And they ask information of you, [O Muhammad], "Is it true?" Say, "Yes, by my Lord. Indeed, it is truth; and you will not cause failure [to Allah ]."
Aur woh aap say daryaft kertay hain kay kiya azab waqaee sach hai? Aap farma dijiye kay haan qasam hai meray rab ki woh waqaee sach hai aur tum kissi taraf Allah ko aajiz nahi ker saktay.
और वे आपसे पूछते हैं कि क्या यह बात सच है, कह दीजिए कि हाँ मेरे रब की क़सम! यह सच है और तुम उसको थका न सकोगे।
[Through a messenger, saying], "Do not worship except Allah . Indeed, I am to you from Him a warner and a bringer of good tidings,"
Yeh kay Allah kay siwa kissi ki ibadat mat kero mein tum ko Allah ki taraf say daraney wala aur bisharat denay wala hun.
कि तुम अल्लाह के सिवा किसी और की इबादत न करो, मैं तुम्हारी जानिब उसकी तरफ़ से डराने वाला और ख़ुश-ख़बरी देने वाला हूँ।
Or that He would not seize them during their [usual] activity, and they could not cause failure?
Ya unhen chaltay phirtay pakar ley. Yeh kissi soorat mein Allah Taalaa ko aajiz nahi ker saktay.
या उनको चलते-फिरते पकड़ ले तो वे लोग अल्लाह को आजिज़ नहीं कर सकते।
Never think that the disbelievers are causing failure [to Allah ] upon the earth. Their refuge will be the Fire - and how wretched the destination.
Yeh khayal kabhi bhi na kerna kay munkir log zamin mein ( idhar udhar bhaag ker ) humen hara denay walay hain inn ka asli thikana to jahannum hai jo yaqeenan boht hi bura thikana hai.
यह कदापि न समझो कि इनकार की नीति अपनाने वाले धरती में क़ाबू से बाहर निकल जाने वाले हैं। उन का ठिकाना आग है, और वह बहुत ही बुरा ठिकाना है
And you will not cause failure [to Allah ] upon the earth or in the heaven. And you have not other than Allah any protector or any helper.
Tum na to zamin mein Allah Taalaa ko aajiz ker saktay ho na aasman mein Allah Taalaa kay siwa tumhara koi waali hai na madadgaar.
तुम न तो धरती में क़ाबू से बाहर निकल सकते हो और न आकाश में। और अल्लाह से हटकर न तो तुम्हारा कोई मित्र है और न सहायक
And if you could see when they are terrified but there is no escape, and they will be seized from a place nearby.
Aur agar aap ( woh waqt ) mulahiza keren jabkay yeh kuffaar ghabraye phiren gay phir nikal bhagney ki koi soorat na hogi aur qareeb ki jaga say giriftar ker liye jayen gay.
और यदि तुम देख लेते जब वे घबराए हुए होंगे; फिर बचकर भाग न सकेंगे और निकट स्थान ही से पकड़ लिए जाएँगे
Have they not traveled through the land and observed how was the end of those before them? And they were greater than them in power. But Allah is not to be caused failure by anything in the heavens or on the earth. Indeed, He is ever Knowing and Competent.
Aur kiya yeh log zamin mein chalay phiray nahi jiss mein dekhtay bhaaltay kay jo log inn say pehlay ho guzray hain unn ka anjam kiya hua? Halankay woh qooat mein inn say barhay huyey thay aur Allah aisa nahi hai kay koi cheez uss ko hara day na aasmano mein aur na zamin mein woh baray ilm wala bari qudrat wala hai.
क्या वे धरती में चले-फिरे नहीं कि देखते कि उन लोगों का कैसा परिणाम हुआ है जो उन से पहले गुज़रे हैं? हालाँकि वे शक्ति में उन से कही बढ़-चढ़कर थे। अल्लाह ऐसा नहीं कि आकाशों में कोई चीज़ उसे मात कर सके और न धरती ही में। निस्संदेह वह सर्वज्ञ, सामर्थ्यमान है
And the evil consequences of what they earned struck them. And those who have wronged of these [people] will be afflicted by the evil consequences of what they earned; and they will not cause failure.
