And remember Allah during [specific] numbered days. Then whoever hastens [his departure] in two days - there is no sin upon him; and whoever delays [until the third] - there is no sin upon him - for him who fears Allah . And fear Allah and know that unto Him you will be gathered.
Aur Allah Taalaa ki yaad unn ginti kay chand dinon ( ayyaam-e-tashreeq ) mein kero do din ki jaldi kerney walay per bhi koi gunah nahi aur jo peechay reh jaye uss per bhi koi gunah nahi yeh perhezgar kay liye hai aur Allah Taalaa say dartay raho aur jaan rakho kay tum sab ussi ki taraf jama kiye jao gay.
और अल्लाह को याद करो मुक़र्रर दिनों में, फिर जो शख़्स जल्दी करके दो दिन में (मक्का वापस) आ जाए उस पर कोई गुनाह नहीं, और जो शख़्स ठहर जाए उस पर भी कोई गुनाह नहीं, यह उसके लिए है जो अल्लाह से डरे, और तुम अल्लाह से डरते रहो और ख़ूब जान लो कि तुम उसी के पास इकट्ठा किए जाओगे।
And whether you die or are killed, unto Allah you will be gathered.
Bil yaqeen tum marr jao ya maar dalay jao jama to Allah Taalaa hi ki taraf kiye jao gay.
और अगर तुम मर गए या मारे गए बहरहाल तुम अल्लाह ही के पास जमा किए जाओगे।
Lawful to you is game from the sea and its food as provision for you and the travelers, but forbidden to you is game from the land as long as you are in the state of ihram. And fear Allah to whom you will be gathered.
Tumharay liye dariya ka shikar pakrna aur iss ka khana halal kiya gaya hai. Tumharay faeeday kay wastay aur musafiron kay wastay aur khushki ka shikar pakarna tumharay liye haram kiya gaya hai jab tak tum halat-e-ehraam mein raho aur Allah Taalaa say daro jiss kay pass jama kiye jao gay.
तुम्हारे लिए दरिया का शिकार और उसका खाना जायज़ किया गया तुम्हारे फ़ायदे के लिए और क़ाफ़िलों के लिए, और जब तक तुम हालते-एहराम में हो ख़ुश्की का जानवर तुम्हारे ऊपर हराम किया गया, और अल्लाह से डरो जिसके पास तुम हाज़िर किए जाओगे।
And to establish prayer and fear Him." And it is He to whom you will be gathered.
Aur yeh kay namaz ki pabandi kero aur iss say daro aur wohi hai jiss kay pass tum jama kiye jao gay.
और यह कि नमाज़ क़ायम करो और अल्लाह से डरो, और वही है जिसकी तरफ़ तुम समेटे जाओगे।
O you who have believed, respond to Allah and to the Messenger when he calls you to that which gives you life. And know that Allah intervenes between a man and his heart and that to Him you will be gathered.
Aey eman walo! Tum Allah aur rasool kay kehney ko baja lao jabkay rasool tum ko tumhari zindagi bakhsh cheez ki taraf bulatay hon. Aur jaan rakho kay Allah Taalaa aadmi kay aur uss kay qalb kay darmiyan aarr bann jaya kerta hai aur bila shuba tum sab ko Allah hi kay pass jama hona hai.
ऐ ईमान वालो! अल्लाह और रसूल पर लब्बैक कहो जबकि रसूल तुमको उस चीज़ की तरफ़ बुला रहा है जो तुमको ज़िंदगी देने वाली है, और जान लो कि अल्लाह इंसानों और उसके दिल के दरमियान हाइल हो जाता है और यह कि उसी के पास तुम इकट्ठा किए जाओगे।
And it is He who has multiplied you throughout the earth, and to Him you will be gathered.
Aur wohi hai jiss ney tumhen peda ker kay zamin mein phela diya aur ussi ki taraf tum jama kiye jaogay.
वही है जिस ने तुम्हें धरती में पैदा करके फैलाया और उसी की ओर तुम इकट्ठे होकर जाओगे
O you who have believed, when you converse privately, do not converse about sin and aggression and disobedience to the Messenger but converse about righteousness and piety. And fear Allah , to whom you will be gathered.
Aey eman walo! Tum jab sirgoshi kero to yeh sirgoshiyan gunah aur zulm ( ziyadti ) aur na farmaniy-e-payghumbar ki na hon bulkay neki aur perhezgari ki baaton per sirgoshi kero aur uss Allah say dartay raho jiss kay pass tum jama kiye jao gay.
ऐ ईमान लाने वालो! जब तुम आपस में गुप्त वार्ता करो तो गुनाह और ज़्यादती और रसूल की अवज्ञा की गुप्त वार्ता न करो, बल्कि नेकी और परहेज़गारी के विषय में आपस में एकान्त वार्ता करो। और अल्लाह का डर रखो, जिस के पास तुम इकट्ठे होगे
Say, " It is He who has multiplied you throughout the earth, and to Him you will be gathered."
Kehdijiye! kay wohi hai jiss ney tumhen zamin mein pehla diya aur usski taraf tum ikhattay kiye jaogey.
कह दो, "वही है जिस ने तुम्हें धरती में फैलाया और उसी की ओर तुम एकत्र किए जा रहे हो।"