Exalted is He who took His Servant by night from al-Masjid al-Haram to al-Masjid al- Aqsa, whose surroundings We have blessed, to show him of Our signs. Indeed, He is the Hearing, the Seeing.
Pak hai woh Allah Taalaa jo apney bandey ko raat hi raat mein masjid-e-haram say masjid-e-aqsa tak ley gaya jiss kay aas pass hum ney barkat dey rakhi hai iss liye kay ussay apni qudrat kay baaz namoney deikhayen yaqeenan Allah Taalaa hi khoob sunnay dekhney wala hai.
पाक है वह अल्लाह जो अपने बंदे को रात ही रात में मस्जिदे-हराम से मस्जिदे-अक़सा तक ले गया जिसके पास हमने बरकत दे रखी है; इसलिए कि हम उसे अपनी क़ुदरत के बअज़ नमूने दिखाएं, यक़ीनन अल्लाह ही ख़ूब सुनने वाला, देखने वाला है।
And [mention] when Abraham was raising the foundations of the House and [with him] Ishmael, [saying], "Our Lord, accept [this] from us. Indeed You are the Hearing, the Knowing.
Ibrahim ( alh-e-salam ) aur ismail ( alh-e-salam ) kaaba ki bunyaden aur deewaren uthatay jatay thay aur kehtay jaa rahey thay kay humaray perwerdigar! Tu hum say qabool farma tu hi sunnay wala aur janney wala hai.
और जब इब्राहीम और इस्माईल (अलैहिमस्सलाम) बैतुल्लाह की दीवारें उठा रहे थे और यह कहते जाते थेः ऐ हमारे रब! क़बूल कर हमसे, यक़ीनन तू ही सुनने वाला जानने वाला है।
Allah chooses from the angels messengers and from the people. Indeed, Allah is Hearing and Seeing.
Farishton mein say aur insano mein say payghaam phonchney walon ko Allah hi chaant leta hai be-shak Allah Taalaa sunnay wala dekhney wala hai.
अल्लाह फ़रिश्तों में से संदेशवाहक चुनता और मनुष्यों में से भी। निश्चय ही अल्लाह सब कुछ सुनता, देखता है
And whoever strives only strives for [the benefit of] himself. Indeed, Allah is free from need of the worlds.
Aur her aik kosish kerney wala apnay hi bhalay ki kosish kerta hai. Wesay to Allah Taalaa tamam jahaan walon say bey niyaz hai.
और जो व्यक्ति (अल्लाह के मार्ग में) संघर्ष करता है वह तो स्वयं अपने ही लिए संघर्ष करता है। निश्चय ही अल्लाह सारे संसार से निस्पृह है
At that, Zechariah called upon his Lord, saying, "My Lord, grant me from Yourself a good offspring. Indeed, You are the Hearer of supplication."
Ussi jagah zakariya ( alh-e-salam ) ney apney rab say dua ki kaha kay aey meray perwerdigar! Mujhay apney pass say pakeeza aulad ata farma be-shak tu dua ka sunney wala hai.
उस वक़्त ज़करिया (अलै॰) ने अपने परवरदिगार से दुआ मांगी, उन्होंने कहाः ऐ मेरे (प्यारे) रब! मुझे अपने पास से पाकीज़ा औलाद अता फ़रमाइए, बेशक आप ही दुआओं को सुनने वाले हैं।
Whoever desires the reward of this world - then with Allah is the reward of this world and the Hereafter. And ever is Allah Hearing and Seeing.
Jo shaks duniya ka sawab chahta ho to ( yaad rakho kay ) Allah Taalaa kay pass to duniya aur aakhirat ( dono ) ka sawab mojood hai aur Allah Taalaa boht sunney wala aur khoob dekhney wala hai.
जो शख़्स दुनिया का सवाब चाहता है तो अल्लाह के पास दुनिया का सवाब भी है और आख़िरत का सवाब भी, और अल्लाह सुनने वाला, देखने वाला है।
And if there comes to you from Satan an evil suggestion, then seek refuge in Allah . Indeed, He is the Hearing, the Knowing.
Aur aar shetan ki taraf say koi waswasa aaye to Allah ki panah talab kero. Yaqeenan woh boht hi sunnay wala jannay wala hai.
और यदि शैतान की ओर से कोई उकसाहट तुम्हें चुभे तो अल्लाह की शरण माँग लो। निश्चय ही वह सबकुछ सुनता, जानता है
And the word of your Lord has been fulfilled in truth and in justice. None can alter His words, and He is the Hearing, the Knowing.
Aap kay rab ka kalaam sachaee aur insaf kay aetabaar say kaamil hai iss kay kalaam ko koi badalney wala nahi aur woh khoob sunnay wala khoob jannay wala hai.
और आपके रब की बात पूरी सच्ची है और इंसाफ़ की, कोई बदलने वाला नहीं उसकी बात को और वह सुनने वाला, जानने वाला है।
[This is] a Book revealed to you, [O Muhammad] - so let there not be in your breast distress therefrom - that you may warn thereby and as a reminder to the believers.
Yeh aik kitab hai jo aap kay pass iss liye bheji gaee hai kay aap iss kay zariye say darayen so aap kay dil mein iss say bilkul tangi na ho aur naseehat hai eman walon kay liye.
यह किताब है जो आपकी तरफ़ उतारी गई है पस आपका दिल उसके बाइस तंग न हो; ताकि आप उसके ज़रिए से लोगों को डराओ, और वह ईमान वालों के लिए याद-दहानी है।
And you did not kill them, but it was Allah who killed them. And you threw not, [O Muhammad], when you threw, but it was Allah who threw that He might test the believers with a good test. Indeed, Allah is Hearing and Knowing.
So tum ney unhen qatal nahi kiya lekin Allah Taalaa ney unhen qatal kiya. Aur aap ney khaak ki muthi nahi phenki bulkay Allah Taalaa ney woh phenki aur takay musalmanon ko apni taraf say unn ki mehnat ka khoob ewaz dey bila shuba Allah Taalaa khoob sunnay wala khoob jannay wala hai.
पस उनको तुमने क़त्ल नहीं किया बल्कि अल्लाह ने उन्हें क़त्ल किया, और जब आपने उन पर ख़ाक फेंकी तो आप ने नहीं फेंकी बल्कि अल्लाह ने फेंकी ताकि अल्लाह अपनी तरफ़ से ईमान वालों पर ख़ूब एहसान करे, बेशक अल्लाह सुनने वाला, जानने वाला है।