And as for those who disbelieved, I will punish them with a severe punishment in this world and the Hereafter, and they will have no helpers."
Phir kafiron ko to mein duniya aur aakhirat mein sakhta tar azab doon ga aur unn ka koi madadgar na hoga.
फिर जो लोग मुनकिर हुए उनको मैं निहायत सख़्त अज़ाब दूंगा दुनिया में और आख़िरत में और उनका कोई मददगार न होगा।
And when a community among them said, "Why do you advise [or warn] a people whom Allah is [about] to destroy or to punish with a severe punishment?" they [the advisors] said, "To be absolved before your Lord and perhaps they may fear Him."
Aur jab kay unn mein say aik jamat ney yun kaha kay tum aisay logon ko kiyon naseehat kertay ho jin ko Allah bilkul halak kerney wala hai ya unn ko sakht saza denay wala hai? Unhon ney jawab diya kay tumharay rab kay roo baroo uzur kerney kay liye aur iss liye kay shayad yeh darr jayen.
और जब उनमें से एक गिरोह ने कहा कि तुम ऐसे लोगों को क्यों नसीहत करते हो जिन्हें अल्लाह हलाक करने वाला है या उनको सख़्त अज़ाब देने वाला है, उन्होंने कहाः तुम्हारे रब के सामने इल्ज़ाम उतारने के लिए और इसलिए कि शायद वे डरें।
And there is no city but that We will destroy it before the Day of Resurrection or punish it with a severe punishment. That has ever been in the Register inscribed.
Jitni bhi bastiyan hain hum qayamat kay din say pehlay pehlay ya to unhen halak ker denay walay hain ya sakht tar azab denay walay hain. Yeh to kitab mein likha ja chuka hai.
और कोई बस्ती ऐसी नहीं जिसको हम क़यामत से पहले हलाक न करें या उसको सख़्त अज़ाब न दें, यह बात किताब में लिखी हुई है।
[He has made it] straight, to warn of severe punishment from Him and to give good tidings to the believers who do righteous deeds that they will have a good reward
Bulkay her tarah say theek thaak rakha takay apney pass ki saza sakht saza say hoshiyar ker dey aur eman laney aur nek amal kerney walon ko khushkhabriyan suna dey kay unn kay liye behtareen badla hai.
ठीक और दूरुस्त, ताकि एक कठोर आपदा से सावधान कर दे जो उस की ओर से आ पड़ेगी। और मोमिनों को, जो अच्छे कर्म करते हैं, शुभ सूचना दे दे कि उन के लिए अच्छा बदला है;
I will surely punish him with a severe punishment or slaughter him unless he brings me clear authorization."
Yaqeenan mein ussay sakht saza doon ga ya ussay zibah ker daloon ga ya meray samney koi sareeh daleel biyan keray.
मैं उसे कठोर दंड दूँगा या उसे ज़बह ही कर डालूँगा या फिर वह मेरे सामने कोई स्पष्ट कारण प्रस्तुत करे।"
There the believers were tested and shaken with a severe shaking.
Yehi momin aazmaye gaye aur poori tarag woh jhanjhor diyey gaye.
उस समय ईमान वाले आज़माए गए और पूरी तरह हिला दिए गए
But We will surely cause those who disbelieve to taste a severe punishment, and We will surely recompense them for the worst of what they had been doing.
Pus yaqeenan hum inn kafiron ko sakht azab chakhayen gay. Aur enhen inn kay bad-tareen aemaal ka badla ( zaroor ) zaroor den gay.
अतः हम अवश्य ही उन लोगों को, जिन्होंने इनकार किया, कठोर यातना का मजा चखाएँगे, और हम अवश्य उन्हें उस का बदला देंगे, जो निकृष्टतम कर्म वे करते रहे हैं
Allah has prepared for them a severe punishment. Indeed, it was evil that they were doing.
Allah Taalaa ney inn kay liye sakht azab tayyar ker rakha hai tehqeeq yeh jo kuch ker rahey hain bura ker rahey hain.
अल्लाह ने उन के लिए कठोर यातना तैयार कर रखी है। निश्चय ही बुरा है जो वे कर रहे हैं
And how many a city was insolent toward the command of its Lord and His messengers, so We took it to severe account and punished it with a terrible punishment.
Aur boht si basti walon ney apney rab kay hukum say aur uss kay rasoolon say sir taabi ki aur hum ney bhi unn say sakht hisab kiya aur unhen azab diya unn dekha ( sakht ) azab.
कितनी ही बस्तियाँ हैं जिन्होंने रब और उस के रसूलों के आदेश के मुक़ाबले में सरकशी की, तो हम ने उन की सख़्त पकड़ की और उन्हें बुरी यातना दी
Allah has prepared for them a severe punishment; so fear Allah , O you of understanding who have believed. Allah has sent down to you the Qur'an.
Unn kay liye Allah Taalaa ney sakht azab tayyar ker rakha hai pus Allah say daro aey aqal mand eman walo. Yaqeenan Allah ney tumhari taraf naseehar utaar di hai.
अल्लाह ने उन के लिए कठोर यातना तैयार कर रखी है। अतः ऐ बुद्धि और समझ वालो जो ईमान लाए हो! अल्लाह का डर रखो। अल्लाह ने तुम्हारी ओर एक याददिहानी उतार दी है
And we have sought [to reach] the heaven but found it filled with powerful guards and burning flames.
Aur hum ney asman ko tatool ker dekha to ussy sakht chokidaron aur sakht sholon say pur paya
"और यह कि हम ने आकाश को टटोला तो उसे सख़्त पहरेदारों और उल्काओं से भरा हुआ पाया