Then whoever alters the bequest after he has heard it - the sin is only upon those who have altered it. Indeed, Allah is Hearing and Knowing.
Abb jo shaks issay sunney kay baad badal dey uss ka gunah badlaney walay per hi hoga waqaee Allah Taalaa sunney wala janney wala hai.
फिर जो कोई वसीयत को सुनने के बाद उसको बदल डाले तो उसका गुनाह उसी पर होगा जिसने उसको बदला; यक़ीनन अल्लाह सुनने वाला, जानने वाला है।
And do not make [your oath by] Allah an excuse against being righteous and fearing Allah and making peace among people. And Allah is Hearing and Knowing.
Aur Allah Taalaa ko apni qasmon ka iss tarah nishana na banao kay bhalaee aur perhezgari aur logon kay darmiyan ki islaah ko chor betho aur Allah Taalaa sunney wala janney wala hai.
और अल्लाह (के नाम) को अपनी क़समों में इस नीयत से इस्तेमाल न करो कि उसके ज़रिए नेकी और तक़वे के कामों और लोगों के दरमियान सुलह व सफ़ाई कराने से बच सको; और अल्लाह सब कुछ सुनता-जानता है।
And if they decide on divorce - then indeed, Allah is Hearing and Knowing.
Aur agar tallaq ka hi qasad ker len to Allah Taalaa sunney wala janney wala hai.
और अगर वे तलाक़ का फ़ैसला कर लें तो यक़ीनन अल्लाह सुनने वाला, जानने वाला है।
And fight in the cause of Allah and know that Allah is Hearing and Knowing.
Allah ki raah mein jihad kero aur jaan lo kay Allah Taalaa sunta janta hai.
और अल्लाह की राह में लड़ो, और जान लो कि अल्लाह सुनने वाला, जानने वाला है।
There shall be no compulsion in [acceptance of] the religion. The right course has become clear from the wrong. So whoever disbelieves in Taghut and believes in Allah has grasped the most trustworthy handhold with no break in it. And Allah is Hearing and Knowing.
Deen kay baray mein koi zabardasti nahi hodayat zalalat say roshan ho chuki hai iss liye jo shaks Allah Taalaa kay siwa doosray maboodon ka inkar ker kay Allah Taalaa per eman laye uss ney mazboot karay ko thaam liya jo kabhi na tootay ga aur Allah Taalaa sunney wala janney wala hai.
दीन के मामले में कोई ज़बरदस्ती नहीं, हिदायत अलग हो चुकी है गुमराही से, पस जिस शख़्स ने शैतान का इनकार किया और अल्लाह पर ईमान लाया उसने मज़बूत हल्क़ा पकड़ लिया जो टूटने वाला नहीं, और अल्लाह सुनने वाला, जानने वाला है।
Descendants, some of them from others. And Allah is Hearing and Knowing.
Kay yeh sab aapas mein aik doosray ki nasal say hain aur Allah Taalaa sunta janta hai.
ये सब एक-दूसरे की औलाद हैं, और अल्लाह सुनने वाला, जानने वाला है।
And [remember] when you, [O Muhammad], left your family in the morning to post the believers at their stations for the battle [of Uhud] - and Allah is Hearing and Knowing -
Aey nabi! Uss waqt ko bhi yaad kero jab subha hi subha aap apney ghar say nikal ker musalmanon ko maidan-e-jang mein laraee kay morchon mein bitha rahey thay Allah Taalaa sunney janney wala hai.
वह वक़्त याद करें जब आप सुबह के वक़्त अपने घर से निकल कर मुसलमानों को जंग के ठिकानों पर जमा रहे थे, और अल्लाह सब कुछ सुनने वाला, जानने वाला है।
And if an evil suggestion comes to you from Satan, then seek refuge in Allah . Indeed, He is Hearing and Knowing.
Aur agar aap ko koi waswasa shetan ki taraf say aaney lagay to Allah ki panah maang liya kijiye bila shuba woh khoob sunnay wala khoob jannay wala hai.
और अगर आपको कोई वसवसा शैतान की तरफ़ से आए तो अल्लाह की पनाह माँगिए, बेशक वह सुनने वाला, जानने वाला है।
And you did not kill them, but it was Allah who killed them. And you threw not, [O Muhammad], when you threw, but it was Allah who threw that He might test the believers with a good test. Indeed, Allah is Hearing and Knowing.
So tum ney unhen qatal nahi kiya lekin Allah Taalaa ney unhen qatal kiya. Aur aap ney khaak ki muthi nahi phenki bulkay Allah Taalaa ney woh phenki aur takay musalmanon ko apni taraf say unn ki mehnat ka khoob ewaz dey bila shuba Allah Taalaa khoob sunnay wala khoob jannay wala hai.
पस उनको तुमने क़त्ल नहीं किया बल्कि अल्लाह ने उन्हें क़त्ल किया, और जब आपने उन पर ख़ाक फेंकी तो आप ने नहीं फेंकी बल्कि अल्लाह ने फेंकी ताकि अल्लाह अपनी तरफ़ से ईमान वालों पर ख़ूब एहसान करे, बेशक अल्लाह सुनने वाला, जानने वाला है।
That is because Allah would not change a favor which He had bestowed upon a people until they change what is within themselves. And indeed, Allah is Hearing and Knowing.
Yeh iss liye kay Allah aisa nahi kay kissi qom per koi nemat inam farma ker phir badal dey jab tak kay woh khud apni uss halat ko na badal den jo kay unn ki apni thi aur yeh kay Allah sunnay wala hai.
