To Allah belongs the dominion of the heavens and the earth; He creates what he wills. He gives to whom He wills female [children], and He gives to whom He wills males.
Aasmano ki aur zamin ki saltanat Allah Taalaa hi kay liye hai woh jo chahata hai peda kerta hai jiss ko chahata hai betyian deta hai aur jissay chahata hai betay deta hai.
अल्लाह ही की है आकाशों और धरती की बादशाही। वह जो चाहता है पैदा करता है, जिसे चाहता है लड़कियाँ देता है और जिसे चाहता है लड़के देता है।
Or He makes them [both] males and females, and He renders whom He wills barren. Indeed, He is Knowing and Competent.
Ya enhen jama ker deta hai betay bhi aur betyian bhi aur jissay chahye baanjh ker deta hai woh baray ilm wala aur kamil qudrat wala hai.
या उन्हें लड़के और लड़कियाँ मिला-जुलाकर देता है और जिसे चाहता है निस्संतान रखता है। निश्चय ही वह सर्वज्ञ, सामर्थ्यवान है
And that to your Lord is the finality
Aur yeh kay aap kay rab hi ki taraf phonchna hai.
और यह कि अन्त में पहुँचना तुम्हारे रब ही की ओर है;
And that it is He who makes [one] laugh and weep
Aur yeh kay wohi hansata hai aur wohi rulata hai.
और यह कि वही है जो हँसाता और रुलाता है;
And that it is He who causes death and gives life
Aur yeh kay wohi maarta hai aur jilata hai.
और यह कि वही जो मारता और जिलाता है;
And that He creates the two mates - the male and female -
Aur yeh kay ussi ney jora yani nar-o-mada peda kiya hai.
और यह कि वही है जिस ने नर और मादा के जोड़े पैदा किए,
From a sperm-drop when it is emitted
Nutfay say jabkay woh tapkaya jata hai.
एक बूँद से, जब वह टपकाई जाती है;
And that [incumbent] upon Him is the next creation
Aur yeh kay ussi kay zimmey doobara peda kerna hai.
और यह कि उसी के ज़िम्मे दोबारा उठाना भी है;
And that it is He who enriches and suffices
Aur yeh kay wohi maaldar banata hai aur sarmaya deta hai.
और यह कि वही है जिस ने धनी और पूँजीपति बनाया;
And that it is He who is the Lord of Sirius
Aur yeh kay wohi sheyara ( sitaray ) ka rab hai.
और यह कि वही है जो शेअरा (नामक तारे) का रब है
And that He destroyed the first [people of] 'Aad
Aur yeh kay ussi ney aad awwal ko halak kiya hai.
और यह कि वही है उसी ने प्राचीन आद को विनष्ट किया;
And Thamud - and He did not spare [them] -
Aur samood ko bhi ( jin men say ) aik ko bhi baqi na rakha.
और समूद को भी। फिर किसी को बाक़ी न छोड़ा।
And the people of Noah before. Indeed, it was they who were [even] more unjust and oppressing.
Aur iss say pehlay Qom-e-nooh ko yaqeenan woh baray zalim aur sirkash thay.
और उस से पहले नूह की क़ौम को भी। बेशक वे ज़ालिम और सरकश थे
And the overturned towns He hurled down
Aur motafiqa ( shehar ya utti hui bastiyon ko ) ussi ney ulat diya.
उलट जाने वाली बस्ती को भी फेंक दिया।
And covered them by that which He covered.
Phir uss per cha diya jo chaya.
तो ढँक लिया उसे जिस चीज़ ने ढँक लिया;
Then which of the favors of your Lord do you doubt?
Pus aey insan tu apney rab ki kiss neimat kay baray mein jhagray ga?
फिर तू अपने रब के चमत्कारों में से किस-किस के विषय में संदेह करेगा?
This [Prophet] is a warner like the former warners.
Yeh ( nabi ) daranay walay hain pehlay daramay walon mensay.
यह पहले के सावधान-कर्ताओं के सदृश एक सावधान करने वाला है
The Approaching Day has approached.
Aanay wali ghari qareeb aagaee hai.
निकट आने वाली (क़ियामत की घड़ी) निकट आ गई
Of it, [from those] besides Allah , there is no remover.
Allah kay siwa iss ka ( waqt moayyen per khol ) dikhaney wala koi nahi.
अल्लाह के सिवा कोई नहीं जो उसे प्रकट कर दे
Indeed, all things We created with predestination.
Be-shak hum ney her cheez ko aik ( muqarra ) andazay per peda kia hai.
निश्चय ही हम ने हर चीज़ एक अंदाज़े के साथ पैदा की है
No disaster strikes upon the earth or among yourselves except that it is in a register before We bring it into being - indeed that, for Allah , is easy -
Na koi museebat duniya main aati hai na ( Khaas ) tumhari jaanon main magar iss say pehlay kay hum usko peda keran woh aik khaas kitab main likhi hui hai yeh ( kaam ) Allah taalaa per ( bilkul ) aasan hai
जो मुसीबतें भी धरती में आती है और तुम्हारे अपने ऊपर, वह अनिवार्यतः एक किताब में अंकित है, इससे पहले कि हम उसे अस्तित्व में लाएँ - निश्चय ही यह अल्लाह के लिए आसान है -
No disaster strikes except by permission of Allah . And whoever believes in Allah - He will guide his heart. And Allah is Knowing of all things.
Koi museebat Allah ki ijazat kay baghair nahi phonch sakti jo Allah per eman laye Allah uss kay dil ko hidayat deta hai aur Allah her cheez ko khoob jannay wala hai.
अल्लाह की अनुज्ञा के बिना कोई भी मुसीबत नहीं आती। जो अल्लाह पर ईमान ले आए अल्लाह उस के दिल को मार्ग दिखाता है, और अल्लाह हर चीज को भली-भाँति जानता है
And they will not remember except that Allah wills. He is worthy of fear and adequate for [granting] forgiveness.
Aur wo us waqat nasehat hasil kerein gay jab Allah Talah chahein wo issi laiq hein kay issy darein aur iss laiq bhi kay wo bakhshy
और वे नसीहत हासिल नहीं करेंगे। यह और बात है कि अल्लाह ही ऐसा चाहे। वही इस योग्य है कि उस का डर रखा जाए और इस योग्य भी कि क्षमा करे
We have created them and strengthened their forms, and when We will, We can change their likenesses with [complete] alteration.
Hum ney inhein peda kiya aur hum ney hi in key jor aur bandhan mazboot kiey aur hum jab chahen in kay ewaz in jesay auron ko badal layen
हम ने उन्हें पैदा किया और उन के जोड़-बन्द मज़बूत किेए और हम जब चाहे उन जैसों को पूर्णतः बदल दें
And you do not will except that Allah wills. Indeed, Allah is ever Knowing and Wise.
Aur tum na chahogay magar yeh kay Allah Taalaa hi chahey beshak Allah Talah ilm wala ba hikmat hai
और तुम नहीं चाह सकते सिवाय इस के कि अल्लाह चाहे। निस्संदेह अल्लाह सर्वज्ञ, तत्वदर्शी है
He admits whom He wills into His mercy; but the wrongdoers - He has prepared for them a painful punishment.
Jissay chahey apni rehmat mein daakhil kerley aur zaalimon kay liye uss ney dard naak azab tayyar ker rakha hai
वह जिसे चाहता है अपनी दयालुता में दाख़िल करता है। रहे ज़ालिम, तो उन के लिए उस ने दुखद यातना तैयार कर रखी है