Allah has sent down the best statement: a consistent Book wherein is reiteration. The skins shiver therefrom of those who fear their Lord; then their skins and their hearts relax at the remembrance of Allah . That is the guidance of Allah by which He guides whom He wills. And one whom Allah leaves astray - for him there is no guide.
Allah Taalaa ney behtareen kalam nazil farmaya hai jo aisi kitab hai kay aapas mein milti julti aur baar baar dohraee hui aayaton ki hai jiss say unn logon kay rongtay kharay hojatay hain jo apnay rab ka khof rakhtay hain aakhir mein unn kay jisam aur dil Allah Taalaa kay zikar ki taraf naram hojatay hain yeh hai Allah Taalaa ki hidayat jiss kay zariyey jissay chahaye raah-e-raast per laga deta hai. Aur jissay Allah Taalaa hi raah bhula dey uss ka koi hadi nahi.
अल्लाह ने सर्वोत्तम वाणी अवतरित की, एक ऐसी किताब जिस के सभी भाग परस्पर मिलते-जुलते हैं, जो रुख़ फेर देने वाली (क्रांतिकारी) है। उस से उन लोगों के रोंगटे खड़े हो जाते हैं जो अपने रब से डरते हैं। फिर उन की खालें (शरीर) और उन के दिल नर्म होकर अल्लाह की याद की ओर झुक जाते हैं। वह अल्लाह का मार्गदर्शन है, उस के द्वारा वह सीधे मार्ग पर ले आता है, जिसे चाहता है। और जिस को अल्लाह पथभ्रष्ट रहने दे, फिर उस के लिए कोई मार्गदर्शक नहीं
Is not Allah sufficient for His Servant [Prophet Muhammad]? And [yet], they threaten you with those [they worship] other than Him. And whoever Allah leaves astray - for him there is no guide.
Kiya Allah Taalaa apnay bandon kay liye kafi nahi? Yeh log aap ko Allah kay siwa auron say dara rahey hain aur jissay Allah gumrah ker day uss ki rehnumaee kerney wala koi nahi.
क्या अल्लाह अपने बन्दे के लिए काफ़ी नहीं है, यद्यपि वे तुम्हें उन से डराते हैं, जो उस के सिवा (उन्होंने अपने सहायक बना रखे) हैं? अल्लाह जिसे गुमराही में डाल दे उसे मार्ग दिखाने वाला कोई नही
And whoever Allah guides - for him there is no misleader. Is not Allah Exalted in Might and Owner of Retribution?
Aur jissay woh hidayat day ussay koi gumrah kerney wala nahi kiya Allah Taalaa ghalib aur badla lenay wala nahi hai?
और जिसे अल्लाह मार्ग दिखाए उसे गुमराह करने वाला भी कोई नहीं। क्या अल्लाह प्रभुत्वशाली, बदला लेने वाला नहीं है?
Say, "To Allah belongs [the right to allow] intercession entirely. To Him belongs the dominion of the heavens and the earth. Then to Him you will be returned."
Keh dijiye! Kay tamam sifarish ka mukhtar Allah hi hai. Tamam aasmano aur zamin ka raaj ussi kay liye hai tum sab ussi k taraf pheray jao gay.
कहो, "सिफ़ारिश तो सारी की सारी अल्लाह के अधिकार में है। आकाशों और धरती की बादशाही उसी की है। फिर उसी की ओर तुम लौटाए जाओगे।"
And return [in repentance] to your Lord and submit to Him before the punishment comes upon you; then you will not be helped.
Tum ( sab ) apnay perwerdigar ki taraf jhuk paro aur uss ki hukum bardaari kiye jao iss say qabal kay tumharay pass azab aajaye aur phir tumhari madad na ki jaye.
रुजू हो अपने रब की ओर और उस के आज्ञाकारी बन जाओ, इस से पहले कि तुम पर यातना आ जाए। फिर तुम्हारी सहायता न की जाएगी
To Him belong the keys of the heavens and the earth. And they who disbelieve in the verses of Allah - it is those who are the losers.
Aasmano aur zamin ki kunjiyon ka malik wohi hai jin jin logon ney Allah ki aayaton ka inkar kiya wohi khasarah paney walay hain.
उसी के पास आकाशों और धरती की कुँजियाँ हैं। और जिन लोगों ने हमारी आयतों का इनकार किया, वही हैं जो घाटे में हैं
The Day you will turn your backs fleeing; there is not for you from Allah any protector. And whoever Allah leaves astray - there is not for him any guide.