Phir unn ki tamam burayian unn per aa paren aur unn mein say bhi jo gunehgaar hain unn ki ki hui burayian bhi unn per aa paren gi yeh ( humen ) hara denay walay nahi.
फिर जो कुछ उन्होंने कमाया, उस की बुराइयाँ उन पर आ पड़ी और इनमें से भी जिन लोगों ने ज़ुल्म किया, उन पर भी जो कुछ उन्होंने कमाया उस की बुराइयाँ जल्द ही आ पड़ेगी। और वे काबू से बाहर निकलने वाले नहीं
And you will not cause failure [to Allah ] upon the earth. And you have not besides Allah any protector or helper.
Aur tum humen zamin mein aajiz kerney walay nahi ho tumharay liye siwaye Allah Taalaa kay na koi kaar saaz hai na madadgar.
तुम धरती में काबू से निकल जाने वाले नहीं हो, और न अल्लाह से हटकर तुम्हारा कोई संरक्षक मित्र है और न सहायक ही
But he who does not respond to the Caller of Allah will not cause failure [to Him] upon earth, and he will not have besides Him any protectors. Those are in manifest error."
Aur jo shaks Allah kay bulanay walay ka kaha na manay ga pus woh zamin mein kahin ( bhag ker Allah ko ) aajiz nahi ker sakta na Allah kay siwa aur koi uss kay madadgar hongay yeh log khulli gumrahee mein hain.
और जो कोई अल्लाह के आमंत्रणकर्त्ता का आमंत्रण स्वीकार नहीं करेगा तो वह धरती में क़ाबू से बच निकलने वाला नहीं है और न अल्लाह से हटकर उस के संरक्षक होंगे। ऐसे ही लोग खुली गुमराही में हैं।"
And how many a generation before them did We destroy who were greater than them in [striking] power and had explored throughout the lands. Is there any place of escape?
Aur inn say pehlay bhi hum boht si ummaton ko halak ker chukay hain jo inn say taqat mein bohat ziyadah thi woh shehron mein dhondtay hi reh gaye, kay koi bhagney ka thikana hai?
उन से पहले हम कितनी ही नस्लों को विनष्ट कर चुके हैं। वे लोग शक्ति में उन से कहीं बढ़-चढ़कर थे। (पनाह की तलाश में) उन्होंने नगरों को छान मारा, कोई है भागने को ठिकाना?
Indeed, what you are promised is coming, and you will not cause failure [to Allah ].
Jiss cheez ka tum say wada kiya jata hai woh be-shak aaney wali cheez hai aur tum aajiz nahi ker saktay.
जिस चीज़ का तुम से वादा किया जा रहा है वह आकर रहेगी और तुम (अल्लाह को) आजिज़ नहीं कर सकते।
And we have become certain that we will never cause failure to Allah upon earth, nor can we escape Him by flight.
Aur hum ney samajh liya hay kay hum Allah Talah ko zameen mein hergiz aajiz nahi ker saktay aur na hum bhag ker issy hara saktay hein
"और यह कि हम ने समझ लिया कि हम न धरती में कही जाकर अल्लाह के क़ाबू से निकल सकते हैं, और न आकाश में कहीं भागकर उस के क़ाबू से निकल सकते हैं
I swear by the Day of Resurrection
Mein qasam khata hun qayamat kay din ki
नहीं, मैं क़सम खाता हूँ क़ियामत के दिन की,
So travel freely, [O disbelievers], throughout the land [during] four months but know that you cannot cause failure to Allah and that Allah will disgrace the disbelievers.
Pus ( aey mushriko! ) tum mulk mein char maheenay tak to chal phir lo jaan lo kay tum Allah ko aajiz kerney walay nahi ho aur yeh ( bhi yaad rahey ) kay Allah kafiron ko ruswa kerney wala hai.
पस तुम लोग मुल्क में चार महीने चल-फिर लो और जान लो कि तुम अल्लाह को आजिज़ नहीं कर सकते, और यह कि अल्लाह मुनकिरों को रुसवा करने वाला है।