That is [deserved by them] because Allah has sent down the Book in truth. And indeed, those who differ over the Book are in extreme dissension.
Inn azabon ka baees yeh hi hai kay Allah Taalaa ney sachi kitab utari aur iss kitab mein ikhtilaf kerney walay yaqeenan door kay khilaf mein hain.
यह इस लिए कि अल्लाह ने अपनी किताब को ठीक-ठीक उतारा, मगर जिन लोगों ने किताब में कई राहें निकाल लीं वे ज़िद में दूर जा पड़े।
Give tidings to the hypocrites that there is for them a painful punishment -
Munafiqon ko iss amar ki khabar phonca do kay unn kay liye dard naak azab yaqeeni hai.
मुनाफ़िक़ों को ख़ुश-ख़बरी दे दो कि उनके लिए एक दर्दनाक अज़ाब है।
You will surely find the most intense of the people in animosity toward the believers [to be] the Jews and those who associate others with Allah ; and you will find the nearest of them in affection to the believers those who say, "We are Christians." That is because among them are priests and monks and because they are not arrogant.
Yaqeenan aap eman walon ka sab say ziyada dushman yahudiyon aur mushrikon ko payen gay aur eman walon say sab say ziyada dosti kay qareeb aap yaqeenan unhen payen gay jo apney aap ko nasaara kehtay hain yeh iss liye kay inn mein ulama aur ibadat kay liye gosha nasheen afraad paye jatay hain aur iss waja say kay woh takabbur nahi kertay.
ईमान वालों के साथ दुश्मनी में आप सबसे बढ़कर यहूद और मुशरिकीन को पाओगे, और ईमान वालों के साथ दोस्ती में आप सबसे ज़्यादा उन लोगों को पाओगे जो अपने आपको नसारा कहते हैं, यह इसलिए कि उनमें आलिम और राहिब हैं और इसलिए कि वे तकब्बुर नहीं करते।
That is because Allah would not change a favor which He had bestowed upon a people until they change what is within themselves. And indeed, Allah is Hearing and Knowing.
Yeh iss liye kay Allah aisa nahi kay kissi qom per koi nemat inam farma ker phir badal dey jab tak kay woh khud apni uss halat ko na badal den jo kay unn ki apni thi aur yeh kay Allah sunnay wala hai.
यह इस वजह से हुआ कि अल्लाह उस ईनाम को जो वह किसी क़ौम पर करता है उस वक़्त तक नहीं बदलता जब तक कि उसको ख़ुद न बदल दें जो उनके दिलों में है, और बेशक अल्लाह सुनने वाला, जानने वाला है।
Indeed, Allah has purchased from the believers their lives and their properties [in exchange] for that they will have Paradise. They fight in the cause of Allah , so they kill and are killed. [It is] a true promise [binding] upon Him in the Torah and the Gospel and the Qur'an. And who is truer to his covenant than Allah ? So rejoice in your transaction which you have contracted. And it is that which is the great attainment.
Bila shuba Allah Taalaa ney musalmanon say unn ki janon ko aur unn kay maalon ko iss baat kay ewaz mein khareed liya hai kay unn ko jannat milay gi. Woh log Allah ki raah mein lartay hain jiss mein qatal kertay hain aur qatal kiye jatay hain iss per sacha wada kiya gaya hai toraat mein aur injeel mein aur quran mein aur Allah say ziyada apney ehad ko kaun poora kerney wala hai to tum log apni iss bey per jiss ka tum ney moamla thehraya hai khsuhi manao aur yeh bari kaamyabi hai.
बेशक अल्लाह ने मोमिनों से उनकी जान और उनके माल को ख़रीद लिया है जन्नत के बदले, वे अल्लाह की राह में लड़ते हैं फिर मारते हैं और मारे जाते हैं, यह अल्लाह के ज़िम्मे एक सच्चा वादा है तौरात में और इंजील में और क़ुरआन में, और अल्लाह से बढ़कर अपने वादे को पूरा करने वाला कौन है, पस तुम ख़ुशियाँ मनाओ उस मामले पर जो तुमने अल्लाह से किया है, और यही सबसे बड़ी कामयाबी है।
That is because Allah is the Truth and because He gives life to the dead and because He is over all things competent
Yeh iss liye kay Allah hi haq hai aur wohi murdon ko jilata hai aur woh her her cheez per qudrat rakhney wala hai.