Jiss din tum peeth pher ker loto gay tumhen Allah say bachaney wala koi na hoga aur jissay Allah gumrah ker day uss ka hadi koi nahi.
जिस दिन तुम पीठ फेरकर भागोगे, तुम्हें अल्लाह से बचाने वाला कोई न होगा - और जिसे अल्लाह ही भटका दे उसे मार्ग दिखाने वाला कोई नहीं। -
Assuredly, that to which you invite me has no [response to a] supplication in this world or in the Hereafter; and indeed, our return is to Allah , and indeed, the transgressors will be companions of the Fire.
Yeh yaqeeni amar hai kay tum mujhay jiss ki taraf bula rahey ho woh to na duniya mein pukaray janey kay qabil hai na aakhirat mein aur yeh ( bhi yaqeeni baat hai ) kay hum sab ka lotna Allah ki taraf hai aur hadd say guzar janey walay hi ( yaqeenan ) ahl-e-dozakh hain.
निस्संदेह तुम मुझे जिस की ओर बुलाते हो उस के लिए न संसार में आमंत्रण है और न आख़िरत (परलोक) में और यह की हमें लौटना भी अल्लाह ही की ओर है और यह कि जो मर्यादाहीन हैं, वही आग (में पड़ने) वाले हैं
He it is who gives life and causes death; and when He decrees a matter, He but says to it, "Be," and it is.
Wohi hai jo jilata hai aur maar dalta hai phir woh jab kissi kaam ka kerna muqarrar kerta hai to ussay sirf yeh kehta hai kay hoja pus woh hojata hai.
वही है जो जीवन और मृत्यु देता है, और जब वह किसी काम का फ़ैसला करता है, तो उस के लिए बस कह देता है कि 'हो जा' तो वह हो जाता है
But if they are arrogant - then those who are near your Lord exalt Him by night and by day, and they do not become weary.
Phir bhi agar yeh kibr-o-ghuroor keren to woh ( farishtay ) jo aap kay rab kay nazdeek hain woh to raat din uss ki tasbeeh biyan ker rahen hain aur ( kissi waqt bhi ) nahi uktatay.
लेकिन यदि वे घमंड करें (और अल्लाह को याद न करें), तो जो फ़रिश्ते तुम्हारे रब के पास हैं वे तो रात और दिन उस की तसबीह करते ही रहते हैं और वे उकताते नहीं
To Him belongs whatever is in the heavens and whatever is in the earth, and He is the Most High, the Most Great.
Aasmano ki ( tamam ) cheezen aur jo kuch zamin mein hai sab ussi ka hai woh bartar aur azeem-us-shan hai.
आकाशों और धरती में जो कुछ है उसी का है और वह सर्वोच्च महिमावान है
To Him belong the keys of the heavens and the earth. He extends provision for whom He wills and restricts [it]. Indeed He is, of all things, Knowing.
Aasmano aur zamin ki kunjiyan ussi ki hain jiss ki chahye rozi kushada ker day aur tang ker day yaqeenan woh her cheez jannay wala hai.
आकाशों और धरती की कुंजियाँ उसी के पास हैं। वह जिस के लिए चाहता है रोज़ी कुशादा कर देता है और जिस के लिए चाहता है नपी-तुली कर देता है। निस्संदेह उसे हर चीज़ का ज्ञान है
And those who argue concerning Allah after He has been responded to - their argument is invalid with their Lord, and upon them is [His] wrath, and for them is a severe punishment.
Aur jo log Allah Taalaa ki baton mein jhagra daltay hain iss kay baad kay ( makhlooq ) ussay maan chuki unn ki cut hujjati Allah kay nazdeek batil hai aur unn per ghazab hai aur unn kay liye sakht azab hai.
जो लोग अल्लाह के विषय में झगड़ते हैं, इस के पश्चात कि उस की पुकार स्वीकार कर ली गई, उन का झगड़ना उन के रब की स्पष्ट में बिलकुल न ठहरने वाला (असत्य) है। प्रकोप है उन पर और उन के लिए कड़ी यातना है
Whoever desires the harvest of the Hereafter - We increase for him in his harvest. And whoever desires the harvest of this world - We give him thereof, but there is not for him in the Hereafter any share.
Jiss ka iradah aakhirat ki kheti ka ho hum ussay uss ki kheti mein taraqqi den gay aur jo duniya ki kheti ki talab rakhta ho hum ussay uss mein say ho kuch dey den gay aisay shaks ka aakhirat mein koi hissa nahi.
