And Allah made it not except as [a sign of] good tidings for you and to reassure your hearts thereby. And victory is not except from Allah , the Exalted in Might, the Wise -
Aur yeh to mehaz tumharay dil ki khuwaish aur itminan-e-qalb kay liye hai werna madad to Allah hi ki taraf say hai jo ghalib aur hikmaton wala hai.
और यह अल्लाह ने इसलिए किया ताकि तुम्हारे लिए ख़ुश-ख़बरी हो और तुम्हारे दिल मुतमइन हो जाएं, और मदद तो सिर्फ़ अल्लाह ही की तरफ़ से है जो ज़बरदस्त है, हिकमत वाला है।
[He is] the cleaver of daybreak and has made the night for rest and the sun and moon for calculation. That is the determination of the Exalted in Might, the Knowing.
Woh subha ka nikalney wala hai aur uss ney raat ko rahat ki cheez banaya hai aur sooraj aur chand ko hisab say rakha hai. Yeh thehraee baat hai aisi zaat ki jo kay qadir hai baray ilm wala hai.
वही निकालने वाला है सुबह का और उसने रात को सुकून का वक़्त बनाया और सूरज और चाँद को हिसाब से रखा है, यह मुक़र्रर किया हुआ है बड़े ग़ल्बे वाले, बड़े इल्म वाले की तरफ़ से।
And women in the city said, "The wife of al-'Azeez is seeking to seduce her slave boy; he has impassioned her with love. Indeed, we see her [to be] in clear error."
Aur shehar ki aurton mein charcha honey laga kay aziz ki biwi apney ( jawan ) ghulam ko apna matlab nikalney kay liye behlaney phuslaney mein lagi rehti hai inn kay dil mein yousuf ki mohabbat beth gaee hai humaray khayal mein to woh sarreh gumrahi mein hai.
और शहर की औरतों में चर्चा होने लगा कि अज़ीज़ की बीवी अपने (जवान) ग़ुलाम को अपना मतलब निकालने के लिए बहलाने फुसलाने में लगी रहती है, उसके दिल में यूसुफ़ की मुहब्बत बैठ गई है, हमारे ख़्याल में तो वह खुली गुमराही में है।
Said [the king to the women], "What was your condition when you sought to seduce Joseph?" They said, "Perfect is Allah ! We know about him no evil." The wife of al-'Azeez said, "Now the truth has become evident. It was I who sought to seduce him, and indeed, he is of the truthful.
Badshah ney poocha aey aurto! Uss waqt ka sahih waqiya kiya hai jab tum dao fareb kerkay yousuf ko uss ki dili manshah say behkana chahati thi unhon ney saaf jawab diya kay maaz Allah hum ney yousuf mein koi buraee nahi paee phir to aziz ki biwi bhi bol uthi kay abb to sachi baat nithar aaee. Mein ney hi ussay warghalaya tha uss kay ji say aur yaqeenan woh sachon mein say hai.
बादशाह ने पूछाः तुम्हारा क्या माजरा है जब तुमने यूसुफ़ को फुसलाने की कोशिश की थी, उन्होंने कहाः हाशा-लिल्लाह! (अल्लाह की पनाह) हमने उसमें कुछ बुराई नहीं पाई, अज़ीज़ की बीवी ने कहा कि अब हक़ खुल गया, मैंने ही उसको फुसलाने की कोशिश की थी और वह यक़ीनन सच्चा है।
Alif, Lam, Ra. [This is] a Book which We have revealed to you, [O Muhammad], that you might bring mankind out of darknesses into the light by permission of their Lord - to the path of the Exalted in Might, the Praiseworthy -
Alif-laam-raa! Yeh aali shaan kitab hum ney aap ki taraf utari hai kay aap logon ko andheron say ujalay ki taraf layen inn kay perwerdigar kay hukum say zabardast aur tareefon walay Allah ki taraf.
अलिफ़-लाम-रा, यह किताब है जिसको हमने आपकी तरफ़ नाज़िल किया है; ताकि आप लोगों को अंधेरों से निकाल कर उजाले की तरफ़ लाएं, उनके रब के हुक्म से ख़ुदा-ए-अज़ीज़ व हमीद के रास्ते की तरफ़।
And rely upon the Exalted in Might, the Merciful,
Apna poora bharosa ghalib meharbaan Allah per rakh.
और उस प्रभुत्वशाली और दया करने वाले पर भरोसा रखो
And those who have been given knowledge see that what is revealed to you from your Lord is the truth, and it guides to the path of the Exalted in Might, the Praiseworthy.
Aur jinhen ilm hai woh dekh len gay jo kuch aap ki janib aap kay rab ki taraf say nazil hua hai woh ( sarasir ) haq hai aur Allah ghalib khoobiyon walay ki raah ki rehbari kerta hai.
जिन लोगों को ज्ञान प्राप्त हुआ है वे स्वयं देखते हैं कि जो कुछ तुम्हारे रब की ओर से तुम्हारी ओर अवतरित हुआ है वही सत्य है, और वह उस का मार्ग दिखाता है जो प्रभुत्वशाली, प्रशंसा का अधिकारी है
[This is] a revelation of the Exalted in Might, the Merciful,
Yeh quran Allah zabardast meharban ki taraf say nazil kiya gaya hai.