यह इसलिए कि अल्लाह ही सत्य है और वह मुर्दों को जीवित करता है और उसे हर चीज़ की सामर्थ्य प्राप्ती है
That is because Allah causes the night to enter the day and causes the day to enter the night and because Allah is Hearing and Seeing.
Yeh iss liye kay Allah raat ko din mein dakhil kerta hai aur din ko raat mein dakhil kerta hai aur be-shak Allah sunnay wala dekhney wala hai.
यह इसलिए कि अल्लाह ही है जो रात को दिन में पिरोता हुआ ले आता है और दिन को रात में पिरोता हुआ ले आता है। और यह कि अल्लाह सुनता, देखता है
That is because Allah is the Truth, and that which they call upon other than Him is falsehood, and because Allah is the Most High, the Grand.
Yeh sab iss liye kay Allah hi haq hai aur uss kay siwa jisay bhi yeh pukartay hain woh batil hai aur be-shak Allah hi bulandi wlaa kibriyaee wala hai.
यह इसलिए कि अल्लाह ही सत्य है और जिसे वे उस को छोड़कर पुकारते हैं, वे सब असत्य है, और यह कि अल्लाह ही सर्वोच्च, महान है
That is because Allah is the Truth, and that what they call upon other than Him is falsehood, and because Allah is the Most High, the Grand.
Yeh sab ( intizamaat ) iss waja say hain kay Allah Taalaa haq hai aur uss kay siwa jin jin ko log pukartay hain sab batil hain aur yaqeenan Allah Taalaa boht bulandiyon wala aur bati shaan wala hai.
यह सब कुछ इस कारण से है कि अल्लाह ही सत्य है और यह कि उसे छोड़कर जिन को वे पुकारते हैं, वे असत्य है। और यह कि अल्लाह ही सर्वोच्च, महान है
And give good tidings to the believers that they will have from Allah great bounty.
Aap momino ko khushkhabri suna dijiyey! Kay unn kay liye Allah ki taraf say boht bara fazal hai.
ईमान वालों को शुभ सूचना दे दो कि उन के लिए अल्लाह की ओर से बहुत बड़ा उदार अनुग्रह है
That is because those who disbelieve follow falsehood, and those who believe follow the truth from their Lord. Thus does Allah present to the people their comparisons.
Yeh iss liye kay kafiron ney baatil ki pairwee ki aur momino ney uss din haq ki ittaba ki jo unn kay Allah ki taraf say hai Allah Taalaa logon ko unkay ehwaal issi tarah batata hai.
यह इसलिए कि जिन लोगों ने इनकार किया उन्होंने असत्य का अनुसरण किया और यह कि जो लोग ईमान लाए उन्होंने सत्य का अनुसरण किया, जो उन के रब की ओर से है। इस प्रकार अल्लाह लोगों के लिए उन की मिसालें बयान करता है
That is because Allah is the protector of those who have believed and because the disbelievers have no protector.
Woh iss liye kay eman walon ka kaar saaz khud Allah Taalaa hai aur iss liye kay kafiron ka koi kaar saaz nahi.
यह इसलिए कि जो लोग ईमान लाए उन का संरक्षक अल्लाह है और यह कि इनकार करने वालों को कोई संरक्षक नहीं
Does he not know that Allah sees?
Kiya uss nay nahi jana kay Allah Taalaa ussay khob dekh raha hai
क्या उस ने नहीं जाना कि अल्लाह देख रहा है?
Because your Lord has commanded it.
Issliye kay tery rab nay ussy hukam diya hoga.
इस कारण कि तुम्हारे रब ने उसे यही संकेत किया होगा