For them are good tidings in the worldly life and in the Hereafter. No change is there in the words of Allah . That is what is the great attainment.
Inn kay liye dunyawi zindagi mein bhi aur aakhirat mein bhi khushkhabri hai Allah Taalaa ki baaton mein kuch farq hua nahi kerta. Yeh bari kaamyabi hai.
उनके लिए ख़ुश-ख़बरी है दुनिया की ज़िंदगी में और आख़िरत में भी, अल्लाह की बातों में कोई तबदीली नहीं, यही बड़ी कामयाबी है।
And [saying], "Seek forgiveness of your Lord and repent to Him, [and] He will let you enjoy a good provision for a specified term and give every doer of favor his favor. But if you turn away, then indeed, I fear for you the punishment of a great Day.
Aur yeh kay tum apney gunah apney rab say moaf kerao phir ussi ki taraf mutawajja raho woh tum ko waqt-e-muqarrara tak acha saman ( zindagi ) dey ga aur her ziyada amal kerney walay ko ziyada sawab dey ga. Aur agar tum log aeyraaz kertay rahey to mujh ko tumharay liye aik baray din kay azab ka andesha hai.
और यह कि तुम अपने रब से माफ़ी चाहो और उसकी तरफ़ पलट आओ, वह तुमको एक मुद्दत तक अच्छा लुत्फ़ उठाने का मौक़ा देगा, और हर ज़्यादा के मुस्तहिक़ को अपनी तरफ़ से ज़्यादा अता करेगा, और अगर तुम फिर जाओ तो मैं तुम्हारे हक़ में एक बड़े दिन के अज़ाब से डरता हूँ।
He created the heavens and earth in truth. High is He above what they associate with Him.
Ussi ney aasmanon aur zamin ko haq kay sath peda kiya hai woh iss say bari hai jo mushrik kertay hain.
उसने आसमानों और ज़मीन को हक़ के साथ पैदा किया है, वह बरतर है उस शिर्क से जो वे कर रहे हैं।
And I have chosen you, so listen to what is revealed [to you].
Aur mein ney tujhay muntakhib ker liya hai abb jo wahee ki jaye ussay kaan laga ker sunn.
मैंने तुझे चुन लिया है। अतः सुन, जो कुछ प्रकाशना की जाती है
And those who say, "Our Lord, grant us from among our wives and offspring comfort to our eyes and make us an example for the righteous."
Aur yeh dua kertay hain kay aey humaray perwerdigar! Tu humen humari biwiyon aur aulad say aankhon ki thandak ata farma aur humen perhezgaron ka paishwa bana.
और जो कहते हैं, "ऐ हमारे रब! हमें हमारी अपनी पत्नियों और हमारी संतान से आँखों की ठंडक प्रदान कर और हमें डर रखने वालों का नायक बना दे।"
A Book whose verses have been detailed, an Arabic Qur'an for a people who know,
( Aisi ) kitab hai jiss ki aayaton ki wazeh tafseel ki gaee hai ( iss haal mein kay ) quran arabi zaban mein hai uss qom kay liye jo janti hai.
एक किताब, जिस की आयतें खोल-खोलकर बयान हुई हैं; अरबी क़ुरआन के रूप में, उन लोगों के लिए जो जानना चाहें;
And that it is He who makes [one] laugh and weep
Aur yeh kay wohi hansata hai aur wohi rulata hai.
और यह कि वही है जो हँसाता और रुलाता है;
Whatever is in the heavens and earth exalts Allah , and He is the Exalted in Might, the Wise.
Aasmanon aur zamin mein jo hai ( Sub ) Allah ki tasbeeh ker rahey hain woh zabardast ba-hikmat hai.
अल्लाह की तसबीह की हर उस चीज़ ने जो आकाशों और धरती में है। वही प्रभुत्वशाली, तत्वदर्शी है
[Some] faces, that Day, will be radiant,
Uss roz bohat say chehery ter o taza aur ba runaq hongay
कितने ही चेहरे उस दिन तरो ताज़ा और प्रफुल्लित होंगे,
You will recognize in their faces the radiance of pleasure.
To in kay chehron say hi nematon ki taro tazgi phychan lay ga
उन के चहरों से तुम्हें नेमतों की ताज़गी और आभा को बोध हो रहा होगा,
We will ease him toward ease.
To hum bhi usko aasan rasty ki saholat dein gay
हम उस सहज ढंग से उस चीज का पात्र बना देंगे, जो सहज और मृदुल (सुख-साध्य) है