And they followed [instead] what the devils had recited during the reign of Solomon. It was not Solomon who disbelieved, but the devils disbelieved, teaching people magic and that which was revealed to the two angels at Babylon, Harut and Marut. But the two angels do not teach anyone unless they say, "We are a trial, so do not disbelieve [by practicing magic]." And [yet] they learn from them that by which they cause separation between a man and his wife. But they do not harm anyone through it except by permission of Allah . And the people learn what harms them and does not benefit them. But the Children of Israel certainly knew that whoever purchased the magic would not have in the Hereafter any share. And wretched is that for which they sold themselves, if they only knew.
Aur uss cheez kay peechay parr gaye jissay shayateen ( hazrat ) suleman ki hukoomat mein parhtay thay. Suleman ney to kufur na kiya tha bulkay yeh kufur shetanon ka tha woh logon ko jadoo sikhaya kertay thay aur babul mein haroot maroot do farishton per jo utaara gaya tha woh dono bhi kissi shaks ko uss waqt tak nahi sikhatay thay jab tak yeh na keh den kay hum to aik aazmaeesh hain tu kufur na ker phir log inn say woh seekhtay jiss say khawind-o-biwi mein judaee daal den aur dar-asal woh baghair Allah Taalaa ki marzi kay kissi ko koi nuksan nahi phoncha saktay yeh log woh seekhtay hain jo enhen nuksan phonchaye aur nafa na phoncha sakay aur woh bil yaqeen jantay hain kay iss key lenay walay ka aakhirat mein koi hissa nahi. Aur woh bad tareen cheez hai jiss kay badlay mein woh apney aap ko farokht ker rahey hain kaash kay yeh jantay hotay.
और वे उस चीज़ के पीछे पड़ गए जिसको शयातीन सुलेमान के दौरे-हुकूमत में पढ़ते थे; हालाँकि सुलेमान ने कुफ़्र नहीं किया बल्कि ये शैतान थे जिन्होंने कुफ़्र किया, वे लोगों को जादू सिखाते थे, और वे उस चीज़ में पड़ गए जो “बाबिल” में दो फ़रिश्तों “हारूत” और “मारूत” पर उतारी गई, जबकि उनका हाल यह था कि जब भी वे किसी को (जादू के) ये करतब सिखाते तो उससे कह देते कि हम तो आज़माइश के लिए हैं पस तुम काफ़िर न बनो, मगर वे उनसे वे चीज़ें सीखते जिससे मर्द और उसकी बीवी के दरमियान जुदाई डाल दें; हालाँकि वे अल्लाह की इजाज़त के बग़ैर उससे किसी का कुछ बिगाड़ नहीं सकते थे, और वे ऐसी चीज़ सीखते थे जो उनको नुक़सान पहुँचाए और नफ़ा न दे, और वे जानते थे कि जो कोई इस चीज़ का ख़रीदार हो आख़िरत में उसका कोई हिस्सा नहीं, कैसी बुरी चीज़ है जिसके बदले उन्होंने अपनी जानों को बेच डाला, काश वे इसको समझते।
Fight them until there is no [more] fitnah and [until] worship is [acknowledged to be] for Allah . But if they cease, then there is to be no aggression except against the oppressors.
Inn say laro jabtak kay fitna na mitt jaye aur Allah Taalaa ka deen ghalib na aajaye agar yeh ruk jayen ( to tum bhi ruk jao ) ziyadti to sirf zalimon per hi hai.
और तुम उनसे जंग करो यहाँ तक कि फ़ित्ना बाक़ी न रहे और दीन अल्लाह का हो जाए, फिर अगर वे बाज़ आ जाएं तो उसके बाद सख़्ती नहीं है मगर ज़ालिमों पर।
And they thought there would be no [resulting] punishment, so they became blind and deaf. Then Allah turned to them in forgiveness; then [again] many of them became blind and deaf. And Allah is Seeing of what they do.
Aur yeh samajh bethay kay koi pakar na hogi pus andhay behray bann bethay phir Allah Taalaa ney unn ki tauba qabool ki iss kay baad bhi unn mein say aksar andhay behray hogaye. Allah Taalaa unn kay aemaal ko ba-khoobi dekhney wala hai.
और ख़्याल किया कि कोई ख़राबी न होगी पस वे अंधे और बहरे बन गए, फिर अल्लाह ने उन पर तवज्जोह की फिर उनमें से बहुत-से अंधे और बहरे बन गए, और अल्लाह देखता है जो कुछ वे कर रहे हैं।
And know that your properties and your children are but a trial and that Allah has with Him a great reward.
