Who believe in the unseen, establish prayer, and spend out of what We have provided for them,
Jo log ghaib per eman latay hain aur namaz ko qaeem rakhtay hain aur humaray diye huye ( maal ) mein say kharach kertay hain.
जो यक़ीन करते हैं बिन देखे, और नमाज़ क़ायम करते हैं, और जो कुछ हमने उनको दिया है उसमें से ख़र्च करते हैं।
Who, when Allah is mentioned, their hearts are fearful, and [to] the patient over what has afflicted them, and the establishers of prayer and those who spend from what We have provided them.
Unhen kay jab Allah ka zikar kiya jaye unn kay dil tharra jatay hain unhen jo buraee phonchay uss per sabar kertay hain namaz qaeem kerney walay hain aur jo kuch hum ney unhen dey rakha hai woh uss mein say bhi detay rehtay hain.
ये वे लोग हैं कि जब अल्लाह को याद किया जाता है तो उन के दिल दहल जाते हैं और जो मुसीबत उन पर आती है उस पर धैर्य से काम लेते हैं और नमाज़ को क़ायम करते हैं, और जो कुछ हम ने उन्हें दिया है उस में से ख़र्च करते हैं
Except from their wives or those their right hands possess, for indeed, they will not be blamed -
Ba-juz apni biwiyon aur milkiyat ki londiyon kay yaqeenan yeh mala matiyon mein say nahi hain.
सिवाय इस सूरत के कि अपनी पत्नि यों या लौंडियों के पास जाएँ कि इस पर वे निन्दनीय नहीं है
Those will be given their reward twice for what they patiently endured and [because] they avert evil through good, and from what We have provided them they spend.
Yeh apnay kiye huyey sabar kay badley dohra dohra ajar diye jayen gay. Yeh neki say badi ko taal detay hain aur hum ney enhen jo dey rakha hai iss mein say detay rehtay hain.
ये वे लोग हैं जिन्हें उन का प्रतिदान दुगना दिया जाएगा, क्योंकि वे जमे रहे और भलाई के द्वारा बुराई को दूर करते हैं और जो कुछ रोज़ी हम ने उन्हें दी हैं, उस में से ख़र्च करते हैं
The patient, the true, the obedient, those who spend [in the way of Allah ], and those who seek forgiveness before dawn.
Jo sabar kerney walay aur sach bolney walay aur farmanbardari kerney walay aur Allah ki raah mein kharach kerney walay aur pichli raat ko baksish maangney walay hain.
वे सब्र करने वाले हैं और सच्चे हैं, फ़रमाँबरदार हैं और ख़र्च करने वाले हैं और रात के अख़ीर हिस्से में मग़्फ़िरत मांगने वाले हैं।
They arise from [their] beds; they supplicate their Lord in fear and aspiration, and from what We have provided them, they spend.
Inn ki kerwaten apnay bistaron say alag rehti hain apnay rab ko khof aur umeed kay sath pukartay hain aur jo kuch hum ney enhen dey rakha hai woh kharach kertay hain.
उन के पहलू बिस्तरों से अलग रहते हैं कि वे अपने रब को भय और लालसा के साथ पुकारते हैं, और जो कुछ हम ने उन्हें दिया है उस में से ख़र्च करते हैं
Indeed, those who recite the Book of Allah and establish prayer and spend [in His cause] out of what We have provided them, secretly and publicly, [can] expect a profit that will never perish -
Jo log kitabullah ki tilawat kertay hain aur namaz ki pabandi rakhtay hain aur jo kuch hum ney unn ko ata farmaya hai uss mein say posheedah aur ailaniya kharach kertay hain woh aisi tijarat kay umeedwaar hain jo kabhi khasaray mein na hogi.
निश्चय ही जो लोग अल्लाह की किताब पढ़ते हैं, इस हाल मे कि नमाज़ के पाबन्द हैं, और जो कुछ हम ने उन्हें दिया है, उस में से छिपे और खुले ख़र्च किया है, वे एक ऐसे व्यापार की आशा रखते हैं जो कभी तबाह न होगा
And those who have responded to their lord and established prayer and whose affair is [determined by] consultation among themselves, and from what We have provided them, they spend.
Aur apnay rab kay farman ko qabool kertay hain aur unn ka ( her ) kaam aapas kay mashwaray say hota hai aur jo hum ney unhen dey rakha hai uss mein say ( humaray naam per ) detay hain.
और जिन्होंने अपने रब का हुक्म माना और नमाज़ क़ायम की, और उन का मामला उन के पारस्परिक परामर्श से चलता है, और जो कुछ हम ने उन्हें दिया है उस में से ख़र्च करते हैं;
And from their properties was [given] the right of the [needy] petitioner and the deprived.
Aur unkay maal mein mangney walon ka aur sawal say bachney walon ka haq tha.
और उन के मालों में माँगने वाले और धनहीन का हक़ था
Whatever is in the heavens and earth exalts Allah , and He is the Exalted in Might, the Wise.
Aasmanon aur zamin mein jo hai ( Sub ) Allah ki tasbeeh ker rahey hain woh zabardast ba-hikmat hai.
अल्लाह की तसबीह की हर उस चीज़ ने जो आकाशों और धरती में है। वही प्रभुत्वशाली, तत्वदर्शी है
And those within whose wealth is a known right
Aur jin kay maalon mein mukarra hisa hay
और जिन के मालों में
As for he who gives and fears Allah
Jiss nay diya ( Allah ki rah mein ) aur dara ( apnay rab say )
तो जिस किसी ने दिया और डर रखा,