So remain on a right course as you have been commanded, [you] and those who have turned back with you [to Allah ], and do not transgress. Indeed, He is Seeing of what you do.
Pus aap jamay rahiye jaisa kay aap ko hukum diya gaya hai aur woh log bhi jo aap kay sath toba ker chukay hain khabardaar tum hadd say na barhna Allah tumharay aemaal ka dekhney wala hai.
पस आप जमे रहिए जैसा कि आपको हुक्म हुआ है और वे भी जिन्होंने आपके साथ तौबा की है और हद से न बढ़ो, बेशक वह देख रहा है जो तुम करते हो।
And when it is said to them, "Do not cause corruption on the earth," they say, "We are but reformers."
Aur jab inn say kaha jata hai kay zamin mein fasaad na kero o jawab detay hain kay hum to sirf islaah kerney walay hain.
और जब उनसे कहा जाता है कि ज़मीन में फ़साद न करो, तो वे जवाब देते हैं कि हम तो इसलाह करने वाले हैं।
O you who have believed, do not be like those who disbelieved and said about their brothers when they traveled through the land or went out to fight, "If they had been with us, they would not have died or have been killed," so Allah makes that [misconception] a regret within their hearts. And it is Allah who gives life and causes death, and Allah is Seeing of what you do.
Aey eman walo! Tum unn logon ki tarah na ho jana jinhon ney kufur kiya aur apney bhaiyon kay haq mein jabkay woh safar mein hon ya jihad mein hon kaha kay agar yeh humaray pass hotay to na martay aur na maaray jatay iss ki waja yeh thi kay iss khayal ko Allah Taalaa unn ki dili hasrat ka sabab bana dey Allah Taalaa jilata aur maarta hai aur Allah tumharay amal ko dekh raha hai.
ऐ ईमान वालो! तुम उन लोगों की मानिंद न हो जाना जिन्होंने इनकार किया, वे अपने भाइयों के बारे में कहते हैं जबकि वे सफ़र पर जाते हैं या जिहाद में निकलते हैं (और उनको मौत आ जाती है) कि अगर वे हमारे पास रहते तो न मरते और न मारे जाते, ताकि अल्लाह इसको उनके दिलों में हसरत का सबब बना दे, और अल्लाह ही ज़िंदगी बख़्शता है और मौत देता है, और जो कुछ तुम करते हो अल्लाह उसको देख रहा है।
O you who have believed, remember the favor of Allah upon you when armies came to [attack] you and We sent upon them a wind and armies [of angels] you did not see. And ever is Allah , of what you do, Seeing.
Aey eman walo! Allah Taalaa ney jo ehsan tum per kiya ussay yaad kero jabkay tumharay muqablay ko fojon per fojen aaen phir hum ney unn per tez-o-tund aandhi aur aisay lashker bhejay jinhen tum ney dekha hi nahi aur jo kuch tum kertay ho Allah Taalaa sab kuch dekhta hai.
ऐ ईमान लाने वालो! अल्लाह की उस अनुकम्पा को याद करो जो तुम पर हुई; जबकि सेनाएँ तुम पर चढ़ आई तो हम ने उन पर एक हवा भेज दी और ऐसी सेनाएँ भी, जिन को तुम ने देखा नहीं। और अल्लाह वह सब कुछ देखता है जो तुम करते हो
And you will remember what I [now] say to you, and I entrust my affair to Allah . Indeed, Allah is Seeing of [His] servants."
Pus aagay chal ker tum meri baaton ko yaad kero gay mein apna moamla Allah kay supurd kerta hun yaqeenan Allah Taalaa bandon ka nigran hai.
अतः शीघ्र ही तुम याद करोगे, जो कुछ मैं तुम से कह रहा हूँ। मैं तो अपना मामला अल्लाह को सौंपता हूँ। निस्संदेह अल्लाह की दृष्टि सब बन्दों पर है
And it is He who withheld their hands from you and your hands from them within [the area of] Makkah after He caused you to overcome them. And ever is Allah of what you do, Seeing.
Wohi hai jiss ney khaas makkah mein kafiron kay hathon ko tum say aur tumharay hathon ko unn say rok liya iss kay baad kay uss ney tumhen unn per ghalba dey diya tha aur tum jo kuch ker rahey ho Allah Taalaa ussay dekh raha hai.
वही है जिस ने उस के हाथ तुम से और तुम्हारे हाथ उन से मक्के की घाटी में रोक दिए, इस के पश्चात कि वह तुम्हें उन पर प्रभावी कर चुका था। अल्लाह उसे देख रहा था जो कुछ तुम कर रहे थे
Indeed, Allah knows the unseen [aspects] of the heavens and the earth. And Allah is Seeing of what you do.
Yaqeen mano kay aasmano aur zamin ki posheedah baaten Allah khoob jaanta hai aut jo kuch tum ker rahey ho ussay Allah khoob dekh raha hai.
"निश्चय ही अल्लाह आकाशों और धरती के अदृष्ट को जानता है। और अल्लाह देख रहा है जो कुछ तुम करते हो।"
It is He who created the heavens and earth in six days and then established Himself above the Throne. He knows what penetrates into the earth and what emerges from it and what descends from the heaven and what ascends therein; and He is with you wherever you are. And Allah , of what you do, is Seeing.
Wohi hai jiss ney aasmanon aur zamin ko cheh ( 6 ) din mein peda kiya phir arsh per mustawi hogaya Woh ( Khoob ) jaanta hai uss cheez ko zamin mein jaye aur jo uss say niklay aur jo aasmanoon say neechay aaye. aur jo kuch Charh ker uss mein jaye aur jahan kahin tum ho woh tumharay sath hai aur jo tum kerahey ho Allah dekh raha hai.
वही है जिस ने आकाशों और धरती को छह दिनों में पैदा किया; फिर सिंहासन पर विराजमान हुआ। वह जानता है जो कुछ धरती में प्रवेश करता है और जो कुछ उस से निकलता है और जो कुछ आकाश से उतरता है और जो कुछ उस में चढ़ता है। और तुम जहाँ कहीं भी हो, वह तुम्हारे साथ है। और अल्लाह देखता है जो कुछ तुम करते हो
Never will your relatives or your children benefit you; the Day of Resurrection He will judge between you. And Allah , of what you do, is Seeing.
Tumhari qarabaten rishtay dariyan aur aulad tumhen qayamat kay din kaam na aayen gi Allah Taalaa tumharay darmiyan faisla ker dey ga aur jo kuch tum ker rahey ho ussay Allah khoob dekh raha hai.
क़ियामत के दिन तुम्हारी नातेदारियाँ कदापि तुम्हें लाभ न पहुँचाएँगी और न तुम्हारी सन्तान ही। उस दिन वह (अल्लाह) तुम्हारे बीच जुदाई डाल देगा। जो कुछ भी तुम करते हो अल्लाह उसे देख रहा होता है
It is He who created you, and among you is the disbeliever, and among you is the believer. And Allah , of what you do, is Seeing.
Ussi ney tumhen peda kiya hai so tum mein say baazay to kafir hain aur baaz eman walay hain aur jo kuch tum ker rahey ho Allah Taalaa khoob dekh raha hai.
वही है जिस ने तुम्हें पैदा किया, फिर तुम में से कोई तो इनकार करने वाला है और तुम में से कोई ईमान वाला है, और तुम जो कुछ भी करते हो अल्लाह उसे देख रहा होता है
Does he not know that Allah sees?
Kiya uss nay nahi jana kay Allah Taalaa ussay khob dekh raha hai
क्या उस ने नहीं जाना कि अल्लाह देख रहा है?