जो कोई आख़िरत की खेती चाहता है, हम उस के लिए उस की खेती में बढ़ोत्तरी प्रदान करेंगे और जो कोई दुनिया की खेती चाहता है, हम उस में से उसे कुछ दे देते हैं, किन्तु आख़िरत में उस का कोई हिस्सा नहीं
Whoever desires the harvest of the Hereafter - We increase for him in his harvest. And whoever desires the harvest of this world - We give him thereof, but there is not for him in the Hereafter any share.
Jiss ka iradah aakhirat ki kheti ka ho hum ussay uss ki kheti mein taraqqi den gay aur jo duniya ki kheti ki talab rakhta ho hum ussay uss mein say ho kuch dey den gay aisay shaks ka aakhirat mein koi hissa nahi.
जो कोई आख़िरत की खेती चाहता है, हम उस के लिए उस की खेती में बढ़ोत्तरी प्रदान करेंगे और जो कोई दुनिया की खेती चाहता है, हम उस में से उसे कुछ दे देते हैं, किन्तु आख़िरत में उस का कोई हिस्सा नहीं
It is that of which Allah gives good tidings to His servants who believe and do righteous deeds. Say, [O Muhammad], "I do not ask you for this message any payment [but] only good will through kinship." And whoever commits a good deed - We will increase for him good therein. Indeed, Allah is Forgiving and Appreciative.
Yehi woh hai jiss ki bisharat Allah Taalaa apney bandon ko dey raha hai jo eman laye aur ( sunnat kay mutabiq ) nek aemaal kiyey to keh dijiyey! Kay mein iss per tum say koi badla nahi chahata magar mohabbat rishtaydaari ki jo shaks koi neki keray hum uss kay liye uss ki neki mein aur neki barha den gay be-shak Allah Taalaa boht bakhshney wala ( aur ) boht qadardaan hai.
उसी की शुभ सूचना अल्लाह अपने बन्दों को देता है जो ईमान लाए और उन्होंने अच्छे कर्म किए। कहो, "मैं इसका तुम से कोई पारिश्रमिक नहीं माँगता, बस निकटता का प्रेम-भाव चाहता हूँ, जो कोई नेकी कमाएगा हम उस के लिए उस में अच्छाई की अभिवृद्धि करेंगे। निश्चय ही अल्लाह अत्यन्त क्षमाशील, गुणग्राहक है।"
And he whom Allah sends astray - for him there is no protector beyond Him. And you will see the wrongdoers, when they see the punishment, saying, "Is there for return [to the former world] any way?"
Aur jissay Allah Taalaa behka dey uss ka iss kay baad koi chara saaz nahi aur tu dekhay ga kay zalim log azab ko dekh ker keh rahen hongay kay kiya wapis janey ki koi raah hai.
जिस व्यक्ति को अल्लाह गुमराही में डाल दे, तो उस के पश्चात उसे सम्भालने वाला कोई भी नहीं। तुम ज़ालिमों को देखोगे कि जब वे यातना को देख लेंगे तो कह रहे होंगे, "क्या लौटने का भी कोई मार्ग है?"
And there will not be for them any allies to aid them other than Allah . And whoever Allah sends astray - for him there is no way.
Unn kay koi madadgar nahi jo Allah Taalaa say alag unn ki madad ker saken aur jissay Allah gumrah kerdey uss kay liye koi raasta hi nahi.
और उन के कुछ संरक्षक भी न होंगे, जो सहायता करके उन्हें अल्लाह से बचा सकें। जिसे अल्लाह गुमराही में डाल दे तो उस के लिए फिर कोई मार्ग नहीं।"
Respond to your Lord before a Day comes from Allah of which there is no repelling. No refuge will you have that day, nor for you will there be any denial.
Apnay rab ka hukum maan lo iss say pehlay kay Allah ki janib say woh din aajaye jiss ka hut jana na-mumkin hai tumhen uss roz na koi panah ki jagah milay gi na chup ker anjan bann janey ki.
अपने रब की बात मान लो इस से पहले कि अल्लाह की ओर से वह दिन आ जाए जो पलटने का नहीं। उस दिन तुम्हारे लिए न कोई शरण-स्थल होगा और न तुम किसी चीज़ को रद्द कर सकोगे
The path of Allah , to whom belongs whatever is in the heavens and whatever is on the earth. Unquestionably, to Allah do [all] matters evolve.
