Originator of the heavens and the earth. When He decrees a matter, He only says to it, "Be," and it is.
Woh zamin aur aasmanon ka ibtida’an peda kerney wala hai woh jiss kaam ko kerna chahye keh deta hai kay hoja bus woh wahin hojata hai.
वह आसमानों और ज़मीन को वजूद में लाने वाला है, वह जब किसी काम का करना ठहरा लेता है तो बस उसके लिए फ़रमा देता है कि हो जा, तो वह हो जाता है।
She said, "My Lord, how will I have a child when no man has touched me?" [The angel] said, "Such is Allah ; He creates what He wills. When He decrees a matter, He only says to it, 'Be,' and it is.
Kehney lagin ilahee mujhay larka kaisay hoga? Halankay mujhay to kissi insan ney haath bhi nahi lagaya farishtay ney kaha issi tarah Allah Taalaa jo chahaye peda kerta hai jab kabhi woh kissi kaam ko kerna chahata hai to sirf yeh keh deta hai kay ho ja! To woh ho jata hai.
मरियम ने कहाः ऐ मेरे (प्यारे) रब! मेरे यहाँ लड़का कैसे होगा जबकि किसी मर्द ने मुझे हाथ तक नहीं लगाया है, (अल्लाह ने फ़रमाया) इसी तरह अल्लाह पैदा करता है जो चाहता है, जब वह किसी काम का फ़ैसला कर लेता है तो उसको कहता है हो जा पस वह हो जाता है।
Indeed, the example of Jesus to Allah is like that of Adam. He created Him from dust; then He said to him, "Be," and he was.
Allah Taalaa kay nazdeek essa ( alh-e-salam ) ki misal hoo ba hoo aadam ( alh-e-salam ) ki misal hai jissay mitti say bana ker keh diya kay ho ja! Pus woh hogaya!.
बेशक ईसा की मिसाल अल्लाह के नज़दीक आदम की सी है, अल्लाह ने उनको मिट्टी से बनाया, फिर उनसे कहा कि हो जाओ तो वे हो गए।
And it is He who created the heavens and earth in truth. And the day He says, "Be," and it is, His word is the truth. And His is the dominion [on] the Day the Horn is blown. [He is] Knower of the unseen and the witnessed; and He is the Wise, the Acquainted.
Aur wohi hai jiss ney aasmanon aur zamin ko bar haq peda kiya aur jiss waqt Allah Taalaa itna keh dey ga tu ho ja bus woh ho paray ga. Uss ka kehna haq aur ba-asar hai. Aur sari hakoomat khaas ussi ki hogi jab kay soor mein phoonk maari jayegi woh jannay wala hai posheeda cheezon ka aur zahir cheezon ka aur wohi hai bari hikmat wala poori khabar rakhney wala.
और वही है जिसने आसमानों और ज़मीन को हक़ के साथ पैदा किया है और जिस दिन वह कहेगा कि हो जा तो वह हो जाएगा, उसकी बात हक़ है और उसी की हुकूमत होगी उस रोज़ जब सूर फूँका जाएगा, वह छुपी हुई और खुली हुई बातों का जानने वाला और हिकमत वाला, ख़बर रखने वाला है।
Indeed, Our word to a thing when We intend it is but that We say to it, "Be," and it is.
Hum jab kissi cheez ka irada kertay hain to sirf humara yeh keh dena hota hai kay ho jaa pus woh hojati hai.
जब हम किसी चीज़ का इरादा करते हैं तो हमारा इतना ही कहना काफ़ी होता है कि हम उसको कहते हैं हो जा तो वह हो जाती है।
It is not [befitting] for Allah to take a son; exalted is He! When He decrees an affair, He only says to it, "Be," and it is.
Allah Taalaa kay liye aulad ka hona laeeq nahi woh to bilkul pak zaat hai woh to jab kissi kaam kay sir anjam denay ka irada kerta hai to ussay keh deta hai kay hoja woh ussi waqt ho jata hai.
अल्लाह ऐसा नहीं कि वह किसी को अपना बेटा बनाए। महान और उच्च है, वह! जब वह किसी चीज़ का फ़ैसला करता है तो बस उसे कह देता है, "हो जा!" तो वह हो जाती है। -
His command is only when He intends a thing that He says to it, "Be," and it is.
Woh jab kisi cheez ka iradah kerta hai ussay itna farma dena ( kafi hai ) kay ho ja woh ussi waqt hojati hai.
उस का मामला तो बस यह है कि जब वह किसी चीज़ (के पैदा करने) का इरादा करता है तो उस से कहता है, "हो जा!" और वह हो जाती है
He it is who gives life and causes death; and when He decrees a matter, He but says to it, "Be," and it is.
Wohi hai jo jilata hai aur maar dalta hai phir woh jab kissi kaam ka kerna muqarrar kerta hai to ussay sirf yeh kehta hai kay hoja pus woh hojata hai.
वही है जो जीवन और मृत्यु देता है, और जब वह किसी काम का फ़ैसला करता है, तो उस के लिए बस कह देता है कि 'हो जा' तो वह हो जाता है