And gold ornament. But all that is not but the enjoyment of worldly life. And the Hereafter with your Lord is for the righteous.
Aur soney kay bhi aur yeh sabb kuch yunhi sa duniya ki zindagi ka faeedah hai aur aakhirat to aap kay rab kay nazdeek ( sirf ) perhezgaron kay liye ( hi ) hai.
और सोने द्वारा सजावट का आयोजन भी कर देते। यह सब तो कुछ भी नहीं, बस सांसारिक जीवन की अस्थायी सुख-सामग्री है। और आख़िरत तुम्हारे रब के यहाँ डर रखने वालों के लिए हैं
And they say, "There is not but our worldly life; we die and live, and nothing destroys us except time." And they have of that no knowledge; they are only assuming.
Kiya abb bhi tum naseehat nahi pakartay. Unhon ney kaha humari zindagi to sirf duniya ki zindagi hi hai. Hum martay aur jeetay hain aur humen sirf zamana hi maar dalta hai ( dar-asal ) unhen iss ka kuch ilm hi nahi. Yeh to sirf ( qayas aur ) atkal say hi kaam ley rahey hain.
वे कहते हैं, "वह तो बस हमारा सांसारिक जीवन ही है। हम मरते और जीते हैं। हमें तो बस काल (समय) ही विनष्ट करता है।" हालाँकि उन के पास इसका कोई ज्ञान नहीं। वे तो बस अटकलें ही दौड़ाते हैं
That is because you took the verses of Allah in ridicule, and worldly life deluded you." So that Day they will not be removed from it, nor will they be asked to appease [ Allah ].
Yeh iss liye hain kay tum ney Allah Taalaa ki aayaton ki hansi uraee thi aur duniya ki zindagi ney tumhen dhokay mein daal rakha tha pus aaj kay din na to yeh ( dozakh ) say nikalen jayen gay aur na unn say uzar-o-maazrat qabool kiya jayega.
यह इस कारण कि तुम ने अल्लाह की आयतों की हँसी उड़ाई थी और सांसारिक जीवन ने तुम्हें धोखे में डाले रखा।" अतः आज वे न तो उस से निकाले जाएँगे और न उन से यह चाहा जाएगा कि वे किसी उपाय से (अल्लाह के) प्रकोप को दूर कर सकें
And the Day those who disbelieved are exposed to the Fire [it will be said], "You exhausted your pleasures during your worldly life and enjoyed them, so this Day you will be awarded the punishment of [extreme] humiliation because you were arrogant upon the earth without right and because you were defiantly disobedient."
Aur jiss din kafir jahannum kay siray per layen jayen gay ( kaha jayega ) tum ney apni nekiyan duniya ki zindagi mein hi barbaad kerdin aur inn say faeedah utha chukay pus aaj tumhen zillat kay azab ki saza di jayegi iss baees kay tum zamin mein na-haq takabbur kiya kertay thay aur iss baees bhi kay tum hukum adooli kiya kertay thay.
और याद करो जिस दिन वे लोग जिन्होंने इनकार किया, आग के सामने पेश किए जाएँगे। (कहा जाएगा), "तुम अपने सांसारिक जीवन में अच्छी रुचिकर चीज़े नष्ट कर बैठे और उन का मज़ा ले चुके। अतः आज तुम्हे अपमानजनक यातना दी जाएगी, क्योंकि तुम धरती में बिना किसी हक़ के घमंड करते रहे और इसलिए कि तुम आज्ञा का उल्लंघन करते रहे।"
[This] worldly life is only amusement and diversion. And if you believe and fear Allah , He will give you your rewards and not ask you for your properties.
Waqaee zindagan-e-duniya to sirf khel kood hai aur agar tum eman ley aao gay aur taqwa ikhtiyar kero gay to Allah tumhen tumharay ajar dey ga aur woh tum say tumharay maal nahi mangta.