Uss Allah ki raah ki jiss ki milkiyat mein aasmano aur zamin ki her cheez hai. Aagah raho sab kaam Allah Taalaa hi ki taraf lot-tay hain.
उस अल्लाह के मार्ग की ओर जिस का वह सब कुछ है, जो आकाशों में है और जो धरती में है। सुन लो, सारे मामले अन्ततः अल्लाह ही की ओर पलटते हैं
That you may settle yourselves upon their backs and then remember the favor of your Lord when you have settled upon them and say. "Exalted is He who has subjected this to us, and we could not have [otherwise] subdued it.
Takay tum inn ki peeth per jamm ker sawar hua kero phir apnay rab ki nemat ko yaad kero jab iss per theek thaak beth jaoaur kaho pak zaat hai uss ki jiss ney issay humaray bus mein ker diya halankay humen issay qaboo kerney ki taqat na thi.
ताकि तुम उन की पीठों पर जमकर बैठो, फिर याद करो अपने रब की अनुकम्पा को जब तुम उन पर बैठ जाओ और कहो, "कितना महिमावान है वह जिस ने इसको हमारे वश में किया, अन्यथा हम तो इसे क़ाबू में कर सकने वाले न थे
But they have attributed to Him from His servants a portion. Indeed, man is clearly ungrateful.
Aur enhon ney Allah kay baaz bando ko uss ka juzz thera diya yaqeenan insan khulla na-shukra hai.
उन्होंने उस के बन्दों में से कुछ को उस का अंश ठहरा दिया! निश्चय ही मनुष्य खुला कृतघ्न है
And whoever is blinded from remembrance of the Most Merciful - We appoint for him a devil, and he is to him a companion.
Aur jo shaks rehman ki yaad say ghaflat keray hum uss per aik shetan muqarrar ker detay hain wohi uss ka sathi rehta hai.
जो रहमान के स्मरण की ओर से अंधा बना रहा है, हम उस पर एक शैतान नियुक्त कर देते हैं तो वही उस का साथी होता है
And whoever is blinded from remembrance of the Most Merciful - We appoint for him a devil, and he is to him a companion.
Aur jo shaks rehman ki yaad say ghaflat keray hum uss per aik shetan muqarrar ker detay hain wohi uss ka sathi rehta hai.
जो रहमान के स्मरण की ओर से अंधा बना रहा है, हम उस पर एक शैतान नियुक्त कर देते हैं तो वही उस का साथी होता है
And blessed is He to whom belongs the dominion of the heavens and the earth and whatever is between them and with whom is knowledge of the Hour and to whom you will be returned.
Aur woh boht barkaton wala hai jiss kay pass aasman-o-zamin aur inn kay darmiyan ki badshahat hai aur qayamat ka ilm bhi ussi kay pass hai aur ussi ki janib tum sab lotaye jao gay.
बड़ी ही बरकत वाली है वह सत्ता, जिस के अधिकार में है आकाशों और धरती की बादशाही और जो कुछ उन दोनों के बीच है उस की भी। और उसी के पास उस घड़ी का ज्ञान है, और उसी की ओर तुम लौटाए जाओगे।
But he who does not respond to the Caller of Allah will not cause failure [to Him] upon earth, and he will not have besides Him any protectors. Those are in manifest error."
Aur jo shaks Allah kay bulanay walay ka kaha na manay ga pus woh zamin mein kahin ( bhag ker Allah ko ) aajiz nahi ker sakta na Allah kay siwa aur koi uss kay madadgar hongay yeh log khulli gumrahee mein hain.
और जो कोई अल्लाह के आमंत्रणकर्त्ता का आमंत्रण स्वीकार नहीं करेगा तो वह धरती में क़ाबू से बच निकलने वाला नहीं है और न अल्लाह से हटकर उस के संरक्षक होंगे। ऐसे ही लोग खुली गुमराही में हैं।"
So is he who is on clear evidence from his Lord like him to whom the evil of his work has been made attractive and they follow their [own] desires?
Kiya pus woh shaks jo apnay perwerdigar ki taraf say dalil per ho uss shaks jaisa ho sakta hai? Jiss kay liye uss ka bura kaam muzayyan ker diya gaya ho aur woh apni nafsani khuwaishon ka pero ho?
तो क्या जो व्यक्ति अपने रब की ओर से एक स्पष्ट प्रमाण पर हो वह उन लोगों जैसा हो सकता है, जिन्हें उन का बुरा कर्म ही सुहाना लगता हो और वे अपनी इच्छाओं के पीछे ही चलने लग गए हो?
