And who would be averse to the religion of Abraham except one who makes a fool of himself. And We had chosen him in this world, and indeed he, in the Hereafter, will be among the righteous.
Deen-e-ibrahim say wohi bey raghabti keray ga jo mehaz bey waqoof ho hum ney to ussay duniya mein bhi bar gazeedah kiya tha aur aakhirat mein bhi woh nekon kaaron mein say hai.
और कौन है जो इब्राहीम (अलै॰) के दीन को पसंद न करे मगर वह जिसने अपने आपको बेवक़ूफ़ बना लिया हो; हालाँकि हमने उसको दुनिया में चुन लिया था, और आख़िरत में वह सालिहीन में से होगा।
There is no blame upon you for seeking bounty from your Lord [during Hajj]. But when you depart from 'Arafat, remember Allah at al- Mash'ar al-Haram. And remember Him, as He has guided you, for indeed, you were before that among those astray.
Tum per apney rab ka fazal ka talash kerney mein koi gunah nahi jab tum arfaat say loto to to mash’ar-e-haram kay pass zikar-e-elahee kero aur uss ka zikar kero jaisay kay uss ney tumhen hidayat di halankay tum iss say pehlay raah bhoolay huye thay.
इसमें कोई गुनाह नहीं कि तुम अपने रब का फ़ज़्ल भी तलाश करो, फिर जब तुम लोग अरफ़ात से वापस हो तो अल्लाह को याद करो मशअरे-हराम के नज़दीक, और उस (अल्लाह) को वैसे ही याद करो जिस तरह उसने तुम्हें बताया है, वर्ना तुम इससे पहले यक़ीनन राह से भटके हुए लोगों में से थे।
These are the verses of Allah which We recite to you, [O Muhammad], in truth. And indeed, you are from among the messengers.
Yeh Allah Taalaa ki aayaten hain jinhen hum haqqaaniyat kay sath aap per parhtay hain bil yaqeen aap rasoolon mein say hain.
ये अल्लाह की आयतें हैं जो हम आपको सुनाते हैं ठीक-ठीक, और बेशक आप पैग़म्बरों में से हो।
And he swore [by Allah ] to them, "Indeed, I am to you from among the sincere advisors."
Aur inn dono kay roo baroo qasam kha li kay yaqeen janiye mein tum dono ka khair khuwa hun.
और उसने क़सम खा कर कहा कि मैं तुम दोनों का ख़ैर-ख़्वाह हूँ।
He said, "Yes, and, [moreover], you will be among those made near [to me]."
Firaon ney kaha kay haan aur tum muqarrab logon mein shamil hojao gay.
फ़िरऔन ने कहाः हाँ, और यक़ीनन तुम हमारे क़रीबी लोगों में से बन जाओगे।
But no one believed Moses, except [some] youths among his people, for fear of Pharaoh and his establishment that they would persecute them. And indeed, Pharaoh was haughty within the land, and indeed, he was of the transgressors
Pus musa ( alh-e-salam ) per unn ki qom mein say sirf qadray qaleel aadmi eman laye woh bhi firaon say aur apney hukkaam say dartay dartay kay kahin unn ko takleef phonchaye uss mulk mein firaon tha bhi sirkash aur tha bhi woh insaf ki hadd say guzar janey walon mein.
फिर मूसा (अलै॰) को उसकी क़ौम में से चंद नौजवानों के सिवा किसी ने न माना फ़िरऔन के डर से और ख़ुद अपनी क़ौम के बड़े लोगों के डर से कि कहीं वह उनको किसी फ़ित्ने में न डाल दें, बेशक फ़िरऔन ज़मीन में ग़लबा रखता था और वह उन लोगों में से था जो हद से गुज़र जाते हैं।
We relate to you, [O Muhammad], the best of stories in what We have revealed to you of this Qur'an although you were, before it, among the unaware.
Hum aap kay samney behtareen biyan paish kertay hain iss waja say kay hum ney aap ki janib yeh quran wahee kay zariye nazil kiya hai aur yaqeenan aap iss say pehlay bey khabron mein say thay.
हम आपको बेहतरीन वाक़िआ सुनाते हैं उस क़ुरआन की बदौलत जो हमने आपकी तरफ़ वह्य किया, वर्ना इससे पहले बेशक आप बेख़बरों में से थे।
Said [the king to the women], "What was your condition when you sought to seduce Joseph?" They said, "Perfect is Allah ! We know about him no evil." The wife of al-'Azeez said, "Now the truth has become evident. It was I who sought to seduce him, and indeed, he is of the truthful.
Badshah ney poocha aey aurto! Uss waqt ka sahih waqiya kiya hai jab tum dao fareb kerkay yousuf ko uss ki dili manshah say behkana chahati thi unhon ney saaf jawab diya kay maaz Allah hum ney yousuf mein koi buraee nahi paee phir to aziz ki biwi bhi bol uthi kay abb to sachi baat nithar aaee. Mein ney hi ussay warghalaya tha uss kay ji say aur yaqeenan woh sachon mein say hai.
