Then Adam received from his Lord [some] words, and He accepted his repentance. Indeed, it is He who is the Accepting of repentance, the Merciful.
( hazrat ) aadam ( alh-e-salam ) ney apney rab say chand baaten seekh lin aur Allah Taalaa ney unn ki tauba qabool farmaee be-shak wohi tauba qabool kerney wala aur reham kerney wala hai.
फिर आदम ने सीख लिए अपने रब से चंद बोल, तो अल्लाह उस पर मुतवज्जह हुआ, बेशक वह तौबा क़बूल करने वाला रहम करने वाला है।
Then his Lord chose him and turned to him in forgiveness and guided [him].
Phir uss kay rab ney nawaza uss ki toba qabool ki aur uss ki rehnumaee ki.
इस के पश्चात उस के रब ने उसे चुन लिया और दोबारा उस की ओर ध्यान दिया और उस का मार्गदर्शन किया
And he who repents and does righteousness does indeed turn to Allah with [accepted] repentance.
Aur jo shaks toba keray aur nek amal keray woh to ( haqeeqatan ) Allah Taalaa ki taraf sacha rujoo kerta hai.
और जिस ने तौबा की और अच्छा कर्म किया, तो निश्चय ही वह अल्लाह की ओर पलटता है, जैसा कि पलटने का हक़ है
Not for you, [O Muhammad, but for Allah ], is the decision whether He should [cut them down] or forgive them or punish them, for indeed, they are wrongdoers.
Aey payghumbar! Aap kay ikhtiyar mein kuch nahi Allah Taalaa chahaye to unn ki tauba qabool keray ya azab dey kiyon kay woh zalim hain.
तुम्हारा इस बात में कोई दख़ल नहीं कि अल्लाह उनकी तौबा क़बूल करे या उनको अज़ाब दे; क्योंकि वह ज़ालिम हैं।
That Allah may reward the truthful for their truth and punish the hypocrites if He wills or accept their repentance. Indeed, Allah is ever Forgiving and Merciful.
Takay Allah Taalaa sahon ko unn ki sachaee ka badla dey aur agar chahaye to munafiqon ko saza dey ya unn ki toba qabool farmaye Allah Taalaa bara hi bakhshney wala boht hi meharbaan hai.
ताकि इस के परिणामस्वरूप अल्लाह सच्चों को उन की सच्चाई का बदला दे और कपटाचारियों को चाहे तो यातना दे या उन की तौबा क़बूल करे। निश्चय ही अल्लाह बड़ा क्षमाशील, दयावान है
The repentance accepted by Allah is only for those who do wrong in ignorance [or carelessness] and then repent soon after. It is those to whom Allah will turn in forgiveness, and Allah is ever Knowing and Wise.
Allah Taalaa sirf unhi logon ki tauba qabool farmata hai jo ba waja nadani koi buraee ker guzren phir jald uss sa baaz aajayen aur tauba keren to Allah Taalaa bhi unn ki tauba qabool kerta hai Allah Taalaa beray ilm wala hikmat wala hai.
तौबा जिन की क़बूल करना अल्लाह के ज़िम्मे है वह उन लोगों की है जो बुरी हरकत नादानी से कर बैठते हैं फिर जल्द ही तौबा कर लेते हैं, वही हैं जिनकी तौबा अल्लाह क़बूल करता है, और अल्लाह जानने वाला, हिकमत वाला है।
But whoever repents after his wrongdoing and reforms, indeed, Allah will turn to him in forgiveness. Indeed, Allah is Forgiving and Merciful.
Jo shaks apney gunah kay baad tauba ker ley aur islaah ker ley to Allah Taalaa rehmat kay sath uss ki taraf lot’ta hai yaqeenan Allah Taalaa moaf farmaney wala meharbani kerney wala hai.
फिर जिसने अपने ज़ुल्म के बाद तौबा की और इस्लाह कर ली तो अल्लाह बेशक उस पर तवज्जोह करेगा, और अल्लाह बख़्शने वाला, मेहरबान है।
So you will see and they will see
Pus abb tub hi dekhlega aur yeh bhi dekh len gay.
अतः शीघ्र ही तुम भी देख लोगे और वे भी देख लेंगे
And remove the fury in the believers' hearts. And Allah turns in forgiveness to whom He wills; and Allah is Knowing and Wise.
Aur unn kay dil ka ghum-o-gussa door keray ga aur woh jiss ki taraf chahata hai rehmat say tawajja farmata hai. Allah khoob janta boojhta hikmat wala hai.
और उनके दिलों की जलन को दूर करेगा, और अल्लाह तौबा नसीब करेगा जिसको चाहेगा, और अल्लाह जानने वाला, हिकमत वाला है।