O you who have believed, do not raise your voices above the voice of the Prophet or be loud to him in speech like the loudness of some of you to others, lest your deeds become worthless while you perceive not.
Aey eman walo! Apni aawazen nabi ki awaz say uper na kero aur na unn say unchi aawaz say baat kero jesay aapas mein aik doosray say kertay ho, kahin ( aisa na ho kay ) tumharay aemaal ikaarat jayen aur tumhen khabar bhi na ho.
ऐ लोगो, जो ईमान लाए हो! तुम अपनी आवाज़ों को नबी की आवाज़ से ऊँची न करो। और जिस तरह तुम आपस में एक-दूसरे से ज़ोर से बोलते हो, उस से ऊँची आवाज़ में बात न करो। कहीं ऐसा न हो कि तुम्हारे कर्म अकारथ हो जाएँ और तुम्हें ख़बर भी न हो
Indeed in that is a reminder for whoever has a heart or who listens while he is present [in mind].
Iss mein her sahib-e-dil kay liye ibrat hai aur uss kay liye jo dil say mutawajja hoker kaan lagaye aur woh hazir ho.
निश्चय ही इसमें उस व्यक्ति के लिए शिक्षा-सामग्री है जिस के पास दिल हो या वह (दिल से) हाजिर रहकर कान लगाए
Of it there is no preventer.
Ussay koi rokney wala nahi.
जिसे टालने वाला कोई नहीं;
His is the dominion of the heavens and earth. He gives life and causes death, and He is over all things competent.
Aasmanon aur zamin ki badshahat ussi ki hai.woh hi zindagi deta hai aur mot bhi aur woh her cheez per qadir hai.
आकाशों और धरती की बादशाही उसी की है। वही जीवन प्रदान करता है और मृत्यु देता है, और उसे हर चीज़ की सामर्थ्य प्राप्त है
His is the dominion of the heavens and earth. And to Allah are returned [all] matters.
Aasmanoon ki aur zamin ki baadshahi ussi ki hai aur tamam kaam ussi ki taraf lotaye jatay hain.
आकाशों और धरती की बादशाही उसी की है और अल्लाह ही की है ओर सारे मामले पलटते हैं
Who is it that would loan Allah a goodly loan so He will multiply it for him and he will have a noble reward?
Kon hai jo Allah taalaa ko achi tarah qarz dey phir Allah Taalaa issay uss kay liye barhata chala jaye our uss kay liye pasandeedah ajar sabit hojaye.
कौन है जो अल्लाह को ऋण दे, अच्छा ऋण कि वह उसे उस के लिए कई गुना कर दे। और उस के लिए सम्मानित प्रतिदान है
On the Day Allah will resurrect them all, and they will swear to Him as they swear to you and think that they are [standing] on something. Unquestionably, it is they who are the liars.
Jiss din Allah Taalaa inn sab ko utha khara keray ga to yeh jiss tarah tumharay samney qasmen khatay hain ( Allah Taalaa ) kay samney bhi qasmen khaney lagen gay aur samjhen gay kay woh bhi kissi ( daleel ) per hain yaqeen mano kay be-shak wohi jhootay hain.
जिस दिन अल्लाह उन सबको उठाएगा तो वे उस के सामने भी इसी तरह क़समें खाएँगे, जिस तरह तुम्हारे सामने क़समें खाते हैं और समझते हैं कि वे किसी बुनियाद पर हैं। सावधान रहो, निश्चय ही वही झूठे हैं!
He is Allah , the Creator, the Inventor, the Fashioner; to Him belong the best names. Whatever is in the heavens and earth is exalting Him. And He is the Exalted in Might, the Wise.
Wohi Allah hai peda kerney wala wujood bakshney wala soorat bananey wala ussi kay liye ( nihayat ) achay naam hain her cheez khuwa woh aasman mein ho khuwa zamin mein ho uss ki paki biyan kerti hai aur wohi ghalib hikmat wala hai.
वही अल्लाह है जो संरचना का प्रारूपक है, अस्तित्व प्रदान करने वाला, रूप देने वाला है। उसी के लिए अच्छे नाम है। जो चीज़ भी आकाशों और धरती में है, उसी की तसबीह कर रही है। और वह प्रभुत्वशाली, तत्वदर्शी है
[He sent] a Messenger [Muhammad] reciting to you the distinct verses of Allah that He may bring out those who believe and do righteous deeds from darknesses into the light. And whoever believes in Allah and does righteousness - He will admit him into gardens beneath which rivers flow to abide therein forever. Allah will have perfected for him a provision.