सांसारिक जीवन तो बस एक खेल और तमाशा है। और यदि तुम ईमान लाओ और डर रखो तो वह तुम्हारे कर्मफल तुम्हें प्रदान करेगा और तुम से धन नही माँगेगा। -
So turn away from whoever turns his back on Our message and desires not except the worldly life.
To app iss say mun mor len jo humari yaad say mun moray aur jinka iradah ba-juz zindagan-e-duniya kay aur kuch na ho.
अतः तुम उसको ध्यान में न लाओ जो हमारे ज़िक्र से मुँह मोड़ता है और सांसारिक जीवन के सिवा उस ने कुछ नहीं चाहा
Know that the life of this world is but amusement and diversion and adornment and boasting to one another and competition in increase of wealth and children - like the example of a rain whose [resulting] plant growth pleases the tillers; then it dries and you see it turned yellow; then it becomes [scattered] debris. And in the Hereafter is severe punishment and forgiveness from Allah and approval. And what is the worldly life except the enjoyment of delusion.
Khoob jaan rakho kay duniya ki zindagi sirf khel tamasha zeenat aor aapas main fakhar ( o-ghuroor ) our maal-o-olad main aik ka doosary say apney aap ko ziyadah batlana jaisay barish aur iss ki padawaar kisanon ko achi maloom hota hai phir job woh khushk hojati hai to zard rang main iss ko tum dejhtey ho phir woh bilkul choora choora hojatai hai our aakhirat main sakht azab aur Allah ke maghfirat our razamandi hai our duniya ki zundagi ba-juz dhokay kay saman kay our kuch bhi to nahi.
जान लो, सांसारिक जीवन तो बस एक खेल और तमाशा है और एक साज-सज्जा, और तुम्हारा आपस में एक-दूसरे पर बड़ाई जताना, और धन और सन्तान में परस्पर एक-दूसरे से बढ़ा हुआ प्रदर्शित करना। वर्षा की मिसाल की तरह जिस की वनस्पति ने किसान का दिल मोह लिया। फिर वह पक जाती है; फिर तुम उसे देखते हो कि वह पीली हो गई। फिर वह चूर्ण-विचूर्ण होकर रह जाती है, जबकि आख़िरत में कठोर यातना भी है और अल्लाह की क्षमा और प्रसन्नता भी। सांसारिक जीवन तो केवल धोखे की सुख-सामग्री है
And if not that Allah had decreed for them evacuation, He would have punished them in [this] world, and for them in the Hereafter is the punishment of the Fire.
Aur agar Allah Taalaa ney inn per jila watni ko muqaddar na ker diya hota to yaqeenan enhen duniya mein azab deta aur aakhirat mein ( to ) inn kay liye aag ka azab hai hi.
यदि अल्लाह ने उन के लिए देश निकाला न लिख दिया होता तो दुनिया में ही वह उन्हें अवश्य यातना दे देता, और आख़िरत में तो उन के लिए आग की यातना है ही
And We have certainly beautified the nearest heaven with stars and have made [from] them what is thrown at the devils and have prepared for them the punishment of the Blaze.
Phir dohra ker do do baar dekhley teri nigah teri taraf zalil ( o-aajiz ) hoker thaki hui lot aayegi.Be-shak hum ney aasman duniya ko chiraghon ( sitaron ) say aarasta kiya aur enehn shetanon kay maarnay ka zariya banadiya aur shetanon kay liye hum ney ( dozakh ka jalanay wala ) azab tayyar kerdiya.
हम ने निकटवर्ती आकाश को दीपों से सजाया और उन्हें शैतानों के मार भगाने का साधन बनाया और उन के लिए हम ने भड़कती आग की यातना तैयार कर रखी है
And preferred the life of the world,
Aur duneyawi zindagi ko tarjeeh di ( hogi )
और सांसारिक जीवन को प्राथमिकता दी होगी,
But you prefer the worldly life,
Lakin tum to duniya ki zindagi ko tarjeeh dyty ho
नहीं, बल्कि तुम तो सांसारिक जीवन को प्राथमिकता देते हो,