यह इस वजह से हुआ कि अल्लाह उस ईनाम को जो वह किसी क़ौम पर करता है उस वक़्त तक नहीं बदलता जब तक कि उसको ख़ुद न बदल दें जो उनके दिलों में है, और बेशक अल्लाह सुनने वाला, जानने वाला है।
And among the bedouins are some who consider what they spend as a loss and await for you turns of misfortune. Upon them will be a misfortune of evil. And Allah is Hearing and Knowing.
Aur inn dehatiyon mein baaz aisay hain kay jo kuch kharach kertay hain uss ko jurmana samajhtay hain aur tum musalmanon kay wastay buray waqt kay muntazir rehtay hain bura waqt inn hi per parney wala hai aur Allah sunnay wala aur jannay wala hai.
और उन देहातियों में से बअज़ ऐसे हैं कि जो कुछ ख़र्च करते हैं उसको जुर्माना समझते हैं और तुम मुसलमानों के वास्ते बुरे वक़्त के मुंतज़िर रहते हैं, बुरा वक़्त उन्हीं पर पड़ने वाला है और अल्लाह सुनने वाला, जानने वाला है।
Take, [O, Muhammad], from their wealth a charity by which you purify them and cause them increase, and invoke [ Allah 's blessings] upon them. Indeed, your invocations are reassurance for them. And Allah is Hearing and Knowing.
Aap inn kay maalon mein sadqa ley lijiye jiss kay zariye say aap inn ko pak saaf ker den aur inn kay liye dua kijiye bila shuba aap ki dua inn kay liye mojib-e-itminaan hai aur Allah Taalaa khoob sunta hai khoob janta hai.
आप उनके मालों में से सदक़ा लीजिए जिससे आप उनको पाक करोगे और उसके ज़रिए उनका तज़किया करोगे, और आप उनके लिए दुआ कीजिए बेशक आपकी दुआ उनके लिए तस्कीन का सबब होगी, और अल्लाह सब कुछ सुनने वाला, जानने वाला है।
O you who have believed, do not follow the footsteps of Satan. And whoever follows the footsteps of Satan - indeed, he enjoins immorality and wrongdoing. And if not for the favor of Allah upon you and His mercy, not one of you would have been pure, ever, but Allah purifies whom He wills, and Allah is Hearing and Knowing.
eman walo! Shetan kay qadam-ba-qadam na chalo. Jo shaks shetani qadmon ki pairwee keray to woh to bey hayaee aur buray kaamon ka hi hukum keray ga. Aur agar Allah Taalaa ka fazal-o-karam tum per na hota to tum mein say koi bhi kabhi bhi pak saaf na hota. Lekin Allah Taalaa jissay pak kerna chahaye ker deta hai aur Allah sab sunnay wala sab jannay wala hai.
ऐ ईमान लाने वालो! शैतान के पद-चिन्हों पर न चलो। जो कोई शैतान के पद-चिन्हों पर चलेगा तो वह तो उसे अश्लीलता और बुराई का आदेश देगा। और यदि अल्लाह का उदार अनुग्रह और उस की दयालुता तुम पर न होती तो तुम में से कोई भी आत्म-विश्वास को प्राप्त न कर सकता। किन्तु अल्लाह जिसे चाहता है, सँवारता-निखारता है। अल्लाह तो सब कुछ सुनता, जानता है
And women of post-menstrual age who have no desire for marriage - there is no blame upon them for putting aside their outer garments [but] not displaying adornment. But to modestly refrain [from that] is better for them. And Allah is Hearing and Knowing.
Bari boorhi aurten jinhen nikah ki umeed ( aur khuwaish hi ) na rahi ho woh apnay agar apnay kapray utar rakhen to unn per koi gunah nahi ba-shart-e-kay woh apna banao singhaar zahir kerney waliyan na hon tahum inn say bhi ehtiyaat rakhen to inn kay liye boht afzal hai aur Allah Taalaa sunta janta hai.
जो स्त्रियाँ युवावस्था से गुज़र कर बैठ चुकी हों, जिन्हें विवाह की आशा न रह गई हो, उन पर कोई दोष नहीं कि वे अपने कपड़े (चादरें) उतारकर रख दें जबकि वे शृंगार का प्रदर्शन करने वाली न हों। फिर भी वे इस से बचें तो उन के लिए अधिक अच्छा है। अल्लाह भली-भाँति सुनता, जानता है
Say, "If I should err, I would only err against myself. But if I am guided, it is by what my Lord reveals to me. Indeed, He is Hearing and near."
Keh dijiye! kay agar mein behak jaon to meray behakney ( ka wabaal ) mujh per hi hai aur agar mein raahe-hidayat per hun to ba-sabab iss wahee kay jo mera perwerdigar mujhay kerta hai woh bara hu sunnay wala aur boht hi qareeb hai.
कहो, "यदि मैं पथभ्रष्ट हो जाऊँ तो पथभ्रष्ट होकर मैं अपना ही बुरा करूँगा, और यदि मैं सीधे मार्ग पर हूँ, तो इसका कारण वह प्रकाशना है जो मेरा रब मेरी ओर करता है। निस्संदेह वह सब कुछ सुनता है, निकट है।"
O you who have believed, do not put [yourselves] before Allah and His Messenger but fear Allah . Indeed, Allah is Hearing and Knowing.
Aey eman walay logo! Allah aur uss kay rasool say aagay na barho aur Allah say dartay raha kero. Yaqeenan Allah Taalaa sunnay wala, jannay wala hai.
ऐ ईमान वालो! अल्लाह और उस के रसूल से आगे न बढो और अल्लाह का डर रखो। निश्चय ही अल्लाह सुनता, जानता है