Alif, Lam, Ra. [This is] a Book whose verses are perfected and then presented in detail from [one who is] Wise and Acquainted.
Alif-laam-raa yeh aik aisi kitab hai kay iss ki aayaten mohkum ki gaee hain phir saaf saaf biyan ki gaee hain aik hakeem ba khabar ki taraf say.
अलिफ़-लाम-रा, यह किताब है जिसकी आयतें पहले मुहकम की गईं फिर एक दाना और ख़बीर हस्ती की तरफ़ से उनकी तफ़सील की गई।
And do not walk upon the earth exultantly. Indeed, you will never tear the earth [apart], and you will never reach the mountains in height.
Aur zamin mein akar ker na chal kay na to tu zamin ko phaar sakta hai aur na lambai mein paharon ko phonch sakta hai.
और ज़मीन में अकड़ कर न चलें, आप ज़मीन को फाड़ नहीं सकते और न ही आप पहाड़ों की लम्बाई को पहुँच सकते हो।
And when it is said to him, "Fear Allah ," pride in the sin takes hold of him. Sufficient for him is Hellfire, and how wretched is the resting place.
Aur jab uss say kaha jaye kay Allah say darr to takabbur aur ta’assub ussay gunah per aamada ker deta hai aisay kay liye bus jahannum hi hai aur yaqeenan woh badtareen jagah hai.
और जब उससे कहा जाता है कि अल्लाह से डर, तो तकब्बुर उसको गुनाह पर और आमादा कर देता है, पस ऐसे शख़्स के लिए जहन्नम काफ़ी है, और वह बहुत बुरा ठिकाना है।
And they rejected them, while their [inner] selves were convinced thereof, out of injustice and haughtiness. So see how was the end of the corrupters.
Unhon ney inkar ker diya halankay unn kay dil yaqeen ker chukay thay sirf zulm aur takabbur ki bina per. Pus dekh lijiye kay inn fitna perdaaz logon ka anjam kaisa kuch hua.
उन्होंने ज़ुल्म और सरकशी से उन का इनकार कर दिया, हालाँकि उन के जी को उन का विश्वास हो चुका था। अब देख लो इन बिगाड़ पैदा करने वालों का क्या परिणाम हुआ?
And never think that those who rejoice in what they have perpetrated and like to be praised for what they did not do - never think them [to be] in safety from the punishment, and for them is a painful punishment.
Woh log jo apney kartooton per khush hain aur chahatay hain kay jo unhon ney nahi kiya uss per bhi unn ki tareef ki jayen aap unhen azab say chutkaray mein na samjhiye inn kay liye to dard naak azab hai.
जो लोग अपने करतूतों पर ख़ुश हैं और चाहते हैं कि जो काम उन्होंने नहीं किए उस पर उनकी तारीफ़ की जाए, उनको अज़ाब से बरी न समझो, उनके लिए दर्दनाक अज़ाब है।
And do not turn your cheek [in contempt] toward people and do not walk through the earth exultantly. Indeed, Allah does not like everyone self-deluded and boastful.
Logon kay samney apnay gaal na phula aur zamin per itra ker na chal. Kissi takabbur kerney walay shekhi khoray ko Allah Taalaa pasand nahi farmata.
"और लोगों से अपना रूख़ न फेर और न धरती में इतराकर चल। निश्चय ही अल्लाह किसी अहंकारी, डींग मारने वाले को पसन्द नहीं करता
But those who disbelieve are in pride and dissension.
Bulkay kufaar ghooroor-o-mukhalifat mein paray huyey hain.
बल्कि जिन्होंने इनकार किया वे गर्व और विरोध में पड़े हुए हैं
Worship Allah and associate nothing with Him, and to parents do good, and to relatives, orphans, the needy, the near neighbor, the neighbor farther away, the companion at your side, the traveler, and those whom your right hands possess. Indeed, Allah does not like those who are self-deluding and boastful.
Aur Allah Taalaa ki ibadat kero aur uss kay sath kissi ko shareek na kero aur maa baap kay sath salook-o-ehsan kero aur rishtay daron say aur yateemon say aur miskeenon say aur qarabat daar humsaya say aur ajnabi humsaya say aur pehloo kay sathi say aur raah kay musafir say aur unn say jin kay maalik tumharay haath hain ( ghulam kaneez ) yaqeenan Allah Taalaa takabbur kerney walon aur shekhi khoron ko pasand nahi farmata.
और अल्लाह की इबादत करो और किसी चीज़ को उसका शरीक न बनाओ, और माँ-बाप के साथ अच्छा सलूक करो और रिश्तेदारों के साथ और यतीमों और मुहताजों और रिश्तेदार पड़ोसी और अजनबी पड़ोसी और साथ उठने बैठने वाले और मुसाफ़िर के साथ और जिनके तुम मालिक हो (उनके साथ), बेशक अल्लाह पसंद नहीं करता इतराने वाले, बड़ाई जताने वाले को।
In order that you not despair over what has eluded you and not exult [in pride] over what He has given you. And Allah does not like everyone self-deluded and boastful -
Takay tum apney say fol shuda kissi cheez per ranjeedah na hojoya kero our na attakerdah cheez per itra jao.our itranay walay shekhi khoron ko Allah pasand nhifarmata.
(यह बात तुम्हें इसलिए बता दी गई) ताकि तुम उस चीज़ का अफ़सोस न करो जो तुम से जाती रहे और न उस पर फूल जाओ जो उस ने तुम्हें प्रदान की हो। अल्लाह किसी इतराने वाले, बड़ाई जताने वाले को पसन्द नहीं करता
[ Allah ] said, "What prevented you from prostrating when I commanded you?" [Satan] said, "I am better than him. You created me from fire and created him from clay."
Haq Taalaa ney farmayato jo sajda nahi kerta to tujh ko iss say kaun amr-e-maaney hai jabkay mein tujh ko hukum dey chuka kehney laga mein iss say behtar hun aap ney mujh ko aag say peda kiya hai aur iss ko aap ney khaak say peda kiya hai.
अल्लाह ने कहाः तुझे किस चीज़ ने सज्दा करने से रोका जबकि मैंने तुझको हुक्म दिया था, इबलीस ने कहा कि मैं उससे बेहतर हूँ कि तूने मुझे आग से बनाया है और आदम को मिट्टी से।
Indeed, he had [once] been among his people in happiness;
Yeh sahks apnay mutalqeen mein ( duniya mein ) khush tah
वह अपने लोगों में मग्न था,