहीं उन्हीं की सी बात, पस अल्लाह क़यामत के दिन उनके दरमियान उस बात का फ़ैसला करेगा जिसमें वे झगड़ रहे थे।
And mankind was not but one community [united in religion], but [then] they differed. And if not for a word that preceded from your Lord, it would have been judged between them [immediately] concerning that over which they differ.
Aur tamam log aik hi ummat kay thay phir unhon ney ikhtilaf peda ker liya aur agar aik baat na hoti jo aap kay rab ki taraf say pehlay thehar chuki hai to jiss cheez mein yeh log ikhtilaf ker rahey hain unn ka qataee faisla ho chuka hota.
और लोग एक ही उम्मत थे फ़िर उन्होंने इख़्तिलाफ़ किया, और अगर आपके रब की तरफ़ से एक बात पहले से न ठहर चुकी होती तो उनके दरमियान उस बात का फ़ैसला कर दिया जाता जिसमें वे इख़्तिलाफ़ कर रहे हैं।
And We had certainty settled the Children of Israel in an agreeable settlement and provided them with good things. And they did not differ until [after] knowledge had come to them. Indeed, your Lord will judge between them on the Day of Resurrection concerning that over which they used to differ
Aur hum ney bani israeel ko boht acha thikana rehney ko diya aur hum ney unhen pakeezah cheezen khaney ko den. So unhon ney ikhtilaf nahi kiya yahan tak kay unn kay pass ilm phonch gaya. Yaqeeni baat hai kay aap ka rab unn kay darmiyan qayamat kay din unn umoor mein faisla ker dey ga jinn mein woh ikhtilaf kertay thay.
और हमने बनी-इस्राईल को अच्छा ठिकाना दिया और उनको पाकीज़ा चीज़ें खाने के लिए दीं, फिर उन्होंने इख़्तिलाफ़ नहीं किया मगर उस वक़्त जबकि उनके पास इल्म आ चुका था, यक़ीनन आपका रब क़यामत के दिन उनके दरमियान उस चीज़ का फ़ैसला कर देगा जिस में वे इख़्तिलाफ़ करते रहे।
[It is] so He will make clear to them [the truth of] that wherein they differ and so those who have disbelieved may know that they were liars.
Iss liye bhi kay yeh log jiss cheez mein ikhtilaf kertay thay ussay Allah Taalaa saaf biyan kerdey aur iss liye bhi kay khud kafir apna jhoota hona jaan len.
ताकि उनके सामने उस चीज़ को खोल दे जिसमें वे इख़्तिलाफ़ कर रहे हैं और इनकार करने वाले लोग जान लें कि वे झूठे थे।
The sabbath was only appointed for those who differed over it. And indeed, your Lord will judge between them on the Day of Resurrection concerning that over which they used to differ.
Haftay kay din ki azmat to sirf unn logon kay zimmay hi zaroori ki gaee thi jinhon ney uss mein ikhtilaf kiya tha baat yeh hai kay aap ka perwerdigar khud hi unn mein unn kay ikhtilaf ka faisla qayamat kay din keray ga.
सनीचर के दिन की अज़मत तो सिर्फ़ उन लोगों के ज़िम्मे ही ज़रूरी की गई थी जिन्होंने उसमें इख़्तिलाफ़ किया था, और बेशक आपका रब क़यामत के दिन उनके दरमियान फ़ैसला कर देगा जिस बात में वे इख़्तिलाफ़ कर रहे थे।
Indeed, this Qur'an relates to the Children of Israel most of that over which they disagree.
Yaqeena yeh quran bani israeel kay samney unn aksar cheezon ka biyan ker raha hai jin mein yeh ikhtilaf kertay hain.
निस्संदेह यह क़ुरआन इसराईल की सन्तान को अधिकतर ऐसी बाते खोलकर सुनाता है जिन के विषय में उन से मतभेद है
Indeed, your Lord will judge between them on the Day of Resurrection concerning that over which they used to differ.
Aap ka rab inn ( sab ) kay darmiyan inn ( tamam ) baaton ka faisla qayamat kay din keray ga jin mein woh ikhtilaf ker rahey hain.
निश्चय ही तेरा रब ही क़ियामत के दिन उन के बीच उन बातों का फ़ैसला करेगा, जिनमें वे मतभेद करते रहे हैं
Unquestionably, for Allah is the pure religion. And those who take protectors besides Him [say], "We only worship them that they may bring us nearer to Allah in position." Indeed, Allah will judge between them concerning that over which they differ. Indeed, Allah does not guide he who is a liar and [confirmed] disbeliever.
Khabradaar! Allah Taalaa hi kay liye khalis ibadat kerna hai aur jin logon ney uss kay siwa auliya bana rakhay hain ( aur kehtay hain ) kay hum inn ki ibadat sirf iss liye kertay hain kay yeh ( buzurg ) Allah kay nazdeeki kay martabay tak humari rasaee kera den yeh log jiss baray mein ikhtilaf ker rahey hain iss ka ( sacha ) faisla Allah ( khud ) keray ga. Jhootay aur na-shukray ( logon ) ko Allah Taalaa raah nahi dikhata.
जान रखो कि विशुद्ध धर्म अल्लाह ही के लिए है। रहे वे लोग जिन्होंने उस से हटकर दूसरे समर्थक और संरक्षक बना रखे हैं (कहते हैं,) "हम तो उन की बन्दगी इसी लिए करते हैं कि वे हमें अल्लाह का सामीप्य प्राप्त करा दें।" निश्चय ही अल्लाह उन के बीच उस बात का फ़ैसला कर देगा जिस में वे विभेद कर रहे हैं। अल्लाह उसे मार्ग नहीं दिखाता जो झूठा और बड़ा अकृतज्ञ हो
Say, "O Allah , Creator of the heavens and the earth, Knower of the unseen and the witnessed, You will judge between your servants concerning that over which they used to differ."
Aap keh dijiye! Kay aey Allah ! Aasmano aur zamin kay peda kerney walay chupay khulay ka jannay walay tu hi apnay bandon mein inn umoor ka faisla farmaye ga jin mein who ulajh rahey thay.
कहो, "ऐ अल्लाह, आकाशो और धरती को पैदा करने वाले; परोक्ष और प्रत्यक्ष के जानने वाले! तू ही अपने बन्दों के बीच उस चीज़ का फ़ैसला करेगा, जिस में वे विभेद कर रहे हैं।"
And We gave them clear proofs of the matter [of religion]. And they did not differ except after knowledge had come to them - out of jealous animosity between themselves. Indeed, your Lord will judge between them on the Day of Resurrection concerning that over which they used to differ.
Aur hum ney unhen deen ki saaf saaf daleelen dein phir unhon ney apnay pass ilm kay phonch janey kay baad aapas ki zidd behas say hi ikhtilaf barpa ker dala yeh jinn jinn cheezon mein ikhtilaf ker rahey hain unn ka faisla qayamat walay din unn kay darmiyan ( khud ) tera rab keray ga.
और हम ने उन्हें इस मामले के विषय में स्पष्ट निशानियाँ प्रदान कीं। फिर जो भी विभेद उन्होंने किया, वह इस के पश्चात ही किया कि उन के पास ज्ञान आ चुका था और इस कारण कि वे परस्पर एक-दूसरे पर ज़्यादती करना चाहते थे। निश्चय ही तुम्हारा रब क़ियामत के दिन उन के बीच उन चीज़ों के बारे में फ़ैसला कर देगा, जिनमें वे परस्पर विभेद करते रहे हैं