And if they deny you, [O Muhammad] - so, before them, did the people of Noah and 'Aad and Thamud deny [their prophets],
Agar yeh log aap ko jhutlayen ( to koi tajjub ki baat nahi ) to inn say pehlay nooh ( alh-e-salam ) ki qom aur aad aur samood.
यदि वे तुम्हें झुठलाते हैं तो उन से पहले नूह की क़ौम, आद और समूद
And [We destroyed] 'Aad and Thamud and the companions of the well and many generations between them.
Aur aadiyon aur samoodiyon aur koonwen walon ko aur unn kay darmiyan ki boht si ummaton ko ( halak ker diya ) .
और आद और समूद और अर-रस्स वालों और उस बीच की बहुत-सी नस्लों को भी विनष्ट किया।
'Aad denied the messengers
Aadiyon ney bhi rasoolon ko jhutlaya.
आद ने रसूलों को झूठलाया
And 'Aad and Pharaoh and the brothers of Lot
Aur aad ney aur firaon ney aur biradran-e-loot ney.
आद, फ़िरऔन , लूत के भाई,
Taught to him by one intense in strength -
Issay poori taqat walay farishtey ney sikhaya hai.
उसे बड़ी शक्तियों वाले ने सिखाया,
'Aad denied; and how [severe] were My punishment and warning.
Qom-e-aad ney bhi jhutlaya pus kaisa hua mera azab aur meri daraney wali baten.
आद ने भी झुठलाया, फिर कैसी रही मेरी यातना और मेरा डराना?
And remember when He made you successors after the 'Aad and settled you in the land, [and] you take for yourselves palaces from its plains and carve from the mountains, homes. Then remember the favors of Allah and do not commit abuse on the earth, spreading corruption."
Aur tum yeh halat yaad kero kay Allah Taalaa ney tum ko aad kay baad janasheen banaya aur tum ko zamin per rehney ka thikana diya kay naram zamin per mehal banatay ho aur paharon ko taraash taraash ker unn mein ghar banatay ho so Allah Taalaa ki nematon ko yaad kero aur zamin mein fasaad mat phelao.
और याद करो जबकि अल्लाह ने आद के बाद तुमको जानशीन बनाया और तुमको ज़मीन में ठिकाना दिया, तुम उसके मैदानों में महल बनाते हो और पहाड़ों को तराश कर घर बनाते हो, पस अल्लाह की नेमतों को याद करो और ज़मीन में फ़साद करते न फिरो।
Have you not considered how your Lord dealt with 'Aad -
Kiya ap ney nahi dekha ka yap kay rab nay Qom aad kay sath kiya kiya?
क्या तुम ने देखा नहीं कि तुम्हारे रब ने क्या किया आद के साथ,
How can there be for the polytheists a treaty in the sight of Allah and with His Messenger, except for those with whom you made a treaty at al-Masjid al-Haram? So as long as they are upright toward you, be upright toward them. Indeed, Allah loves the righteous [who fear Him].
Mushrikon kay liye ehad Allah aur uss kay rasool kay nazdeek kaisay reh sakta hai siwaye unn kay jin say tum ney ehad-o-paymaan masjid-e-haram kay pass kiya hai jab tak woh log tum say wada nibhayen tum bhi unn say wafa daari kero Allah Taalaa muttaqiyon say mohabbat rakhta hai.
उन मुशरिकीन के लिए अल्लाह और उसके रसूल के ज़िम्मे कोई अहद कैसे रह सकता है मगर जिन लोगों से तुमने अहद किया था मस्जिदे-हराम के पास, पस जब तक वे तुमसे सीधे रहें तुम भी उनसे सीधे रहो, बेशक अल्लाह परहेज़गारों को पसंद करता है।