( yani ) rasool jo tumhen Allah kay saaf saaf ehkaam parh ker sunata hai takay unn logon ko jo eman layen aur nek amal keren woh tareekiyon say roshni ki taraf ley aaye aur jo shaks Allah per eman laye aur nek amal keray Allah ussay aisi jannaton mein dakhil keray ga jiss kay neechay nehren jari hain jin mein yeh hamesha hamesha rahen gay. Be-shak Allah ney ussay behtareen rozi dey rakhi hai.
(अर्थात) एक रसूल जो तुम्हें अल्लाह की स्पष्ट आयतें पढ़कर सुनाता है, ताकि वह उन लोगों को, जो ईमान लाए और उन्होंने अच्छे कर्म किए, अँधेरों से निकाल कर प्रकाश की ओर ले आए। जो कोई अल्लाह पर ईमान लाए और अच्छा कर्म करे, उसे वह ऐसे बाग़़ों में दाख़िल करेगा जिन के नीचे नहरें बह रही होगी - ऐसे लोग उन में सदैव रहेंगे - अल्लाह ने उन के लिए उत्तम रोज़ी रखी है
To the disbelievers; of it there is no preventer.
Kafiron per jissay koi hatanay wala nahi
जो इनकार करने वालो के लिए होगी, उसे कोई टालने वाला नहीं,
And we used to sit therein in positions for hearing, but whoever listens now will find a burning flame lying in wait for him.
Iss say pehlay hum baatein suneinkay liye asman mein jagah jagah beth jaya kertay thy .jo bhi kan lagata hay wo ik sholay ko apni taak mein pata hay
"और यह कि हम उस में बैठने के स्थानों में सुनने के लिए बैठा करते थे, किन्तु अब कोई सुनना चाहे तो वह अपने लिए घात में लगा एक उल्का पाएगा
But [I have for you] only notification from Allah , and His messages." And whoever disobeys Allah and His Messenger - then indeed, for him is the fire of Hell; they will abide therein forever.
Albata ( mera kam ) Allah ki baat aur iss kay peghamaat ( logon ko ) phuncha dena hia ( abb ) jo bhi Allah aur uss kay rasool kin a maanay ga uss kay liye jahanum ki aag hai jiss mein aisay log hamesha rahengay
"सिवाय अल्लाह की ओर से पहुँचने और उस के संदेश देने के। और जो कोई अल्लाह और उस के रसूल की अवज्ञा करेगा तो उस के लिए जहन्नम की आग है, जिस में ऐसे लोग सदैव रहेंगे।"
Say, "I do not know if what you are promised is near or if my Lord will grant for it a [long] period."
Kehdijey kay mujhy maloom nahi kay jiss ka wada tum say kiya jata hai wo qareeb hia ya mera rab uss kay liye door ki muddat mukarrer keryga
कह दो, "मैं नहीं जानता कि जिस चीज़ का तुम से वादा किया जाता है वह निकट है या मेरा रब उस के लिए लम्बी अवधि ठहराता है
And to whom I granted extensive wealth
Aur issy bohat sa maal dy rakha hay
और उसे माल दिया दूर तक फैला हुआ,
And spread [everything] before him, easing [his life].
Aur mein ney ussy bohat kushadigi dy rakhi hay
और मैंने उस के लिए अच्छी तरह जीवन-मार्ग समतल किया
And during the night prostrate to Him and exalt Him a long [part of the] night.
Aur raat kay waqat uss kay saamnay sajday ker aur bohat raat tak uss ki tasbeeh kiya ker
और रात के कुछ हिस्से में भी उसे सजदा करो, लम्बी-लम्बी रात तक उस की तसबीह करते रहो
To him you give attention.
Uski taraf to pori twaja kerta hy
तू उस के पीछे पड़ा है -
To whom belongs the dominion of the heavens and the earth. And Allah , over all things, is Witness.
jis kay liey asman o zameen ka mulk hay aur Allah Taalaa kay samney hy her chez
जिस के लिए आकाशों और धरती की बादशाही है। और अल्लाह हर चीज़ का साक्षी है
Then man will have no power or any helper.
To na hoga uskay pass kuch zor na madadgar
तो उस समय उस के पास न तो अपनी कोई शक्ति होगी और न कोई सहायक