And We inspired to Moses, "Travel by night with My servants; indeed, you will be pursued."
Aur hum ney musa ko wahee ki kay raaton raat meray bandon ko nikal ley chal tum sab peecha kiye jao gay.
हम ने मूसा की ओर प्रकाशना की, "मेरे बन्दों को लेकर रातों-रात निकल जा। निश्चय ही तुम्हारा पीछा किया जाएगा।"
Then Pharaoh sent among the cities gatherers
Firaon ney shehron mein harkaaron ko bhej diya.
इस पर फ़िरऔन ने एकत्र करने वालों को नगर में भेजा
[And said], "Indeed, those are but a small band,
Kay yaqeenan yeh giroh boht hi kum tadaad mein hai.
कि "यह गिरे-पड़े थोड़े लोगों का एक गिरोह है,
And indeed, they are enraging us,
Aur iss per yeh humen sakht gazab-naak ker rahey hain.
और ये हमें क्रुद्ध कर रहे हैं।
And indeed, we are a cautious society... "
Aur yaqeenan hum bari jamaat hain inn say chokanna rehnay walay.
और हम चौकन्ना रहने वाले लोग हैं।"
So We removed them from gardens and springs
Bil-aakhir hum ney enhen baghaat say aur chashmon say.
इस प्रकार हम उन्हें बाग़ों और स्रोतों
And treasures and honorable station -
Aur khazano say. Aur achay achay muqamaat say nikal bahir kiya.
और ख़जानों और अच्छे स्थान से निकाल लाए
Thus. And We caused to inherit it the Children of Israel.
Issi tarah hua aur hum ney unn ( tamam ) cheezon ka waris bani israeel ko bana diya.
ऐसा ही हम करते हैं और इनका वारिस हम ने इसराईल की सन्तान को बना दिया
So they pursued them at sunrise.
Pus fiaroni sooraj nikaltay hi unn kay taaqqub mein niklay.
सुबह-तड़के उन्होंने उन का पीछा किया
And when the two companies saw one another, the companions of Moses said, "Indeed, we are to be overtaken!"
Pus jab dono ney aik doosray ko dekh liya to musa kay saathiyon ney kaha hum to yaqeenan pakar liye gaye.
फिर जब दोनों गिरोहों ने एक-दूसरे को देख लिया तो मूसा के साथियों ने कहा, "हम तो पकड़े गए!"
[Moses] said, "No! Indeed, with me is my Lord; He will guide me."
Musa ney kaha hergiz nahi. Yaqeen mano mera rab meray sath hai jo zaroor mujhay raah dikhaye ga.
उस ने कहा, "कदापि नहीं, मेरे साथ मेरा रब है। वह अवश्य मेरा मार्गदर्शन करेगा।"
Then We inspired to Moses, "Strike with your staff the sea," and it parted, and each portion was like a great towering mountain.
Hum ney musa ki taraf wahee bheji kay darya per apni laathi maar pus ussi waqt darya phat gaya aur her aik hissa paani ka misil baray pahar kay hogaya.
तब हम ने मूसा की ओर प्रकाशना की, "अपनी लाठी सागर पर मार।"
And We advanced thereto the pursuers.
Aur hum ney ussi jagah doosron ko nazdeek laa khara ker diya.
और हम दूसरों को भी निकट ले आए
And We saved Moses and those with him, all together.
Aur musa ( alh-e-salam ) ko aur uss kay tamam saathiyon ko nijat dey di.
हम ने मूसा को और उन सबको जो उस के साथ थे, बचा लिया
Then We drowned the others.
Phir aur sab doosron ko dobo diya.
और दूसरों को डूबो दिया
Indeed in that is a sign, but most of them were not to be believers.
Yaqeenan iss mein bari ibrat hai aur inn mein kay aksar log eman walay nahi.
निस्संदेह इसमें एक बड़ी निशानी है। इस पर भी उन में से अधिकतर मानने वाले नहीं
And indeed, your Lord - He is the Exalted in Might, the Merciful.
Aur be-shak aap ka rab bara hi ghalib aur meharbaan hai.
और निश्चय ही तुम्हारा रब ही है जो बड़ा प्रभुत्वशाली, अत्यन्त दयावान है