[Charity is] for the poor who have been restricted for the cause of Allah , unable to move about in the land. An ignorant [person] would think them self-sufficient because of their restraint, but you will know them by their [characteristic] sign. They do not ask people persistently [or at all]. And whatever you spend of good - indeed, Allah is Knowing of it.
Sadqaat kay mustahiq sirf woh ghurba hain jo Allah ki raah mein rok diye gaye hain jo mulk mein chal phir nahi saktay nadan log inn ki bey sawali ki waja say enhen maal daar khayal kertay hain app inn kay chehray dekh ker qayafa say enhen pehchan len gay woh logon say chimat ker sawal nahi kertay tum jo kuch maal kharach kero to Allah Taalaa uss ka janney wala hai.
सदक़ात उन हाजतमंदों के लिए हैं जो अल्लाह की राह में घिर गए हों, ज़मीन में दौड़-धूप नहीं कर सकते, नावाक़िफ़ आदमी उनको मालदार ख़्याल करता है उनके न मांगने की वजह से, तुम उनको उनकी सूरत से पहचान सकते हो, वे लोगों से चिमट-चिमट कर नहीं मांगते, और जो कुछ माल तुम ख़र्च करोगे अल्लाह उसे ख़ूब जानने वाला है।
Except for the oppressed among men, women and children who cannot devise a plan nor are they directed to a way -
Magar jo mard aurten aur bachay bey bus hain jinhen na to kissi charaa-e-kaar ki taqat aur na kiss raastay ka ilm hai.
मगर वे बेबस मर्द और औरतें और बच्चे जो कोई तदबीर नहीं कर सकते और न कोई राह पा रहे हैं।
And the false deities are unable to [give] them help, nor can they help themselves.
Aur woh inn ko kissi qisam ki madad nahi dey saktay aur woh khud bhi madad nahi ker saktay.
और वे न उनकी किसी क़िस्म की मदद कर सकते हैं और न ही अपनी मदद कर सकते हैं।
And those you call upon besides Him are unable to help you, nor can they help themselves."
Aur tum jin logon ki Allah ko chor ker ibadat kertay ho woh tumhari kuch madad nahi ker saktay aur na woh apni madad ker saktay hain.
और जिनको तुम पुकारते हो उसके सिवा वे न तुम्हारी मदद कर सकते हैं और न अपनी ही मदद कर सकते हैं।
Those were not causing failure [to Allah ] on earth, nor did they have besides Allah any protectors. For them the punishment will be multiplied. They were not able to hear, nor did they see.
Na yeh log duniya mein Allah ko hara sakay aur na inn ka koi himayati Allah kay siwa hua inn kay liye azab dugna kiya jayega na yeh sunnay ki taqat rakhtay thay aur na yeh dekhtay hi thay.
वे लोग ज़मीन में अल्लाह को बेबस करने वाले नहीं और न अल्लाह के सिवा उनका कोई मददगार है, उन पर दोगुना अज़ाब होगा, वे न सुन सकते हैं और न देखते हैं।
And they worship besides Allah that which does not possess for them [the power of] provision from the heavens and the earth at all, and [in fact], they are unable.
Aur woh Allah Taalaa kay siwa unn ki ibadat kertay hain jo aasmanon aur zamin say unhen kuch bhi to rozi nahi dey saktay aur na kuch qudrat rakhtay hain.
और वे अल्लाह के सिवा उन चीज़ों की इबादत करते हैं जो न उनके लिए आसमान से किसी रोज़ी पर इख़्तियार रखती हैं और न ज़मीन से और न वे क़ुदरत रखती हैं।
Look how they strike for you comparisons; but they have strayed, so they cannot [find] a way.
Dekhen to sahih aap kay liye kiya kiya misalen biyan kertay hain pus woh behak rahey hain. Abb to raah pana inn kay bus mein nahi raha.
देखें तो सही कि वे आपके लिए क्या-क्या मिसालें बयान करते हैं, पस वे बहक रहे हैं, अब तो राह पाना उनके बस में नहीं रहा।
Those whose eyes had been within a cover [removed] from My remembrance, and they were not able to hear.
Jin ki aankhen meri yaad say pardey mein thi aur ( amar haq ) sunn bhi nahi saktay thay.
जिन के नेत्र मेरी अनुस्मृति की ओर से परदे में थे और जो कुछ सुन भी नहीं सकते थे
Rather, it will come to them unexpectedly and bewilder them, and they will not be able to repel it, nor will they be reprieved.
( Haan haan! ) waday ki ghari unn kay pass achanak aajayegi aur enhen hakka bakka ker dey gi phir na to yeh log ussay taal saken gay aur na zara si mohlat diye jayengay.
बल्कि वह अचानक उन पर आएगी और उन्हें स्तब्ध कर देगी। फिर न उसे वे फेर सकेंगे और न उन्हें मुहलत ही मिलेगी
Or do they have gods to defend them other than Us? They are unable [even] to help themselves, nor can they be protected from Us.
Kiya humaray siwa inn kay aur mabood hain jo enhen musibaton say bacha len. Koi bhi khud apni madad ki taqat nahi rakhta aur na koi humari taraf say rafaqat diya jata hai.
(क्या वे हमें नहीं जानते) या हम से हटकर उन के और भी इष्ट-पूज्य है, जो उन्हें बचा ले? वे तो स्वयं अपनी ही सहायता नहीं कर सकते हैं और न हमारे मुक़ाबले में उन का कोई साथ ही दे सकता है
Look how they strike for you comparisons; but they have strayed, so they cannot [find] a way.
Khayal to kijiye! Kay yeh log aap ki nisbat kaisi kaisi baaten banatay hain. Pus jiss say khud hi behak rahey hain aur kissi tarah raah per nahi aa saktay.
देखों, उन्होंने तुम पर कैसी-कैसी फब्तियाँ कसीं। तो वे बहक गए हैं। अब उन में इस की सामर्थ्य नहीं कि कोई मार्ग पा सकें!
It is not allowable for them, nor would they be able.
Aur na woh iss qabil hain na unhen iss ki taqat hai.
न यह उन्हें फबता ही है और न ये उन के बस का ही है
And they will not be able [to give] any instruction, nor to their people can they return.
Uss waqt na to yeh waseeyat ker saken gay aur na apnay ehal ki taraf lot saken gay.
फिर न तो वे कोई वसीयत कर पाएँगे और न अपने घर वालों की ओर लौट ही सकेंगे
They are not able to help them, and they [themselves] are for them soldiers in attendance.
( halankay ) unn mein inn ki madad ki taqat hi nahi ( lekin ) phir bhi ( musrikeen ) unn kay liye hazir baash lashkari hain.
वे उन की सहायता करने की सामर्थ्य नहीं रखते, हालाँकि वे (बहुदेववादियों की अपनी स्पष्ट में) उन के लिए उपस्थित सेनाएँ हैं
The Day the shin will be uncovered and they are invited to prostration but the disbelievers will not be able,
Jiss din pindali khol di jayegi aur sajday kay liye bulaye jayengay to ( sajdah ) na ker saken gay.
जिस दिन पिंडली खुल जाएगी और वे सजदे के लिए बुलाए जाएँगे, तो वे (सजदा) न कर सकेंगे