And the reward of the Hereafter is better for those who believed and were fearing Allah .
Yaqeenan eman daron aur perhezgaron ka ukhrawi ajar boht hi behtar hai.
और आख़िरत का अज्र कहीं ज़्यादा बढ़ कर है ईमान और तक़वे वालों के लिए।
And give good tidings to those who believe and do righteous deeds that they will have gardens [in Paradise] beneath which rivers flow. Whenever they are provided with a provision of fruit therefrom, they will say, "This is what we were provided with before." And it is given to them in likeness. And they will have therein purified spouses, and they will abide therein eternally.
Aur eman walon aur nek amal kerney walon ko unn jannaton ki khushkhabriyan do jin kay neechay nehren beh rahi hain. Jab kabhi woh phalon ka rizq diye jayen gay aur hum shakal laye jayen gay to kahen gay yeh wohi hain jo hum iss say pehlay diye gaye thay aur unn kay liye biwiyan hain saaf suthri aur unn jannaton mein hamesha rehney walay hain.
और ख़ुश-ख़बरी दे दो उन लोगों को जो ईमान लाए और जिन्होंने नेक काम किए इस बात की कि उनके लिए ऐसे बाग़ात होंगे जिनके नीचे से नहरें जारी होंगी, जब भी उनको उन बाग़ों में से कोई फल खाने को मिलेगा तो वे कहेंगेः यह वही है जो इससे पहले हमको दिया गया था, और मिलेगा उनको एक-दूसरे से मिलता-जुलता, और उनके लिए वहाँ सुथरी औरतें होंगी और वे उसमें हमेशा रहेंगे।
But whoever comes to Him as a believer having done righteous deeds - for those will be the highest degrees [in position]:
Aur jo bhi uss kay pass eman ki halat mein hazir hoga aur uss ney aemaal bhi nek kiye hongay uss kay liye buland-o-bala darjay hain.
और जो कोई उस के पास मोमिन होकर आया, जिस ने अच्छे कर्म किए होंगे, तो ऐसे लोगों के लिए तो ऊँचे दर्जें हैं
So whoever does righteous deeds while he is a believer - no denial will there be for his effort, and indeed We, of it, are recorders.
Phir jo bhi nek kaam keray aur woh momin ( bhi ) ho to uss ki kosish ki bey qadri nahi ki jayegi. Hum to iss kay likhney walay hain.
फिर जो अच्छे कर्म करेगा, शर्त या कि वह मोमिन हो, तो उस के प्रयास की उपेक्षा न होगी। हम तो उस के लिए उसे लिख रहे हैं
Indeed, Allah will admit those who believe and do righteous deeds to gardens beneath which rivers flow. Indeed, Allah does what He intends.
eman aur nek aemaal walon ko Allah Taalaa lehren leti hui nehron wali jannaton mein ley jaye ga. Allah jo irada keray ussay ker kay rehta hai.
निश्चय ही अल्लाह उन लोगों को, जो ईमान लाए और उन्होंने अच्छे कर्म किए, ऐसे बाग़ों में दाखिल करेगा, जिन के नीचे नहरें बह रही होंगी। निस्संदेह अल्लाह जो चाहे करे
Whoever comes [at Judgement] with a good deed will have better than it, and they, from the terror of that Day, will be safe.
Jo log nek amal layen gay unhen uss say behtar badla milay ga aur woh uss din ki ghabrahat say bey khof hongay.
जो कोई सुचरित लेकर आया उसको उस से भी अच्छा प्राप्त होगा; और ऐसे लोग घबराहट से उस दिन निश्चिन्त होंगे
And the family of Pharaoh picked him up [out of the river] so that he would become to them an enemy and a [cause of] grief. Indeed, Pharaoh and Haman and their soldiers were deliberate sinners.
Aakhir firaon kay logon ney iss bachay ko utha liya kay aakhir kaar yehi bacha inn ka dushman hua aur inn kay ranj ka baees bana kuch shak nahi kay firaon aur haamaan aur unn kay lashkar thay hi khata kaar.
अन्ततः फ़िरऔन के लोगों ने उसे उठा लिया, ताकि परिणामस्वरूप वह उन का शत्रु और उन के लिए दुख बने। निश्चय ही फ़िरऔन और हामान और उन की सेनाओं से बड़ी चूक हुई
Say, "Shall I inform you of [something] better than that? For those who fear Allah will be gardens in the presence of their Lord beneath which rivers flow, wherein they abide eternally, and purified spouses and approval from Allah . And Allah is Seeing of [His] servants -
Aap keh dijiye! Kiya mein tumhen iss say boht hi behat cheez bataon? Taqwa walon kay liye unn kay rab taalaa kay pass jannaten hain jin kay neechay nehren beh rahi hain jin mein woh hamesha rahen gay aur pakeeza biwiyan aur Allah Taalaa ki raza mandi hai sab banday Allah Taalaa ki nigah mein hain.
(ऐ नबी) कह दीजिए कि क्या में तुमको बताऊँ उससे बेहतर चीज़, उन लोगों के लिए जो डरते हैं उनके रब के पास बाग़ात हैं जिनके नीचे नहरें जारी होंगी, वे उनमें हमेशा रहेंगे, और साफ़-सुथरी बीवियाँ होंगी और अल्लाह की रज़ामंदी होगी, और अल्लाह अपने बंदों को ख़ूब देखने वाला है।
And Allah will save those who feared Him by their attainment; no evil will touch them, nor will they grieve.