बादशाह ने पूछाः तुम्हारा क्या माजरा है जब तुमने यूसुफ़ को फुसलाने की कोशिश की थी, उन्होंने कहाः हाशा-लिल्लाह! (अल्लाह की पनाह) हमने उसमें कुछ बुराई नहीं पाई, अज़ीज़ की बीवी ने कहा कि अब हक़ खुल गया, मैंने ही उसको फुसलाने की कोशिश की थी और वह यक़ीनन सच्चा है।
Except his wife." Allah decreed that she is of those who remain behind.
Siwaye uss ( loot ) ki biwi kay kay hum ney ussay rukney aur baqi reh janey walon mein muqarrar ker diya hai.
सिवाए उनकी बीवी के कि हमने अंदाज़ा कर लिया है कि वह ज़रूर मुजरिम लोगों में रह जाएगी।
And We gave him good in this world, and indeed, in the Hereafter he will be among the righteous.
Hum ney ussay duniya mein bhi behtri di thi aur be-shak woh aakhirat mein neko kaaron mein say hain.
और हमने उसको दुनिया में भी भलाई दी और यक़ीनन आख़िरत में भी वे अच्छे लोगों में से होगा।
They said, "Who has done this to our gods? Indeed, he is of the wrongdoers."
Kehney lagay kay humaray khudaon kay sath yeh kiss ney kiya? Aisa shaks to yaqeenan zalimon mein say hai.
वे कहने लगे, "किसने हमारे देवताओं के साथ यह हरकत की है? निश्चय ही वह कोई ज़ालिम है।"
And those who accuse their wives [of adultery] and have no witnesses except themselves - then the witness of one of them [shall be] four testimonies [swearing] by Allah that indeed, he is of the truthful.
Jo log apni biwiyon per bad-kaari ki tohmat lagayen aur unn ka koi gawah ba-juz khud unn ki zaat kay na ho to aisay logon mein say her aik ka saboot yeh hai kay char martaba Allah ki qasam kha ker kahen kay woh sachon mein say hain.
और जो लोग अपनी पत्नियों पर दोषारोपण करें और उन के पास स्वयं के सिवा गवाह मौजूद न हों, तो उन में से एक (अर्थात पति) चार बार अल्लाह की क़सम खाकर यह गवाही दे कि वह बिलकुल सच्चा है
But it will prevent punishment from her if she gives four testimonies [swearing] by Allah that indeed, he is of the liars.
Aur uss aurat say saza iss tarah door hosakti hai kay woh char martaba Allah ki qasam kha ker kahey kay yaqeenan iss ka mard jhoot bolney walon mein say hai.
पत्ऩी से भी सज़ा को यह बात टाल सकती है कि वह चार बार अल्लाह की क़सम खाकर गवाही दे कि वह बिलकुल झूठा है
You are but a man like ourselves, and indeed, we think you are among the liars.
Aur tu to hum hi jaisa aik insan hai aur hum to tujhay jhoot bolney walon mein say hi samajhtay hain.
और तू बस हमारे ही जैसा एक आदमी है और हम तो तुझे झूठा समझते हैं
And We gave to Him Isaac and Jacob and placed in his descendants prophethood and scripture. And We gave him his reward in this world, and indeed, he is in the Hereafter among the righteous.
Aur hum ney unhen ( ibrahim ko ) ishaq-o-yaqoob ( alheem-us-salam ) ata kiye aur hum ney naboowat aur kitab unn ki aulad mein hi kerdi aur hum ney duniya mein bhi ussay sawab diya aur aakhirat mein to woh saleh logon mein say hai.
और हम ने उसे इसहाक़ और याक़ूब प्रदान किए और उस की संतति में नुबूवत (पैग़म्बरी) और किताब का सिलसिला जारी किया और हम ने उसे संसार में भी उस का अच्छा प्रतिदान प्रदान किया। और निश्चय ही वह आख़िरत में अच्छे लोगों में से होगा
Indeed you, [O Muhammad], are from among the messengers,
Kay be-shak aap payghumbaron mein hain.
- कि तुम निश्चय ही रसूलों में से हो
Who would say, 'Are you indeed of those who believe
Jo ( mujh say ) kaha kerta tha kay kiya tu ( qayamat kay aaney ka ) yaqeen kerney walon mein say hai?
जो कहा करता था क्या तुम भी पुष्टि करने वालों में से हो?
And indeed, Elias was from among the messengers,
Be-shak ilyas ( alh-e-salam ) bhi payghumbaron mein say thay.
और निस्संदेह इलयास भी रसूलों में से था।
And indeed, Jonah was among the messengers.
Aur bila-shuba younus ( alh-e-salam ) nabiyon mein say thay.
और निस्संदेह यूनुस भी रसूलो में से था
And indeed they are, to Us, among the chosen and outstanding.
Yeh sab humaray nazdeek bargazeedah aur behtareen log thay.
और निश्चय ही वे हमारे यहाँ चुने हुए नेक लोगों में से हैं
Lest a soul should say, "Oh [how great is] my regret over what I neglected in regard to Allah and that I was among the mockers."
( Aisa na ho kay ) koi shaks kahey haaye afsos! Iss baat per kay mein ney Allah Taalaa kay haq mein kotahee ki bulkay mein to mazaq uraney walon mein hi raha.
कहीं ऐसा न हो कि कोई व्यक्ति कहने लगे, "हाय, अफ़सोस उस पर! जो कोताही अल्लाह के हक़ में मैंने की। और मैं तो परिहास करने वालों मे ही सम्मिलित रहा।"