And do not kill your children for fear of poverty. We provide for them and for you. Indeed, their killing is ever a great sin.
Aur muflisi kay khof say apni aulado ko naa maar dalo unn ko aur tum ko hum rozi detay hain . yaqeenan inn ka qatal kerna kabeera gunah hai.
और अपनी औलाद को मुफ़्लिसी के अंदेशे से क़त्ल न करो, हम उनको भी रिज़्क़ देते हैं और तुमको भी, बेशक उनको क़त्ल करना बड़ा गुनाह है।
And do not approach unlawful sexual intercourse. Indeed, it is ever an immorality and is evil as a way.
Khabrdaar zinna kay qareeb bhi na phatakna kiyon kay woh bari bey hayaee hai aur boht hi buri raah hai.
और ज़िना के क़रीब भी न जाओ, यक़ीनन वह बेहयाई है और बुरा रास्ता है।
And do not kill the soul which Allah has forbidden, except by right. And whoever is killed unjustly - We have given his heir authority, but let him not exceed limits in [the matter of] taking life. Indeed, he has been supported [by the law].
Aur kissi jaan ko jiss ka maarna Allah ney haram ker diya hai hergiz na haq qatal na kerna aur jo shaks mazloom honey ki soorat mein maar dala jaye hum ney uss kay waris ko taqat dey rakhi hai pus ussay chahiye kay maar dalney mein ziyadti na keray be-shak woh madad kiya gaya hai.
और जिस जान को अल्लाह ने मोहतरम ठहराया है उसको क़त्ल मत करो मगर हक़ पर, और जो शख़्स नाहक़ क़त्ल किया जाए तो हमने उसके वारिस को इख़्तियार दिया है पस वह क़त्ल में हद से न गुज़रे, बेशक उसकी मदद की जाएगी।
And do not approach the property of an orphan, except in the way that is best, until he reaches maturity. And fulfill [every] commitment. Indeed, the commitment is ever [that about which one will be] questioned.
Aur yateem kay maal kay qareeb bhi na jao ba-juz uss tareeqay kay jo boht hi behtar ho yahan tak kay woh apni balooghat ko phonch jaye aur waday pooray kero kiyon kay qol-o-qarar ki baaz purs honey wali hai.
और तुम यतीम के माल के पास न जाओ मगर जिस तरह कि बेहतर हो यहाँ तक कि वह अपनी जवानी की उम्र को पहुँच जाए, और अहद को पूरा करो, बेशक अहद की पूछ होगी।
And give full measure when you measure, and weigh with an even balance. That is the best [way] and best in result.
Aur jab naapney lago to bharpoor paymaney say naapo aur seedhi tarazoo say tola kero. Yehi behtar hai aur anjam kay lehaz say bhi boht acha hai.
और जब नाप कर दो तो पूरा-पूरा नापो और ठीक तराज़ू से तौल कर दो, यह बेहतर तरीक़ा है और उसका अंजाम भी अच्छा है।
And do not pursue that of which you have no knowledge. Indeed, the hearing, the sight and the heart - about all those [one] will be questioned.
Jiss baat ki tujhay khabar hi na ho uss kay peechay mat parr. Kiyon kaan aur aankh aur dil inn mein say her aik say pooch gooch ki janey wali hai.
और ऐसी चीज़ के पीछे न लगें जिसकी आपको ख़बर नहीं, बेशक कान और आँख और दिल सब की आदमी से पूछ होगी।
And do not walk upon the earth exultantly. Indeed, you will never tear the earth [apart], and you will never reach the mountains in height.
Aur zamin mein akar ker na chal kay na to tu zamin ko phaar sakta hai aur na lambai mein paharon ko phonch sakta hai.
और ज़मीन में अकड़ कर न चलें, आप ज़मीन को फाड़ नहीं सकते और न ही आप पहाड़ों की लम्बाई को पहुँच सकते हो।
All that - its evil is ever, in the sight of your Lord, detested.
Inn sab kaamon ki buraee teray rab kay nazdeek ( sakht ) na pasand hai.
ये सारे बुरे काम आपके रब के नज़दीक नापसंदीदा हैं।
That is from what your Lord has revealed to you, [O Muhammad], of wisdom. And, [O mankind], do not make [as equal] with Allah another deity, lest you be thrown into Hell, blamed and banished.
Yeh bhi munjmila uss wahee kay hai jo teri janib teray rab ney hikmat say utari hai tu Allah kay sath kissi aur ko mabood na banana kay malamat khorda aur raand-e-dargah hoker dozakh mein daal diya jaye.
ये वे बातें हैं जो आपके रब ने हिकमत में से आपकी तरफ़ वह्य की हैं, और (ऐ इंसान) अल्लाह के साथ किसी और को माबूद न बना वर्ना तुझे मलामत करके धक्के देकर दोज़ख़ में फेंक दिया जाएगा।
Then, has your Lord chosen you for [having] sons and taken from among the angels daughters? Indeed, you say a grave saying.
Kiya beton kay liye to Allah ney tumhen chant liya aur khud apney liye farishton ko larkiyan bana lin? Be-shak tum boht bara bol bol rahey ho.
क्या तुम्हारे रब ने तुमको बेटे चुन कर दिए और अपने लिए फ़रिश्तों में से बेटियाँ बना लीं, बेशक तुम बड़ी सख़्त बात कहते हो।