- क्या ही ख़ूब है, प्रभुत्वशाली, अत्यन्त दयावान का इसको अवतरित करना!
And the sun runs [on course] toward its stopping point. That is the determination of the Exalted in Might, the Knowing.
Aur sooraj kay liye jo muqarrara raah hai woh ussi per chalta hai yeh hai muqarrar kerdah ghalib ba-ilm Allah Taalaa ka.
और सूर्य अपने नियत ठिकाने के लिए चला जा रहा है। यह बाँधा हुआ हिसाब है प्रभुत्वशाली, ज्ञानवान का
Or do they have the depositories of the mercy of your Lord, the Exalted in Might, the Bestower?
Ya kiya inn kay pass teray zabardast fayyaz rab ki rehmat kay khazaney hain.
या, तेरे प्रभुत्वशाली, बड़े दाता रब की दयालुता के ख़ज़ाने उन के पास हैं?
The revelation of the Qur'an is from Allah , the Exalted in Might, the Wise.
Iss kitab ka utaarna Allah Taalaa ghalib ba-hikmat ki taraf say hai.
इस किताब का अवतरण अल्लाह अत्यन्त प्रभुत्वशाली, तत्वदर्शी की ओर से है
The revelation of the Book is from Allah , the Exalted in Might, the Knowing.
Iss kitab ka nazil farmana uss Allah ki taraf say hai jo ghalib aur dana hai.
इस किताब का अवतरण प्रभुत्वशाली, सर्वज्ञ अल्लाह की ओर से है,
You invite me to disbelieve in Allah and associate with Him that of which I have no knowledge, and I invite you to the Exalted in Might, the Perpetual Forgiver.
Tum mujhay yeh dawat dey rahey ho kay mein Allah kay sath kufur keroon aur uss kay sath shirk keroon jiss ka koi ilm mujhay nahi aur mein tumhen ghalib bakhshney walay ( mabood ) ki taraf dawat dey raha hun.
तुम मुझे बुला रहे हो कि मैं अल्लाह के साथ कुफ़्र करूँ और उस के साथ उसे साझी ठहराऊँ जिस का मुझे कोई ज्ञान नहीं, जबकि मैं तुम्हें बुला रहा हूँ उस की ओर जो प्रभुत्वशाली, अत्यन्त क्षमाशील है
And He completed them as seven heavens within two days and inspired in each heaven its command. And We adorned the nearest heaven with lamps and as protection. That is the determination of the Exalted in Might, the Knowing.
Pus do din mein saat aasman bana diyey aur her aasman mein iss kay munasib ehkaam ki wahee bhej di aur hum ney aasman-e-duniya ko charaghon say zeenat di aur nigheybaani ki yeh tadbeer Allah ghalib-o-dana ki hai.
फिर दो दिनों में उन को अर्थात सात आकाशों को बनाकर पूरा किया और प्रत्येक आकाश में उस से सम्बन्धित आदेश की प्रकाशना कर दी और दुनिया के (निकटवर्ती) आकाश को हम ने दीपों से सजाया (रात के यात्रियों के दिशा-निर्देश आदि के लिए) और सुरक्षित करने के उद्देश्य से। यह अत्यन्त प्रभुत्वशाली, सर्वज्ञ का ठहराया हुआ है।"
The revelation of the Book is from Allah , the Exalted in Might, the Wise.
Yeh kitab Allah ghalib hikmat walay ki taraf say nazil ki hui hai.
इस किताब का अवतरण अल्लाह की ओर से है, जो अत्यन्त प्रभुत्वशाली, तत्वदर्शी है। -
The revelation of the Book is from Allah , the Exalted in Might, the Wise.
Iss kitab ka utarna Allah Taalaa ghalib hikmat waly ki taraf say hai.
इस किताब का अवतरण अल्लाह की ओर से है, जो प्रभुत्वशाली, अत्यन्त तत्वदर्शी है
Whatever is in the heavens and whatever is on the earth is exalting Allah , the Sovereign, the Pure, the Exalted in Might, the Wise.
( saari cheezen ) jo aasmanon aur zamin mein hain Allah Taalaa ki paki biyan kerti hain ( jo ) badshah nihayat pak ( hai ) ghalib-o-ba hikmat.
अल्लाह की तसबीह कर रही है हर वह चीज़ जो आकाशों में है और जो धरती में है, जो सम्राट है, अत्यन्त पवित्र, प्रभुत्वशाली तत्वदर्शी
And they resented them not except because they believed in Allah , the Exalted in Might, the Praiseworthy,
Yeh log in musalmano ( kay kisi aur gunha ka ) badla nahi lay rahy thy siway iskay wo Allah galib laeeq e hamd ki zat per iman laey thy
उन्होंने उन (ईमान वालों) से केवल इस कारण बदला लिया और शत्रुता की कि वे उस अल्लाह पर ईमान रखते थे जो अत्यन्त प्रभुत्वशाली, प्रशंसनीय है,