Aur tum iss baat ko jaan rakho kay tumharay amwaal aur tumhari aulad aik imtehan ki cheez hai. Aur iss baat ko bhi jaan rakho kay Allah Taalaa kay pass bara bhari ajar hai.
और जान लो कि तुम्हारे माल और तुम्हारी औलाद एक आज़माइश है, और यह कि अल्लाह ही के पास बड़ा अज्र है।
And fight them until there is no fitnah and [until] the religion, all of it, is for Allah . And if they cease - then indeed, Allah is Seeing of what they do.
Aur tum inn say iss hadd tak laro kay inn mein fasad aqeedah na rahey. Aur deen Allah hi ka hojaye phir agar yeh baaz aajayen to Allah Taalaa inn aemaal ko khoob dekhta hai.
और उनसे लड़ो यहाँ तक कि कोई फ़ित्ना बाक़ी न रहे और दीन सारा का सारा अल्लाह ही के लिए हो जाए, फिर अगर वे बाज़ आ जाएं तो अल्लाह उनके कामों को देखने वाला है।
And those who disbelieved are allies of one another. If you do not do so, there will be fitnah on earth and great corruption.
Kafir aapas mein aik doosray kay rafiq hain agar tum ney aisa na kiya to mulk mein fitna hoga aur zabardast fasaad hojayega.
और जो लोग मुनकिर हैं वे एक-दूसरे के दोस्त हैं अगर तुम ऐसा न करोगे तो ज़मीन में फ़ित्ना फैलेगा और बड़ा फ़साद होगा।
And I know not; perhaps it is a trial for you and enjoyment for a time."
Mujhay iss ka bhi ilm nahi mumkin hai yeh tumhari aazmaeesh ho aur aik muqarrara waqt tak ka faeeda ( phonchana ) hai.
मुझे नहीं मालूम कि कदाचित यह तुम्हारे लिए एक परीक्षा हो और एक नियत समय तक के लिए जीवन-सुख
Do not make [your] calling of the Messenger among yourselves as the call of one of you to another. Already Allah knows those of you who slip away, concealed by others. So let those beware who dissent from the Prophet's order, lest fitnah strike them or a painful punishment.
Tum Allah Taalaa kay nabi kay bulney ko aisa bulawa na kerlo jaisa kay aapas mein aik doosray ko hota hai. Tum mein say unhen Allah khoob janta hai jo nazar bacha ker chupkay say sirak jatay hain suno jo log hukum-e-rasool ki mukhlifat kertay hain unhen dartay rehna chahaye kay kahin unn per koi zabardast aafat na aa paray ya unhen dard-naak azab na phonchay.
अपने बीच रसूल के बुलाने को तुम आपस में एक-दूसरे जैसा बुलाना न समझना। अल्लाह उन लोगों को भली-भाँति जानता है जो तुम में से ऐसे हैं कि (एक-दूसरे की) आड़ लेकर चुपके से खिसक जाते हैं। अतः उन को, जो उस के आदेश की अवहेलना करते हैं, डरना चाहिए कि कही ऐसा न हो कि उन पर कोई आज़माइश आ पड़े या उन पर कोई दुखद यातना आ जाए
And when adversity touches man, he calls upon Us; then when We bestow on him a favor from Us, he says, "I have only been given it because of [my] knowledge." Rather, it is a trial, but most of them do not know.
Insan ko jab koi takleef phonchti hai to humen pukarney lagta hai phir jab hum ussay apni taraf say koi nemat ata farma den to kehney lagta hai kay issay to mein mehaz apnay ilm ki waja say diya gaya hun bulkay yeh aazmaeesh hai lekin inn mein say aksar log bey-ilm hain.
अतः जब मनुष्य को कोई तकलीफ़ पहुँचती है तो वह हमें पुकारने लगता है, फिर जब हमारी ओर से उस पर कोई अनुकम्पा होती है तो कहता है, "यह तो मुझे ज्ञान के कारण प्राप्त हुआ।" नहीं, बल्कि यह तो एक परीक्षा है, किन्तु उन में से अधिकतर जानते नहीं
Your wealth and your children are but a trial, and Allah has with Him a great reward.
Tumharay maal aur aulad to sirasir tumahri aazmaeesh hain aur boht bara ajar Allah kay pass hai.
तुम्हारे माल और तुम्हारी सन्तान तो केवल एक आज़माइश है, और अल्लाह ही है जिस के पास बड़ा प्रतिदान है