Aur jin logon ney perhezgari ki unhen Allah Taalaa unn ki kamyabi kay sath bacha ley ga unhen koi dukh choo bhi na sakay ga aur na woh kissi tarah ghumgeen hongay.
इस के विपरीत अल्लाह उन लोगों को जिन्होंने डर रखा उन्हें उन की सफलता के साथ मुक्ति प्रदान करेगा। न तो उन्हें कोई अनिष्ट् छू सकेगा और न वे शोकाकुल होंगे
But those who believe and do righteous deeds - We will admit them to gardens beneath which rivers flow, wherein they abide forever. For them therein are purified spouses, and We will admit them to deepening shade.
Aur jo log eman laye aur shaista aemaal kiye hum un qarib unhen unn jannaton mein ley jayen gay jin kay neechay nehren beh rahi hain jin mein woh hamesha hamesha rahen gay unn kay liye wahan saaf suthri biwiyan hongi aur hum unhen ghani chahaon ( aur poori rahat ) mein ley jayen gay.
और जो लोग ईमान लाए और नेक काम किए उनको हम ऐसे बाग़ात में दाख़िल करेंगे जिनके नीचे से नहरें बहती होंगी, उसमें वे हमेशा रहेंगे, वहाँ उनके लिए पाकीज़ा बीवियाँ होंगी और उनको हम घनी छाँऊ में रखेंगे।
A Book whose verses have been detailed, an Arabic Qur'an for a people who know,
( Aisi ) kitab hai jiss ki aayaton ki wazeh tafseel ki gaee hai ( iss haal mein kay ) quran arabi zaban mein hai uss qom kay liye jo janti hai.
एक किताब, जिस की आयतें खोल-खोलकर बयान हुई हैं; अरबी क़ुरआन के रूप में, उन लोगों के लिए जो जानना चाहें;
Allah has promised those who believe and do righteous deeds [that] for them there is forgiveness and great reward.
Allah Taalaa ka wada hai jo eman layen aur nek kaam keren unn kay liye wasee maghfirat aur boht bara ajar-o-sawab hai.
जो लोग ईमान लाए और उन्होंने नेक काम किए उनसे अल्लाह का वादा है कि उनके लिए बख़्शिश और बड़ा अज्र है।
And when they have [nearly] fulfilled their term, either retain them according to acceptable terms or part with them according to acceptable terms. And bring to witness two just men from among you and establish the testimony for [the acceptance of] Allah . That is instructed to whoever should believe in Allah and the Last day. And whoever fears Allah - He will make for him a way out
Pus jab yen aurten apni iddat poori kerney kay qarib phonch jayen to unhen ya to qaeeday kay mutabiq apney nikkah mein rehney do ya dastoor kay mutabiq enhen alag kerdo aur aapas mein do aadil shakson ko gawah kerlo aur Allah ki raza mandi kay liye theek theek gawahi do. Yehi hai woh jiss ki naseehat ussay ki jati hai jo Allah per aur qayamat kay din per eman rakhta ho aur jo shaks Allah say darta hai Allah uss kay liye chutkaray ki shakal nikal deta hai.
फिर जब वे अपनी नियत इद्दत को पहुँचे तो या तो उन्हें भली रीति से रोक लो या भली रीति से अलग कर दो। और अपने में से दो न्यायप्रिय आदमियों को गवाह बना दो और अल्लाह के लिए गवाही को दुरुस्त रखो। इस की नसीहत उस व्यक्ति को की जाती है जो अल्लाह और अन्तिम दिन पर ईमान रखेगा उस के लिए वह (परेशानी से) निकलने का राह पैदा कर देगा
And decree for us in this world [that which is] good and [also] in the Hereafter; indeed, we have turned back to You." [ Allah ] said, "My punishment - I afflict with it whom I will, but My mercy encompasses all things." So I will decree it [especially] for those who fear Me and give zakah and those who believe in Our verses -
Aur hum logon kay naam duniya mein bhi nek haali likh dey aur aakhirat mein bhi hum teri taraf rujoo kertay hain. Allah Taalaa ney farmaya kay mein apna azab ussi per waqey kerta hun aur meri rehmat tamam ashiya per moheet hai. To woh rehmat unn logon kay naam zaroor likhon ga jo Allah say dartay hain aur zakat detay hain aur jo humari aayaton per eman latay hain.
और आप हमारे लिए इस दुनिया में भी भलाई लिख दीजिए और आख़िरत में भी, हमने आपकी तरफ़ रुजूअ़ किया, अल्लाह ने कहाः मैं अपने अज़ाब में मुब्तला करता हूँ जिसको चाहता हूँ और मेरी रहमत शामिल है हर चीज़ को, पस मैं उसको लिख दूँगा उनके लिए जो डर रखते हैं और ज़कात अदा करते हैं और जो हमारी निशानियों पर ईमान लाते हैं।
So whoever does an atom's weight of good will see it,
pus jiss nay zara baraber neki ki hogi who issay dekhlega
अतः जो कोई कणभर भी नेकी करेगा, वह उसे देख लेगा,